Only-Quran-Hadith Quiz 243
Ye alfaaz kisne kahe they ?
وَمَا أُبَرِّئُ نَفْسِي ۚ
إِنَّ النَّفْسَ لَأَمَّارَةٌ بِالسُّوءِ إِلَّا مَا رَحِمَ رَبِّيٌ
Aur main apne nafs ko paak saaf nahi kahta , kyunki Nafs-e-Ammara (insan ko) Burayee sikhata rahta hai magar mera RAb raham karega
Aur main apne nafs ko paak saaf nahi kahta , kyunki Nafs-e-Ammara (insan ko) Burayee sikhata rahta hai magar mera RAb raham karega
A. Musa Alaihi
salam
B. Harun Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Yunus alaihi salam
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
------------
Who said this sentence?
وَمَا أُبَرِّئُ نَفْسِي ۚ إِنَّ النَّفْسَ لَأَمَّارَةٌ بِالسُّوءِ إِلَّا مَا رَحِمَ رَبِّيٌ
And I do not acquit myself . Verily, the (Ammara) soul is inclined to evil, except when my Lord bestows His Mercy (upon whom He wills).
وَمَا أُبَرِّئُ نَفْسِي ۚ إِنَّ النَّفْسَ لَأَمَّارَةٌ بِالسُّوءِ إِلَّا مَا رَحِمَ رَبِّيٌ
And I do not acquit myself . Verily, the (Ammara) soul is inclined to evil, except when my Lord bestows His Mercy (upon whom He wills).
A. Musa Alaihi salam
B. Harun Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Yunus alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab C
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
----------
قَالَ مَا خَطْبُكُنَّ إِذْ رَاوَدتُّنَّ يُوسُفَ عَن نَّفْسِهِ ۚ قُلْنَ
حَاشَ لِلَّهِ مَا عَلِمْنَا عَلَيْهِ مِن سُوءٍ ۚ
قَالَتِ امْرَأَتُ الْعَزِيزِ الْآنَ حَصْحَصَ الْحَقُّ أَنَا رَاوَدتُّهُ
عَن نَّفْسِهِ وَإِنَّهُ لَمِنَ الصَّادِقِينَ
ذَٰلِكَ لِيَعْلَمَ
أَنِّي لَمْ أَخُنْهُ بِالْغَيْبِ وَأَنَّ اللَّهَ لَا يَهْدِي كَيْدَ
الْخَائِنِينَ
۞ وَمَا أُبَرِّئُ
نَفْسِي ۚ إِنَّ النَّفْسَ لَأَمَّارَةٌ بِالسُّوءِ إِلَّا مَا رَحِمَ رَبِّي ۚ
إِنَّ رَبِّي غَفُورٌ رَّحِيمٌ
----------------------------------
(Baadshah ne Aurton se ) pucha ki us waqt kya hua tha jab tumne Yusuf
alaihi salam ko apni taraf maayal karna chaha, sab bol uthee ki Allah paak hai
humne inmein koi burayee nahi dekhi, Azeez ki aurat ne kaha ab sachchi baat to
zahir ho gayee hai, maine unko apni taraf mayal karna chaha tha aur beshak wo
sachche hain,(Yusuf alaihi salam ne kaha ki ) maine ye baat isliye kahi ki aziz
ko yakeen ho jaye ki maine uski peeth ke peeche khayanat nahi ki thi aur beshak
Allah khayanat karne wale ke fareb ko chalne nahi deta, Aur main apne nafs ko
paak saaf nahi kahta , kyunki Nafs-e-Ammara (insan ko) Burayee sikhata rahta
hai , magar mera RAb raham karega , beshak mera RAB bakhshne wala meharban hai
Surah Yusuf, 51-53
----------------------------------
Al Quran : (The King) said (to the women): "What was your affair when
you did seek to seduce Yusuf (Joseph)?" The women said: "Allah
forbid! No evil know we against him!" The wife of Al-'Aziz said: "Now
the truth is manifest (to all); it was I who sought to seduce him, and he is
surely of the truthful."[Then Yusuf (Joseph) said: "I asked for this
enquiry] in order that he (Al-'Aziz) may know that I betrayed him not in (his)
absence". And, verily! Allah guides not the plot of the betrayers. Al
Quran : And I do not acquit myself . Verily, the (Ammara) soul is inclined to
evil, except when my Lord bestows His Mercy (upon whom He wills). Verily, my
Lord is Oft-Forgiving,Most Merciful.
Surah Yusuf, (12), Aayat 53
No comments:
Post a Comment