Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Showing posts with label Naseehat (Advice). Show all posts
Showing posts with label Naseehat (Advice). Show all posts

Monday, September 16, 2019

Al Quran : Jab tum aise logo ko dekho jo hamari aayaton ke bare mein behuda baatein kar rahe ho toh unse alag ho jao





Bismillahirrahmanirraheem

✦ Al Quran : Jab tum aise logo ko dekho jo hamari aayaton ke bare mein behuda baatein (galat baat ) kar rahe ho toh unse alag ho jao yaha tak ke dusri baaton mai masruf ho jaye aur agar (ye baat) shaitan tumhein bhula de toh yaad aane par zalim logo ke sath na baitho
Surah Anam 6 : 68
----
القرآن :  جب تم ایسے لوگوں کو دیکھو جو ہماری آیتوں کے بارے میں بیہودہ بکواس کر رہے ہوں تو ان سے الگ ہوجاؤ یہاں تک کہ اور باتوں میں مصروف ہوجائیں۔ اور اگر (یہ بات) شیطان تمہیں بھلا دے تو یاد آنے پر ظالم لوگوں کے ساتھ نہ بیٹھو
 سورة الأنعام (٦) آیت ٦٨ 
----
✦ अल क़ुरान : जब तुम ऐसे लोगो को देखो जो हमारी आयतों के बारे में बेहूदा बातें (ग़लत बात) कर रहे हो तो उनसे अलग हो जाओ यहाँ तक के दूसरी बातों में मसरूफ़ हो जाए और अगर (ये बात) शैतान तुम्हें भुला दे तो याद आने पर ज़ालिम लोगो के साथ ना बैठो
सुरह अनाम 6 : 68
----
✦ Al Quran : When you see those who engage in a false conversation about Our Verses  by mocking at them, stay away from them till they turn to another topic. And if Shaitan  causes you to forget, then after the reminder sit not you in the company of those people who are the Zalimun 
----
Surah Anam 6 : 68

Monday, July 22, 2019

Mafhum e Hadith: Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga



*Bismillahirahmanirrahim*

✦  *Mafhum e Hadith: Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga*
-----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Yaqeenan ye Quran Majid ek zariya ( rassi , seedhi ) hai jiska ek Sira Allah Subhanahu Ke hath mein aur dusra sira tumara haath main hai usay mazbuti se pakad lo (yani isko padho aur is par amal karo) kyunki aisa karne par tum kabhi bhi Gumrah aur halaq Nahi honge  
Al-Silsila-As-Sahiha -920
-----
رسول اللہ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌ نے فرمایا  یقینا یہ قرآن ایك ذریعہ(رسی،سیڑھی )ہے جس كا ایك سرا اللہ كے ہاتھ میں اور دوسرا سرا تمہارے ہاتھ میں ہے۔ اسے مضبوطی سے پكڑ لو (یعنی اس کو پڑھو اور اس پر عمل کرو) كیونكہ  ایسا کرنے پر تم كبھی بھی گمراہ اور ہلاك نہیں ہوگے  
السلسلہ صحیحہ ٩٢٠ 
----
✦ रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया यकीनन ये कुरान एक जरिया (रस्सी, सीढ़ी) है जिसका एक सिरा अल्लाह सुबहानहु के हाथ में है और दूसरा सिरा तुम्हारे हाथ में है उसको मजबूती से पकड़ लो (यानी इसको पढ़ो और इस पर अमल करो) क्यूंकि ऐसा करने पर तुम कभी भी गुमराह और हलाक नहीं होंगे 
सिलसिला सहीहा , 920
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Verily, this Quran is a means (rope etc.). Its one end is in the hand of Allah and the other end is in your hands. Hold fast to it ( read it and follow it), if you do so  you will never be lead astray or ruined ever again.
Al-Silsila-As-Sahiha # 920

Wednesday, April 10, 2019

Al Quran : Aur Ahad (wade) ko pura karo kyunki Ahad ke baare mein jarur pucha jayega




