Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Showing posts with label ilm (Knowledge). Show all posts
Showing posts with label ilm (Knowledge). Show all posts

Monday, September 27, 2021

✦: Mafhum e hadith: Ek Aalim ibadat guzar se bahut zyada fazilat rakhta hai


 


Bismillahirrahmanirraheem


✦: Mafhum e hadith: Ek Aalim ibadat guzar se bahut zyada fazilat rakhta hai

----

✦:  Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya Aalim ki fazilat Aabid (ibadat guzar) par aisee hai jaise meri fazilat tum mein se Ek aam admee par hai

----

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: عالم کی فضیلت عابد (عبادت گزار) پر ایسی ہے جیسے میری فضیلت تم میں سے ایک عام آدمی پر ہے

جامع ترمیزی 

-----

✦: रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया आलिम की फ़ज़ीलत आबिद (ईबादतगुज़ार) पर ऐसी है जैसे मेरी फ़ज़ीलत तुम में से एक आम आदमी पर है 

जामेअ तिरिमिज़ी - सही 

-----

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam Said The superiority of the scholar over the worshiper is like my superiority over the least of you

Jamia Tirmidhi 2685-Sahih


Tuesday, July 9, 2019

Mafhum-e-Hadith : Agar Kisi ko kisi baat ka ilm na ho toh kahe Allah hi ko Zyada ilm hai




*Bismillahirahmanirrahim*

Mafhum-e-Hadith : Agar Kisi ko kisi baat ka ilm na ho toh kahe Allah hi ko Zyada ilm hai
-----
Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu ne farmaya Eh logo Jis Shaks ko Kisi Cheez Ka ilm ho toh wo bayan Karen agar  ilm na ho toh kahe Allah hu Alam yani Allah hi ko Zyada ilm hai  kyu ke ye bhi ilm hi hai Jo Cheez na jante ho Uske mutaliq keh de ke Allah hi zyada janne wala hai 
Sahi bukhari 4809
--
عبداللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ  نے فرمایا اے لوگو! جس شخص کو کسی چیز کا علم ہو تو وہ اسے بیان کرے اگر علم نہ ہو تو کہے کہ اللہ ہی کو زیادہ علم ہے کیونکہ یہ بھی علم ہی ہے کہ جو چیز نہ جانتا ہو اس کے متعلق کہہ دے کہ اللہ ہی زیادہ جاننے والا ہے۔ 
صحیح بخاری ، ٤٨٠٩ 
---
अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहू अन्हु ने फरमाया एह लोगो जिस शख्स को किसी चीज़ का इल्म हो तो वो बयान करें अगर इल्म ना हो तो कहे अल्लाहु आलम यानी अल्लाह ही को ज़्यादा इल्म है क्यूंकि ये भी इल्म ही है जो चीज़ ना जानते हो उसके मुताल्लिक कह दे के अल्लाह ही ज़्यादा जानने वाला है 
सही बुखारी , 4809 
---
Abdullah bin Masud Radi Allahu anhu said O people! If somebody knows something, he can say it, but if he does not know it, he should say, (Allahu Aalam) Allah knows better,' for it is a sign of having knowledge to say about something which one does not know, 'Allah knows better.
Sahi bukhari ,Book 60, 333

Saturday, October 10, 2015

✦ Hadith: jisne ilm sikhne ke liye koi raasta ikhtiyar kiya to Allah subhanahu uske liye Jannat ka raasta aasan farma deta hai




Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: jisne ilm sikhne ke liye koi raasta ikhtiyar kiya to Allah subhanahu uske liye Jannat ka raasta aasan farma deta hai

----------------------
✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jisne ilm sikhne ke liye koi raasta ikhtiyar kiya to Allah subhanahu uske liye Jannat ka raasta aasan farma deta hai
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 541-Sahih

✦ Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan ALLAH subhanahu aur uske farishte aur tamam ahl-e-zameen aur aasman aur yahan tak ki cheenti apni surakh mein aur machliyan bhi us shakhs ke liye khair ki dua karte aur rahmat bhejte hain hain jo logo ko bhlayee ki baatein sikhata hai
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 581-Hasan
---------------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिसने इल्म सीखने के लिए कोई रास्ता इख्तियार किया तो अल्लाह सुबहानहु उसके लिए जन्नत का रास्ता आसान फरमा देता है
जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 2, 541-सही

✦ हदीस: रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया बेशक अल्लाह सुबहानहु और उसके फ़रिश्ते और अहल-ए-ज़मीन और आसमान और यहाँ तक की चींटी अपने सुराख़ में और मछलियाँ भी उस शख्स के लिए भलाई की दुआ करते और रहमत भेजते हैं जो लोगों को भलाई की बातें सिखाता है 
जामीअ तिरमिज़ी जिल्द 2, हदीस 581 -हसन 
---------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جو علم حاصل کرنے کے ارادہ سے کہیں جائے، تو اللہ اس کے لیے جنت کے راستے کو آسان ( و ہموار ) کر دیتا ہے“ 
جامع ترمذی جلد۲ ۵۴۱ صحیح


