Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, January 28, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-316❗


Only-Quran-Hadith Quiz-316

Dono sawalo ke jawab is tarah dijiyega AD...BE..etc

Sawal 1 : Ek baar Rasool-Allah sal-alalahu alaii wasallam ki ek biwi ki bahan aapke ghar aayee to aapne farmaya Allahumma haala (Allah ye to haala hai) Wo kaunsi biwi ki bahan thi ?

Sawal 2 : ye dekhkar unki ek dusri biwi ko gairat aa gayee (yani thoda naraz huye), jisko gairat aayee wo kaunsi biwi thi ?

A. Khadija bint Khuwaylid
B. Sawda bint Zama
C. Aisha bint Abi Bakr
D. Hafsa bint Umar
E. Zaynab bint Khuzayma
F. Hind bint Abi Umayya
H. Zaynab bint Jahsh
I. Juwayriyya bint al-Harith
(Radi Allahu anhuma)
J. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------------------
Kindly reply both Quiz like this AB...CD...

Once A sister of the wife of prophet sal-alalahu alaihi wasallam come to his home , the Prophet sal-alalahu alaii wasallam said Allahumma Haala (O Allah this is Haala).

Quiz 1 : What is the name of that wife , whose sister came ?

Quiz 2 : After seeing her , A wife of prophet sal-alalahu alaihi wasallam became jealous (or annoyed) , Who was that wife ?

A. Khadija bint Khuwaylid
B. Sawda bint Zama
C. Aisha bint Abi Bakr
D. Hafsa bint Umar
E. Zaynab bint Khuzayma
F. Hind bint Abi Umayya
H. Zaynab bint Jahsh
I. Juwayriyya bint al-Harith
(Radi Allahu anhuma)
J. I want to know



Sahi Jawab AC
---------------
عَنْ عَائِشَةَ ـ رضى الله عنها ـ قَالَتِ اسْتَأْذَنَتْ هَالَةُ بِنْتُ خُوَيْلِدٍ أُخْتُ خَدِيجَةَ عَلَى رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم، فَعَرَفَ اسْتِئْذَانَ خَدِيجَةَ فَارْتَاعَ لِذَلِكَ، فَقَالَ " اللَّهُمَّ هَالَةَ ". قَالَتْ فَغِرْتُ فَقُلْتُ مَا تَذْكُرُ مِنْ عَجُوزٍ مِنْ عَجَائِزِ قُرَيْشٍ، حَمْرَاءِ الشِّدْقَيْنِ، هَلَكَتْ فِي الدَّهْرِ، قَدْ، أَبْدَلَكَ اللَّهُ خَيْرًا مِنْهَا
---------------
Aisha Radi Allahu se rivayat hai ki Ek baar Khadija radi Allahu anha ki bahan Haala bin khwlid ne Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam se andar aane ki ejazat chahi to Aap sal-alalahu alaihi wasallam ko Hazrat Khadija ki ejazat lene ki ada yaad aa gayee , Aap sal-alalahu alaihi wasallam chonk uthey aur farmaya Allahumma hala (Allah ye to hala hai) , hazrat Aisha radi allahu anha ne kaha ki mujhko is par badi gairat aayee aur maine kaha ki Aap salalalahu alaihi wasallam Qurish ki kis budhi ka zikr karne lag gaye jiske masoodo par daanto ke tut jaane ki wajah se (sirf surkhi baqi rah gayee thi) aur jiski wafat huyee ek zamana guzar chuka , Allah subhanahu ne aapko is se behtar biwi de di hai
Sahih Bukhari, 3821
------------
Narrated Aisha Radi Allahu anhu Once Hala bint Khuwailid, Khadija's sister, asked the permission of the Prophet (
) to enter. On that, the Prophet () remembered the way Khadija used to ask permission, and that upset him. He said, "O Allah! Hala!" So I became jealous and said, "What makes you remember an old woman amongst the old women of Quraish an old woman (with a teethless mouth) of red gums who died long ago, and in whose place Allah has given you somebody better than her?"
Sahih bukhari, Book 58, Hadith 168

No comments:

Post a Comment