Bismillahirahmanirrahim

✦ Al Quran : Aur Ahad (wade) ko pura karo kyunki Ahad ke baare mein jarur pucha jayega
-------
القرآن : اور عہد کو پورا کرو کہ عہد کے بارے میں ضرور پوچھا جائے گا 
سورة الإسراء  (١٧) آیت ٣٤ 
-------
✦ अल कुरान : और अहद (वादे) को पूरा करो क्यूंकि अहद के बारे में जरुर पुछा जाएगा 
-------
Al Quran :  And fulfil (every) covenant. Verily, the covenant, will be questioned about.
Surah Al Isra (17), 34

Sunday, March 31, 2019

Hadith: Salam ko phailao, tum bhi salamat rahoge





*Bismillahirahmanirrahim*

*Mafhum e Hadith:  Salam ko phailao, tum bhi salamat rahoge*
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  Salam ko phailao, tum bhi salamat rahoge aur salam mein bukhl Karne wala Sabse bada bakhil hai,
Al-Silsila-As-Sahiha 262, 264
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  سلام کو پھیلاؤ ، تم بھی  سلامت رہو گے  اور سلام میں بخل کرنے والا سب سے بڑا بخیل ہے۔
السلسلہ صحیحہ  ٢٦٢ ، ٢٦٤ 
----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया सलाम को फैलाओ , तुम भी सलामत रहोगे और सलाम में बुखल करने वाला सबसे बड़ा बखील है , 
अल सिलसिला अस सहीहा  , 262,264
----
✦ Rasool-Allah  Sal-Allahu Alaihi Wasallam said  Make the greeting common practice among you and you will be safe and the most miserly of people are those who are miserly with the greeting of peace.
Al-Silsila-As-Sahiha-264

Monday, March 25, 2019

Al Quran : Aur Jab Quran padha jaye to gaur se suna karo aur khamosh raha karo taaki tum par raham kiya jaye




Bismillahirahmanirrahim

Al Quran : Aur Jab Quran padha jaye to gaur se suna karo aur khamosh raha karo taaki tum par raham kiya jaye
--------
اور جب قرآن پڑھا جائے تو توجہ سے سنا کرو اور خاموش رہا کرو تاکہ تم پر رحم کیا جائے
--------
अल कुरान : और जब कुरान पढ़ा जाए तो गौर से सुना करो और ख़ामोश रहा करो ताकि तुम पर रहम किया जाए 
--------
Al Quran : So, when the Quran is recited, listen to it, and be silent that you may receive mercy.
--------
Surah Al Aaraf (7), Aayat 204

Wednesday, October 17, 2018

Nooh Alaihi Salam ki Apne beto ko Aakhri Naseehat






    
















 












