Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 16, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 254

 Only-Quran-Hadith Quiz 254 




Sawal: Jo mard ya aurat bahut budhe ho aur ramzan ke roze na

 rakh sake to unko kya karna hoga ?



A. Har roze ke badle ek dinar sadqa de

B. Baqi dino mein roze purey kare

C. unko roze maaf hain

D. Har roze ke badle 1 miskeen ko khana khila de

E. inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai


----------
Quiz : The old men or women who is unable to keep fast of ramzan 

 what they have to do ?


A. Has to give one dinar sadqa in place of each fast

B. Fast Should be made up by days later

C. The fast has been forgiven to him

D. feed one poor for each day of fasting

E. None of the above

F. I want to know



D. Har roze ke badle 1 miskeen ko khana khila de
--------------
Ata radi allahu anhu se rivayat hai ki Abdulah ibn abbas radi allahu anhuma ne farmaya bahut budha mard ya budhi aurat jo roze ki taqat na rakhte ho unhe chahiye ki har roze ke badle ek miskeen ko khana khila de
Sahih Bukhari, Jild 6, 4505
-------------
Full details
https://islamqa.info/ur/49768
-------------
Narrated 'Ata radi allahu anhu
That he heard Ibn Abbas radi allahu anhuma said for old men and old women who  have no strength to fast, so they should feed one poor person for each day of fasting (instead of fasting).
Sahih Bukhari, Book 60, Hadith 32
-------------
Full details


No comments:

Post a Comment