Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, January 17, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 271

 Only-Quran-Hadith Quiz 271 


Dono quiz ka jawab saath mein istarah dijiyega....AB ya CD etc
-------------
Sawal 1 : Wo Kaunse Sahabi they jo Ghazwa e Badr mein shamil nahi huye they phir bhi unhe usmein shamil hone ka sawab mila ?

A. Abu bakr siddiq Radi allahu anhu

B. Uthman Radi Allahu Anhu

C. Abdullah bin Masood Radi Allahu Anhu

D. Hasan Radi Allahu anhu

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai

---------------
Sawal 2: Unke Ghazwa e Badr mein shamil na hone ki wajah kya thi ?

A. Wo umar mein bahut chotey they

B. Unki biwi bahut beemar thi

C. Wo umar mein bahut bade aur zaeef they

D. Wo madine mein musalmano ke gharo ki hifazat mein they

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
===================
Reply both quiz together like this ...AB ..CD etc.
Quiz 1 : What is the name of that companion (sahabi) who coudn't join the battle of badr , yet he got the same reward of one who has taken part ?

A. Abu bakr siddiq Radi allahu anhu

B. Uthman Radi Allahu Anhu

C. Abdullah bin Masood Radi Allahu Anhu

D. Hasan Radi Allahu anhu

E. None of the above

F. I want to know


Quiz 2 : Why he couldn't join the battle of badr ?

A. He was very small that time

B. His wife was ill

C. He was very old

D. He was protectig muslims' home in madinah

E. None of the above

F. I want to know




Sahi Jawab BB
---------
B. Uthman Radi Allahu Anhu

B. Unki biwi bahut beemar thi
---------
Ibn Umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki Hazrat Uthman Radi allahu anhu Ghzwa e badr mein shamil na ho sake they kyunki unke nikah mein Rasool-Allah Sal-Allahu alahi wasallam ki sahabzadi thi aur wo bahut beemar thi, Rasool-Allah Sal-Allahu alahi wasallam ne farmaya ki tumhe bhi utna hi sawab milega jitna badr mein shamil hone wale shakhs ko aur utna hi hissa bhi milega.
Sahih Al-Bukhari, Jild 4, 3130
--------
Narrated Ibn Umar radi allahu anhu Uthman radi allahu anhu did not join the Badr battle because he was married to one of the daughters of Allah's Apostle and she was ill. So, the Prophet said to him. "You will get a reward and a share (from the war booty) similar to the reward and the share of one who has taken part in the Badr battle."
Sahih Al-Bukhari, Book 53, Hadith 359


No comments:

Post a Comment