*Bismillahirahmanirrahim*

*Nooh Alaihi Salam ki Apne beto ko Aakhri Naseehat* 
-------
✦ Hadith : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah ke Nabee Nooh Alahih Salam ki wafat Ka waqt Aaya to unhone apne bete se kaha main tumhein waseeyat karta hu, main tumehin do baaton Ka hukm deta hu aur do baaton se mana karta Hu, Mein tumehin La ilaha illAllah 
Ka hukum deta hu kyuki agar saaton (7) aasman aur zameen ek palde main rakhein jaye aur La ilaha illAllah dusre palde mein to La ilaha illAllah Ka palda bhari ho jayega aur agar saaton zameen aur saaton aasman ek mazbut daayra ban Jaye to La ilaha illAllah inhe bhi tod dega aur main tumhein Subhan Allahi Wa bihamdihi Ka hukm deta hu kyuki ye har makhluq ki dua hai aur esse ke zariye sabko rizq diya jata hai aur mein tumhein shirk aur takabbur se mana karta hu
Al-Silsila-As-Sahiha 3130
-------
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا اللہ کے نبی نوح علیہ السلام!جب ان کی وفات کا وقت آیا تو انہوں نے اپنے بیٹے سے کہا: میں تمہیں وصیت بتاتا ہوں، میں تمہیں دو باتوں کا حکم دیتا اور دو باتوں سے منع کرتا ہوں۔ 
میں تمہیں(لا الہ الا اللہ) کا حکم دیتا ہوں کیوں کہ اگر ساتوں آسمان اور ساتوں زمینیں ایک پلڑے میں رکھے جائیں ،اور لا الہ الا اللہ دوسرے پلڑے میں تو لا الہ الا اللہ کا پلڑا بھاری ہو جائے گا اور اگر ساتوں زمین اور ساتوں آسمان ایک مضبوط دائرہ بن جائیں تو لا الہ الا اللہ انہیں توڑ دے گا، اور میں تمہیں سبحان اللہ وبحمدہ کا حکم دیتا ہوں کیوں کہ یہ ہر مخلوق کی دعا ہے اور اسی کے ذریعے مخلوق کو رزق دیا جاتا ہے۔ میں تمہیں شرک اور تکبر سے منع کرتا ہوں،
السلسلہ صحیحہ ۳۱۳۰
-------
✦ हदीस : रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम  ने फरमाया अल्लाह के नबी नूह अलैहि सलाम की वफात का वक़्त आया तो उन्होने अपने बेटे से कहा मैं तुम्हें वसीयत करता हू, मैं तुम्हें  दो बातों का हुक्म देता हूँ  और दो बातों से मना करता हूँ 
मैं तुम्हें ला इलाहा ईललल्लाह का हुकुम देता हू क्यूकी अगर सातों (7) आसमान और ज़मीन एक पलड़े में  रख दिए जाए और ला इलाहा ईलअल्लाह दूसरे पलड़े में तो ला इलाहा ईललल्लाह का पलड़ा भारी हो जाएगा और अगर सातों ज़मीन और सातों आसमान एक मज़बूत दायरा बन जाए तो ला इलाहा ईललल्लाह इन्हें भी तोड़ देगा और मैं तुम्हें सुबहान अल्लाही वा बिहम्दिही  का हुक्म देता हूँ  क्यूकी ये हर मखलूक़ की दुआ है और इस के ज़रिए सबको रिज़क़ दिया जाता है और में तुम्हें शिर्क और तक़ब्बुर  से मना करता हूँ 
अल सिलसिला अस सहिहा , 3130
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said When death was approaching the Prophet Nooh Alaihi salam, he said to his son: I will narrate to you my bequest; I command you with two things and prohibit you from two things. I command you with La ilaha illAllah (‘There is none worthy of worship in truth except Allaah) if the seven heavens and the seven earths were placed upon a scale and  La ilaha illAllah was placed on the other, then  La ilaha illAllah would be heavier.If the seven heavens and the seven earths were a closed off circle then  La ilaha illAllah would be able to break it.The second thing I command you with is Subhana Allaahi wa bihamdihi because it is a supplication for everything, and by it the creation is 
given its provision , And I prohibit you from shirk and pride.
Al Silsila As Sahiha, 3130

Monday, May 18, 2015

Al Quran : Agar kisi baat mein tum mein ikhtilaf ho jaye to usko ALLAH aur uske Rasool (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) ki taraf rujoo karo




Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : Agar kisi baat mein tum mein ikhtilaf ho jaye to usko ALLAH aur uske Rasool (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) ki taraf rujoo karo

✦ Al Quran : Eh Imaan walo ALLAH aur uske Rasool (Sal-Allahu Alaihi Wasallam) ki farmabardari karo aur un logon ki bhi jo tum mein se hakim hain , aur agar kisi baat mein tum mein ikhtilaf ho jaye to usko ALLAH aur uske Rasool (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) ki taraf rujoo karo , ye bahut achchi baat hai aur anjam ke lihaz se bahut behtar hai

Surah An-Nisa (4) Verse 59
--------------------

اے ایمان والو! اللہ کی اطاعت کرو اور رسول  ( صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم )  کی اطاعت کرو اوراپنے میں سے  ( اہلِ حق )  صاحبانِ اَمر کی ،  پھر اگر کسی مسئلہ میں تم باہم اختلاف کرو تو اسے  ( حتمی فیصلہ کے لئے )  اللہ اور رسول  ( صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم )  کی طرف لوٹا دو اگر تم اللہ پر اور یومِ آخرت پر ایمان رکھتے ہو ،   ( تو )  یہی  ( تمہارے حق میں )  بہتر اور انجام کے لحاظ سے بہت اچھا ہے
القرآن سورة النساء (۴)  آیت (۵۹)
---------------------

