❗ Only-Quran-Hadith Quiz-314❗
Dono sawalo ke jawab saath mein is tarah dena AB..BD
Sawal 1 : Hadith ke hisab se jarurat padhne par Insaan ko khaana kitna pet bhar khana chahiye ?
A. 1/2 (Aadha)
B. 1/3 (Ek tihayee)
C. 1/4 (Ek chothayee)
D. 3/4 (teen chothayee)
E. inmein se koi nahi
F. Sahijawab ka intezar hai
Sawal 2 : Hadith ke hisab se Insaan ko paani kitna pet bhar peena chahiye ?
A. 1/2 (Aadha)
B. 1/3 (Ek tihayee)
C. 1/4 (Ek chothayee)
D. 3/4 (teen chothayee)
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------------------
Kindly reply below both quiz together.. example 1A 2B
Quiz 1 : According Hadith How much food a human being should fill in his stomach ?
A. 1/2 (Half)
B. 1/3 (One third)
C. 1/4 (One fourth)
D. 3/4 (three fourth)
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : According Hadith How much water a human being should fill in his stomach ?
A. 1/2 (Half)
B. 1/3 (One third)
C. 1/4 (One fourth)
D. 3/4 (three fourth)
E. None of the above
F. I want to know
******************************
Sahi jawab BB
----------
✦ Miqdam bin Madikarib Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya aadmi pet se zyada bura koi bartan nahi bharta, aadmi ke liye chand niwale kaafi hain jo uski kamar seedhi rakhe aur aadmi ka nafs agar galib aa jaye ( yani zyada khane ko dil kare) to ek tihayee (1/3) pet khane ke liye ek tihayee pet peene ke liye aur ek tihayee pet saans (hawa) ke liye rakhe
Sunan Ibn majah, Jild 3, 230-Sahih
-----------
✦ Miqdam bin Madikarib Radi Allahu anhu said I heard the Messenger of Allah (ﷺ) say: A human being fills no worse vessel than his stomach. It is sufficient for a human being to eat a few mouthfuls to keep his spine straight. But if he must (fill it), then one third of food, one third for drink and one third for air.
Sunan Ibn majah,Book 29, 3349-Sahih
No comments:
Post a Comment