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ اور اس کے فرشتے اور آسمان اور زمین والے یہاں تک کہ چیونٹیاں اپنی سوراخ میں اور مچھلیاں اس شخص کے لیے جو نیکی و بھلائی کی تعلیم دیتا ہے خیر و برکت کی دعائیں کرتی ہیں
جامع ترمذی جلد۲ ۵۸۱ حسن
_______________________


✦ Narrated Abu Hurairah Radi allahu anhu that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: "Whoever takes a path upon which to obtain knowledge, Allah makes the path to Paradise easy for him."
Jamia Tirmidhi , Book 39, 2646-Sahih
✦ The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Indeed Allah, His Angels, the inhabitants of the heavens and the earths - even the ant in his hole, even the fish - say Salat upon the one who teaches the people to do good. 
Jamia Tirmidhi, Book 39, 2685-Hasan

Monday, March 23, 2015

✦ Hadith: Aalim ki fazeelat Aabid (ibadat guzar) par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna (aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai




Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: Aalim ki fazeelat Aabid (ibadat guzar) par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna (aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai

✦ Al Quran : Tum mein se ek jamaat aisee honi chahiye jo logo ko neki ki taraf bulaye aur achche kaam karne ka hukm de aur burey kaamo se mana kare, Ye log nijat pane wale hain
Al Quran , Surah Aal-E-Imran (3) Verse 104

✦ Hadith: Abu Umamah Al-Bahili Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke samne do shakhs ka zikr hua jismein se ek aabid (ibadat guzar) tha aur dusra aalim , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Aalim ki fazeelat Aabid par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna(aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai , Phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan ALLAH subhanahu aur uske farishte aur tamam ahl-e-zameen aur aasman aur yahan tak ki cheenti apni surakh mein aur machliyan bhi us shakhs ke liye khair ki dua karte aur rahmat bhejte hain hain jo logo ko bhlayee ki baatein sikhata hai
Jamia Tirmidhi 2685-Hasan

✦ Abdur-Rahman bin Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah usko khush-haal rakhey jo hamari hadith ko suney aur aagey pahuchaye
Sunan ibn Majah, Vol 1, 232-Sahih
--------------------------------------------------------


اور تم میں سے ایسے لوگوں کی ایک جماعت ضرور ہونی چاہئے جو لوگوں کو نیکی کی طرف بلائیں اور بھلائی کا حکم دیں اور برائی سے روکیں ، اور وہی لوگ بامراد ہیں 

سورة آل عمران (۳) آیت ۱۰۴

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے سامنے دو آدمیوں کا ذکر کیا گیا، ان میں سے ایک عابد تھا اور دوسرا عالم، تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”عالم کی فضیلت عابد پر ایسی ہے جیسے میری فضیلت تم میں سے ایک عام آدمی پر ہے“، رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ اور اس کے فرشتے اور آسمان اور زمین والے یہاں تک کہ چیونٹیاں اپنی سوراخ میں اور مچھلیاں اس شخص کے لیے جو نیکی و بھلائی کی تعلیم دیتا ہے خیر و برکت کی دعائیں کرتی ہیں

جامع ترمذی جلد ۲ ۵۸۱ حسن

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ اس شخص کو تروتازہ رکھے جس نے میری کوئی حدیث سنی اور اسے دوسروں تک پہنچا دیا،

سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۲۳۲
----------------------------------------
✦ Al Quran : Let there arise out of you a group of people inviting to all that is good (Islam), enjoining what is right and forbidding what is wrong. And those will be the successful.
Al Quran , Surah Aal-E-Imran (3) Verse 104

✦ Narrated Abu Umamah Al-Bahili Radhi allahu anhu :"Two men were mentioned before the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam . One of them a worshiper, and the other a scholar. So the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: 'The superiority of the scholar over the worshiper is like my superiority over the least of you.' Then the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Indeed Allah, His Angels, the inhabitants of the heavens and the earths - even the ant in his hole, even the fish - say Salat upon the one who teaches the people to do good.
Jamia Tirmidhi, Book 39, Hadith 2685-Hasan

✦ Narrated by Abdur-Rahman bin Abdullah Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: May Allah cause flourish the one who hears a Hadith from us and conveys it,
Sunan ibn Majah, Vol 1, 232-Sahih

Wednesday, April 30, 2014

Al Quran : Aur tum mein se ek jamaat aisee honi chahiye jo logo ko neki ki taraf bulaye aur....



Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : Aur tum mein se ek jamaat aisee honi chahiye jo logo ko neki ki taraf bulaye aur achche kaam karne ka hukm de aur burey kaamo se mana kare, Ye log nijat pane wale hain 
Al Quran , Surah Aal-E-Imran (3) Verse 104 

Hadith: Hudhaifah bint Al-Yaman Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya us ALLAH ki qasam jiske haath mein meri jaan hai Logo ko achchi baat ki hidayat karte raho aur burey kaam se rokte raho warna Qareeb hai ki ALLAh subhanahu tum logo par azab bhej de aur tum duaayein mango aur wo qubul na kare 
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 42-Hasan 
-------------------

اور تم میں سے ایسے لوگوں کی ایک جماعت ضرور ہونی چاہئے جو لوگوں کو نیکی کی طرف بلائیں اور بھلائی کا حکم دیں اور برائی سے روکیں ، اور وہی لوگ بامراد ہیں 
سورة آل عمران (۳) آیت(۱۰۴)

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اس ذات کی قسم جس کے ہاتھ میں میری جان ہے! تم معروف ( بھلائی ) کا حکم دو اور منکر ( برائی ) سے روکو، ورنہ قریب ہے کہ اللہ تعالیٰ تم پر اپنا عذاب بھیج دے پھر تم اللہ سے دعا کرو اور تمہاری دعا قبول نہ کی جائے“

جامع ترمذی جلد ۲ ۴۲ حسن
___________________


English Translation:

Al Quran : Let there arise out of you a group of people inviting to all that is good (Islam), enjoining what is right and forbidding what is wrong. and those will be the successful. 
Al Quran , Surah Aal-E-Imran (3) Verse 104 

Hadith: Hudhaifah bint Al-Yaman Radi Allahu Anhu narrated that the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: "By the One in Whose Hand is my soul! Either you command good and forbid evil, or Allah will soon send upon you a punishment from Him, then you will call upon Him, but He will not respond to you. " 
Jamia Tirmidhi, Vol. 4, Book 7, 2169-Hasan

Sunday, February 9, 2014

Hadith: jis shakhs ke paas koi ilm mehfuz ho aur wo usey chupaye to qayamat ke din usey dozakh ki aag ki lagam daal kar laya jayega


Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: ilm ko chupane wale par dozakh ki aag ki lagam daali jayegi
---------------
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jis shakhs ke paas koi ilm mehfuz ho aur wo usey chupaye to qayamat ke din usey dozakh ki aag ki lagam daal kar laya jayega
Sunan ibn Majah, Vol. 1, #261-Sahih
---------------
अबू हुरैरा  रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया जिस शख्स के पास कोई इल्म महफूज़ हो और वो उसे छुपाए तो क़यामत के दिन उसे दोज़ख की आग की लगाम डाल कर लाया जाएगा
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द  1, 261-सही
---------------
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص بھی علم دین یاد رکھتے ہوئے اسے چھپائے، تو اسے قیامت کے دن آگ کی لگام پہنا کر لایا جائے گا ۔ 
سنن ابن ماجہ جلد۱ ۲۶۱ صحیح
________________

It was narrated from Abu Hurairah that The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said There is no man who memorizes knowledge then conceals it, but he will be brought forth on the Day of Resurrection bridled with reins of fire.
Sunan ibn Majah, Vol. 1, Hadith 261-Sahih


Wednesday, September 25, 2013

Hadith: tum mein se behatreen wo hai jo Quran Majeed parhey ( sikhey) aur parhaye ( sikhaye)


Hadith: 
 tum mein se behatreen wo hai jo Quran Majeed parhey ( sikhey) aur parhaye ( sikhaye) 

Zirr bin Hubaish Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki main safwan Radi Allahu Anhu ki khidmat mein hazir hua to unhoney faramaya kaisey aana hua ? to mainey kaha ilm hasil karney ke liye , to unhoney farmaya maine Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se ye farmate huye suna hai ki jo shakhs bhi ilm ki talab mein apney ghar se nilkle to farishtey uskey amal ko pasand kartey huye uskey liye apney par ( wings) phaila detey hain
Sunan ibn Majah, Vol 1, 226-Hasan

Uthman Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se behatreen wo hai jo Quran Majeed parhey ( sikhey) aur parhaye ( sikhaye)
Sahih Bukhari, Vol 6 , 5028
____________
صفوان بن عسال مرادی رضی اللہ عنہ کے پاس آیا، انہوں نے پوچھا: کس لیے آئے ہو؟ میں نے کہا: علم حاصل کرنے کے لیے، صفوان رضی اللہ عنہ نے عرض کیا: میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا: جو شخص اپنے گھر سے علم حاصل کرنے کے لیے نکلتا ہے تو فرشتے اس کے اس عمل سے خوش ہو کر اس کے لیے اپنے بازو بچھا دیتے ہیں ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۲۲۶ حسن


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ تم سب میں بہتر وہ ہے جو قرآن مجید پڑھے اور پڑھائے۔ 
صحیح بخاری جلد۶  ۵۰۲۸
____________________

English Translation:
It was narrated that Zirr bin Hubaish Radi Allahu Anhu said: I went to Safwan bin 'Assal Al-Muradi and he said: 'What brought you here?' I said: 'I am seeking knowledge.' He said: 'I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam Said : "There is no one who goes out of his house in order to seek knowledge, but the angels lower their wings in approval of his action.'"
Sunan ibn Majah, Vol 1, 226-Hasan

Narrated Uthman Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The best among you (Muslims) are those who learn the Qur'an and teach it."
Sahih Bukhari, Book 61, Hadith 545