 Allah and obey the Messenger (Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ), and those of you (Muslims) who are in authority. (And) if you differ in anything amongst yourselves, refer it to Allah and His Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam , if you believe in Allah and in the Last Day. That is better and more suitable for final determination.
Surah An-Nisa (4) Verse 59

Tuesday, March 31, 2015

Hadith: Halakat (barbadi) hai us shaksh ke liye jo logo ko hasane ke liye jhooti baat kare ( Say No to April fool)














Bismillahirrahmanirrahim

 April fool manana Islam mein jayaz nahi kyunki is din jhooth bola jata hai jo kabira gunah hai Jhooth na bolne se related kuch ahadith aapke samne pesh ki ja rahi hai -


✦ Hadith: Halakat (barbadi) hai us shaksh ke liye jo logo ko hasaney ke liye jhooti baat kare 


✦ Muawiyah ibn Jaydah al-Qushayri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya halakat (barbadi) hai us shaksh ke liye jo logo ko hasane ke liye jhooti baat kare, iske liye kharabi hai , iskey liye kharabi hai

Sunan Abu Dawud, Jild 3,1552 -Hasan

✦ Safwaan bin Sulaim radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam se pucha gaya ki kya momeen buzdil ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, phir pucha gaya ki kya momeen Kanjus ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya kya Momeen JHOOTA ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne faramaya nahi.

Imam Malik Muwatta, 2371


✦ Abu Umama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya main us shakhs ke liye jannat ke beech mein ek ghar ki zamant deta hu jo mazaq mein bhi jhoot bolna chodh de

Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1372-Hasan


  Abu Bakr  Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya kya main tumhe sabse bada gunaah na batauu, humne arz kiya zarur bataeeye , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH ke saath shirk aur waldein ki nafarmani karna, aur farmaya ki aagah ho jao jhoothi baat aur jhoothi gawahi bhi, aagah ho jao jhoothi baat aur jhoothi gawahi bhi (bade gunaah hain) Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ise baar baar dohrate rahe yahan tak ki humne socha Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam khamosh nahi honge .
Sahih Bukhari, Jild  7, 5976

✦ Abdullah ibn masood Radhi allahu anhu se rivayat hai ki 

Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jhooth se bachte raho kyunki jhooth burayee ki taraf le jata hai aur burayee jahannam ki taraf , agar koi aadmi jhooth bolta hai aur musalsal jhooth bolta rahta hai to ALLAH ke yahan usko kazzab (jhootha) likh diya jata hai


✦ aur sach bolna tum par lazim hai kyunki sach neki ki taraf le jata hai aur neki jannat ki taraf le jati hai, agar koi aadmi sach bolta hai aur musalsal sach bolta rahta hai to ALLAH ke yahan usko siddiq ( sachcha) likh diya jata hai

Sunan Abu Dawud, Jild  3,1551-Sahih

                                -------------------------------------------------------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے سنا: تباہی ہے اس کے لیے جو بولتا ہے تو جھوٹ بولتا ہے تاکہ اس سے لوگوں کو ہنسائے، تباہی ہے اس کے لیے، تباہی ہے اس کے لیے۔
سنن ابو داوود-  جلد ٣ - ١٥٥٢

رسول صلی الله علیہ وسلم سے کسی نے پوچھا  کی کیا مومن بزدل ہو سکتا ہے؟آپ صلی الله علیه وسلم نے فرمایا ہاں پھر پوچھا کیا مومن کنجوس ہو سکتا ہے آپ صلی الله علیہ وسلم نے فرمایا ہاں پھر آپ صلی الله علیہ وسلم سے پوچھا کیا مومن جھوٹا ہو سکتا ہے آپ صلی الله علیہ وسلم نے فرمایا نہیں
مؤطا امام مالك ٢٣٧١ 
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا میں: جنت کے بیچوں بیچ ایک گھر کی ضمانت دیتا ہوں اس شخص کے لیے جو جھوٹ بولنا چھوڑ دے اگرچہ وہ ہنسی مذاق ہی میں ہو،
سنن ابو داوود-  جلد ٣ - ١٣٧٢ 

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: کیا میں تمہیں سب سے بڑا گناہ نہ بتاؤں؟ ہم نے عرض کیا ضرور بتائیے یا رسول اللہ! آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اللہ کے ساتھ شرک کرنا اور والدین کی نافرمانی کرنا۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم اس وقت ٹیک لگائے ہوئے تھے اب آپ سیدھے بیٹھ گئے اور فرمایا آگاہ ہو جاؤ جھوٹی بات بھی اور جھوٹی گواہی بھی ( سب سے بڑے گناہ ہیں ) آگاہ ہو جاؤ جھوٹی بات بھی اور جھوٹی گواہی بھی۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم اسے مسلسل دہراتے رہے اور میں نے سوچا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم خاموش نہیں ہوں گے۔
صحیح بخاری- جلد -٣ ٥٩٧٦ 

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم جھوٹ سے بچو، اس لیے کہ جھوٹ برائی کی طرف لے جاتا ہے، اور برائی جہنم میں لے جاتی ہے، آدمی جھوٹ بولتا ہے اور جھوٹ میں لگا رہتا ہے، یہاں تک کہ وہ اللہ کے نزدیک جھوٹا لکھ دیا جاتا ہےاور سچ بولنے کو لازم کر لو اس لیے کہ سچ بھلائی اور نیکی کی طرف لے جاتا ہے اور نیکی جنت میں لے جاتی ہے، آدمی سچ بولتا ہے اور سچ بولنے ہی میں لگا رہتا ہے یہاں تک کہ وہ اللہ کے نزدیک سچا لکھ دیا جاتا ہے ۔
سنن ابو داوود-  جلد ٣ - ١٥٥١  
-----------------------------------------

✦  अप्रैल फूल मनाना इस्लाम में जायज़ नही क्यूंकी इस दिन झूठ बोला जाता है जो कबीरा गुनाह है झूठ ना बोलने के मुत़ाल्लिक़ कुछ अहादीस  आपके सामने पेश की जा रही है -

---------------------
✦ मुआवईयः इब्न ज़ियाद अल-क़ुशेरी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया हलाकत (बर्बादी) है उस शख्स  के लिए जो लोगो को हंसाने  के लिए झूठी बात करे, इसके लिए खराबी है , इसके लिए खराबी है
सुनन अबू दाऊद, जिल्द  3,1552 -हसन

✦ सफवान बिन सुलेम रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम से पूछा गया की क्या मोमीन बुज़दिल हो सकता है आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हाँ , फिर पूछा गया की क्या मोमीन कंजूस हो सकता है आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हाँ , फिर आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम से पूछा गया क्या मोमीन  झूठा  हो सकता है आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया नही.

इमाम मालिक मुअता ,  2371 

✦ अबू उमामा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वासल्लं ने फरमाया मैं उस शख्स के लिए जन्नत के बीच में एक घर की ज़मानत  देता हूँ  जो मज़ाक़ में भी झूठ  बोलना छोड़  दे

सुनन अबू दाऊद, जिल्द  3, 1372-हसन

✦  अबू बक्र  रदी  अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया क्या मैं तुम्हे सबसे बड़ा गुनाह ना बताऊ , हमने  अर्ज़ किया ज़रूर बताईए , आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह के साथ शिर्क और वाल्देन की नाफ़रमानी करना, और फरमाया की आगाह हो जाओ झूठी बात और झूठी गवाही भी, आगाह हो जाओ झूठी बात और झूठी गवाही भी (बड़े गुनाह हैं) आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम इसे बार बार दोहराते रहे यहाँ तक की हमने  सोचा आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम खामोश नही होंगे .

सही बुखारी, जिल्द  7, 5976

✦ अब्दुल्लाह इब्न मसूद रदी  अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की  रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लमने फरमाया झूठ से बचते रहो क्यूंकी झूठ बुराई की तरफ ले जाता है और बुराई जहन्नम की तरफ , अगर कोई आदमी झूठ बोलता है और मुसलसल झूठ बोलता रहता है तो अल्लाह के यहाँ उसको कज्ज़ाब  (झूठा) लिख दिया जाता है और सच बोलना तुम पर लाज़िम है क्यूंकी सच नेकी की तरफ ले जाता है और नेकी जन्नत की तरफ ले जाती है, अगर कोई आदमी सच बोलता है और मुसलसल सच बोलता रहता है तो अल्लाह के यहाँ उसको सिद्दीक़ ( सच्चा) लिख दिया जाता है

सुनन अबू दाऊद, जिल्द  3,1551-सही


----------------------------------

✦ Narrated Mu'awiyah ibn Jaydah al-Qushayri Radhi allahu anhu 
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Woe to him who tells things, speaking falsely, to make people laugh thereby. Woe to him! Woe to him!.
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4972-Hasan

✦ Narrated by Safwaan bin Sulaim The Messenger of Allah peace be upon him, was asked, 'Can the Believer be a coward?' He peace be upon him said, 'Yes.' He was asked, 'Can the Believer be a miser He peace be upon him said, 'Yes.' He was asked, 'Can the Believer be a liar?' He peace be upon him said, 'No.'
Malik Muwatta,Book 56,#19

✦ Narrated AbuUmamah Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: I guarantee a house in the middle of Paradise for a man who avoids lying even if he were joking.
Sunan Abu Dawud Book 41, 4782-Hasan

✦ Narrated Abu Bakr  Radhi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Shall I not inform you of the biggest of the great sins?" We said, "Yes, O ALLAH's ApostleSal-Allahu Alaihi Wasallam " He said, "To join partners in worship with ALLAH: to be undutiful to one's parents." The Prophet sat up after he had been reclining and added, "And I warn you against giving forged statement and a false witness; I warn you against giving a forged statement and a false witness." The Prophet kept on saying that warning till we thought that he would not stop. 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 7: 


✦ Abdullah ibn masood Radhi allahu anhu reported the Messenger of Allah (May peace be upon him) as saying : Avoid falsehood, for falsehood leads to wickedness, and wickedness to hell; and if a man continues to speak falsehood and makes falsehood his object, he will be recorded in Allah’s presence as a great liar. And adhere to truth, for truth leads to good deeds, and good deeds lead to paradise. If a man continues to speak the truth and makes truth his object, he will be recorded in Allah’s presence as eminently truthful.
Sunan Abu Dawud, Book 42 Hadith 4971-Sahih

Monday, March 23, 2015

Hadith: Chota bade ko salam kare


Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Chota bade ko salam kare ----------------------- Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee kareem Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya chota bade ko salam karey, guzarne wala baithne wale ko salam kare aur choti jamaat badi jamaat ko salam kare. Sahih Bukhari, Jild 7, 6231 Anas Bin malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab wo bachhcon ke pass se guzre to unhone bachchon ko salam kiya aur kaha ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam bhi aisa hi kiya karte the (yani bachchon ko salam karte they) Sahih Bukhari, Vol 7, 6247 ----------------------- رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”چھوٹا بڑے کو سلام کرے، گزرنے والا بیٹھنے والے کو اور کم تعداد والے بڑی تعداد والوں کو۔“ صحیح بخاری جلد ٧ ، ٦٢٣١ آپ بچوں کے پاس سے گزرے تو انہیں سلام کیا اور فرمایا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم بھی ایسا ہی کرتے تھے۔ صحیح بخاری جلد ٧ ، ٦٢٤٧ ----------------------- अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की नबी करीम सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया छोटा बड़े को सलाम करे, गुज़रने वाला बैठने वाले को सलाम करे और छोटी जमात बड़ी जमात को सलाम करे. सही बुखारी, जिल्द 7, 6231 अनस बिन मलिक रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की जब वो बच्चों के पास से गुज़रे तो उन्होने बच्चों को सलाम किया और कहा की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम भी ऐसा ही किया करते थे (यानी बच्चों को सलाम करते थे) सही बुखारी, जिल्द 7, 6247
-------------


Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "The young should greet the old, the passer by should greet the sitting one, and the small group of persons should greet the large group of persons. "
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 250}

Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu : that he passed by a group of boys and greeted them and said, "The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to do so."
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 264}

Hadith: Raasto(roads) ka Haq ada karo




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Raasto(roads) ka Haq ada karo

Abu Saeed Khudri Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee Kareem Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Raaston par baithne se bacho,Sahaba ne arz kiya Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam hamari ye Majlis to bahut Zaruri hai hum wahan par roz hone wali guftgu (baatein) kiya karte hain Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya achcha , agar tum in Majlis mein baithna hi chahte ho to Raaste ka haq ada kiya karo sahaba ne arz kiya Raaste ka haq kya hai to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Nazar neechi rakhna, Raahgeeron (guzarne walon) ko na satana, Salam ka jawab dena, bhalaii ka hukm dena aur buraii se rokna
{Sahih Bukhari, vol 7, 6229}
-------------------------------------------------

 نبی  کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا راستوں پر بیٹھنے سے بچو ! صحابہ نے عرض کیا یا رسول اللہ ! ہماری یہ مجلس تو بہت ضروری ہیں ، ہم وہیں روزمرہ گفتگو کیا کرتے ہیں ۔ آپ نے فرمایا کہ اچھا جب تم ان مجلسوں میں بیٹھنا ہی چاہتے ہو تو راستے کا حق ادا کیا کرویعنی راستے کو اس کا حق دو ۔ صحابہ نے عرض کیا ، راستے کا حق کیا ہے یا رسول اللہ ! فرمایا ( غیرمحرم عورتوں کو دیکھنے سے ) نظرنیچی رکھنا ، راہ گیروں کو نہ ستانا ، سلام کا جواب دینا ، بھلائی کا حکم دینا اور برائی سے روکنا ۔

-------------------------------------
English translation:
Narrated Abu Said Al-Khudri: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, 'Beware! Avoid sitting on the roads." The (the people) said, "O ALLAH s Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam ! We can't help sitting (on the roads) as these are (our places) here we have talks." The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, ' if you refuse but to sit, then pay the road its right ' The said, "What is the right of the road, O ALLAH's Apostle?" He said, 'Lowering your gaze, refraining from harming others, returning greeting, and enjoining what is good, and forbidding what is evil." 
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 248}






Thursday, February 13, 2014

Hadith: jo shakhs bhi logo ko namaz padhaye to mukhtasar padhaye kyunki namaziyon mein koi beemar hota hai ……

    
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: jo shakhs bhi logo ko namaz padhaye to mukhtasar padhaye kyunki namaziyon mein koi beemar hota hai ……


Abu masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shaksh Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein hazir hokar arz kiya ki main falah imam ki wajah se subah ki namz jamat ke saath nahi padhta kyunki wo bahut lambi namaz padhate hain , ravi kahtey hain ki us din mainey Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ko naseehat karne mein jitna naraz dekha us se pahle kabhi nahi dekha ,Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya eh logo tum mein se kuch log logo ko (deen se) dur Karne wale hain , jo shakhs bhi logo ko namaz padhaye to mukhtasar padhaye kyunki namaziyon mein koi beemar hota hai , koi budha hota hai aur koi hajatmand hota hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 6110

------------------------------

حضرت ابو مسعود سے روایت ہے   ایک شخص نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوا اور عرض کیا میں صبح کی نماز جماعت سے فلاں امام کی وجہ سے نہیں پڑھتا کیونکہ وہ بہت لمبی نماز پڑھاتے ہیں۔ انہوں نے کہا کہ اس دن ان امام صاحب کو نصیحت کرنے میں نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کو میں نے جتنا غصہ میں دیکھا ایسا میں نے آپ کو کبھی نہیں دیکھا تھا، پھر نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اے لوگو! تم میں سے کچھ لوگ ( نماز باجماعت پڑھنے سے ) لوگوں کو دور کرنے والے ہیں، پس جو شخص بھی لوگوں کو نماز پڑھائے مختصر پڑھائے، کیونکہ نمازیوں میں کوئی بیمار ہوتا ہے کوئی بوڑھا کوئی کام کاج والا۔ 
صحیح بخاری جلد ۷ ۶۱۱۰
------------------------------


Narrated Abu Masud Radi Allahu Anhu A man came to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam and said "I keep away from the morning prayer only because such and such person prolongs the prayer when he leads us in it. The narrator added: I had never seen Allah's Apostle more furious in giving advice than he was on that day. He said, "O people! There are some among you who make others dislike good deeds) cause the others to have aversion (to congregational prayers).
Beware! Whoever among you leads the people in prayer should not prolong it, because among them there are the sick, the old, and the needy.
Sahih Bukhari, Vol. 8, Book 73, Hadith 131



Sunday, October 7, 2012

Hadith: Achchey Khwab Allah ki taraf se hote hain aur bura shaitan ki taraf se



Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Achchey Khwab Allah ki taraf se hote hain aur bura shaitan ki taraf se


Hazrat Abu Said Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jab tum mein se koi aisa khwab dekhey jisey wo pasand karta ho to wo Allah subhanahu ki taraf se hota hai is par Allah ki Hamd (shukr ada) karey  aur dusron ko bata de Lekin agar koi aisa khawab dekhta hai jo usey napasand ho to ye shaitan ki taraf se hota hai isliye uski buraii se pannah maangey aur kisi se us khwab ka zikr na karey , ye khwab usey kuch nuksaan nahi pahucha sakega.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6985 


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو یہ فرماتے ہوئے سنا کہ جب تم میں سے کوئی ایسا خواب دیکھے جسے وہ پسند کرتا ہو تو وہ اللہ کی طرف سے ہوتا ہے۔ اس پر اللہ کی حمد کرے اور اسے بتا دینا چاہئیے لیکن اگر کوئی اس کے سوا کوئی ایسا خواب دیکھتا ہے جو اسے ناپسند ہے تو یہ شیطان کی طرف سے ہوتا ہے پس اس کے شر سے پناہ مانگے اور کسی سے ایسے خواب کا ذکر نہ کرے یہ خواب اسے کچھ نقصان نہیں پہنچا سکے گا۔“
صحیح بخاری جلد ۸ ۶۹۸۵


Narrated Abu Sa'id Al-Khudri Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, If anyone of you sees a dream that he likes, then it is from Allah, and he should thank Allah for it and narrate it to others; but if he sees something else, i.e., a dream that he dislikes, then it is from Satan, and he should seek refuge with Allah from its evil, and he should not mention it to anybody, for it will not harm him.
Sahih Bukhari, Vol 9, Book 87, No. 114

Hadith: Allah ke bandey sab Bhai Bhai ban kar raho


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Allah ke bando Bhai Bhai ban kar raho

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya badgumani se bachtey raho kyunki badgumani sabse jhooti baat hai ,Aapas mein ek dusrey ki buraii ki talash mein na lagey raho, na ek dusrey se bugz (Yani nafrat) rakho aur Na peeth peechey kisi ki buraii karo bulki Allah ke bandey sab Bhai bhai ban kar raho

Sahih Bukhari, Vol 8, 6724


-----------------------------------------------------------------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”بدگمانی سے بچتے رہو، کیونکہ گمان ( بدظنی ) سب سے جھوٹی بات ہے۔ آپس میں ایک دوسرے کی برائی کی تلاش میں نہ لگے رہو نہ ایک دوسرے سے بغض رکھو اور نہ پیٹھ پیچھے کسی کی برائی کرو، بلکہ اللہ کے بندے بھائی بھائی بن کر رہو۔“ 

------------------------


Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, 'Beware of suspicion, for it is the worst of false tales and don't look for the other's faults (don't spy) and don't hate each other, and don't desert (cut your relations with) one another O Allah's slaves, be brothers!" 
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 80, Number 717:

Hadith: Wo Qaum kabhi falah (success) nahi payegi jiski hukumat ek aurat ke haath mein ho .


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 



Abu Bakra Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya wo Qaum kabhi falah (success) nahi payegi jiski hukumat ek aurat ke haath mein ho .

Sahih Bukhari, Vol8, 7099
------------------------

حضرت ابو بکر صدیق رضی اللہ عنہ سے روایت ہے آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ وہ قوم کبھی فلاح نہیں پائے گی جس کی حکومت ایک عورت کے ہاتھ میں ہو۔ 

صحیح بخاری جلد ۸  ۷۰۹۹
------------------------


Narrated Abu Bakra Radi Allahu Anhu : Prophet Peace be upon him said, "Never will succeed such a nation as makes a woman their ruler."

Sahih Bukhari, Volume 9, Book 88, Number 219