Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Showing posts with label Hajj (Pilgrimage). Show all posts
Showing posts with label Hajj (Pilgrimage). Show all posts

Monday, November 17, 2025

Hadith : Qayamat tak ke liye Hajj ya Umrah ka Sawab




 Bismillahirrahmanirrahim

✦ *Hadith : Qayamat tak ke liye Hajj ya Umrah ka Sawab*

------------

قال رسولُ اللّهِ ﷺ مَنْ خَرَجَ حَاجًّا فَمَاتَ كَتَبَ اللهُ لَهُ أَجْرَ الْحَاجِّ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ
 وَمَنْ خَرَجَ مُعْتَمِرًا فَمَاتَ، كَتَبَ اللهُ لَهُ أَجْرَ الْمُعْتَمِرِ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ

وَمَنْ خَرَجَ غَازِيًا فِي سَبِيلِ اللهِ فَمَاتَ كَتَبَ اللهُ لَهُ أَجْرَ الْغَازِي إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ 

------------

✦  Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs hajj karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to hisab ke din tak (yani Qayamat tak) us ke liye Hajj karne ka sawab likha jayega aur jo shakhs umrah karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Umrah karne ka sawab likha jayega Aur jo shakhs Allah ke raaste mein jihad ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Mujahid ka sawab likha jayega

Al Silsila As Sahiha, 2146

------------

 رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: جو شخص حج کرنے کے ارادے سے نکلا اور وفات پا گیا، قیامت تک اس کے لئے حج کرنے والے کا ثواب لکھاجائے گا، اور جو شخص عمرہ کر نے کے لئے نکلا اور وفات پا گیا، قیامت تک اس کے لئے عمرہ کرنےکاثواب لکھاجائے گا۔  اور جو شخص اللہ کے راستے میں جہاد کرنے کے لئے نکلا اوروفات پاگیا تو قیامت تک اس کے لئے مجاہد کا اجر لکھاجائے گا۔

السلسلہ صحیحہ ٢١٤٦ 

------------

✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स हज करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो हिसाब के दिन तक (यानी क़यामत तक) उस के लिए हज करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स उमराह करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए उमराह करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स अल्लाह के रास्ते में जिहाद के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए मुजाहिद का सवाब लिखा जाएगा 

अल सिलसिला अस साहिहा, 2146

------------

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Said  Whoever goes out for the Hajj pilgrimage and dies, then the reward of Hajj will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for the Umrah pilgrimage and dies, then the reward of Umrah will be written for him until the Day of Resurrection.  Whoever goes out for Jihad (figting in the cause of Allah) and dies, then the reward of Jihad (Fighting in the cause of Allah) will be written for him until the Day of Resurrection.

Al Silsila As Sahiha : 2146

Thursday, December 29, 2022

Hajj ya Umrah ke waqt Sir mundane walo ke liye teen baar aur Baal katwane walo ke liye ek baar Dua





*Bismillahhirrahmanirraheem*

*Hajj ya Umrah ke waqt Sir mundane walo ke liye teen baar aur Baal katwane walo ke liye ek baar Dua*

--------

*عَن أم الحصين سَمِعَتِ  النَّبِيَّ ﷺ فِي حَجَّةِ الْوَدَاعِ دَعَا لِلْمُحَلِّقِينَ ثَلاَثًا  وَلِلْمُقَصِّرِينَ مَرَّةً*

--------

✦ :Umme Hussain Radi Allahu Anha se rivayat hai ki  Hajjatul Wida ke mauqe par Rasool Allah Sallallahu alaihi wasallam  ne Sir mundane walo ke liye teen baar aur Baal katwane walo ke liye ek baar Dua ki

Sahih Muslim 3150-Sahih


*Note : is Hadith se Malum hua ki Umrah ke waqt agar koi chahe to Sir mundwa Sakta hai aur koi chahe to baal bhi katwa sakta hai magar sir mundwane ki fazilat zyada hai*

--------

  ام حصین رضی اللہ عنہا  سے روایت ہے  کی حجۃ الوداع کے موقع پر رسول اللہ ﷺ نے سر منڈانے  والوں  کے  لئے  تین  بار  اور بال کٹوانے 

والوں کے لئے ایک بار دعا کی 

صحیح مسلم ۳۱۵۰-صحیح

۔--------

✦ : उम्मे हुस्सैन रदीयल्लाहु अन्हा से रिवायत है की हज्जतुल विदा के मौक़े पर रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम  ने सिर मुँड़ाने वालों के लिए तीन बार और बाल कटवाने वालों के लिए एक बार दुआ की

सहीह मुस्लिम 3150-सहीह

--------

✦ : Narrated by Umm Hussain Radi Allahu Anha that Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  invoked Supplication on the occasion of the Farewell Pilgrimage  three times for those who shave their heads and once for those who cut their hair. 

Sahih Muslim 3150-Sahih 

Wednesday, May 25, 2022

Al Quran: Allah ke liye Hajj aur Umrah pura karo

 








*Bismillahirrahmanirraheem*


*وَأَتِمُّوا الْحَجَّ وَالْعُمْرَةَ لِلَّهِ*

------

*القرآن: الله کے لیے حج اور عمرہ پورا کرو*

-------

*Al  Quran: Allah ke liye Hajj aur Umrah pura karo* 

-------

*अल क़ुरआन : अल्लाह के लिए हज और उमराह पूरा करो*

--------

*Al Quran: Complete Hajj and Umrah for Allah*

 -------

*Surah Al- Baqarah  2:196*

Wednesday, August 7, 2019

Jo Log Gareebi ki wajah se Haj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal





Bismillahirrahmanirrahim

✦ *Jo Log Gareebi ki wajah se Haj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal*
------
✦ Gareeb log Nabee Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huye aur kaha ki Ameer  log buland darjat aur hamesha rahne wali jannat hasil kar chuke halanki jis tarah hum namaz padhte hain wo bhi padhte hain aur jaise hum roze rakhte hain wo bhi rakhte hain lekin maal wa daulat ki wajah se unhe hum par fowqiyat hasil hai ki uski wajah se wo HAJJ karte hain Umrah karte hain 
Jihad karte hain aur sadqa dete hain aur hum Mohtaji ki wajah se un kaamo ko nahi kar paate is par Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki main tumhe ek aisa amal batata hun ki agar tum uski pabandi karoge to jo log tumse aage bad chuke hain tum un tak pahunch jaoge aur tumhare martabe tak phir koi nahi pahunch sakta aur tum sabse achche ho jaoge siwa unke jo yahi amal shuru kar de Har namaz ke baad 33 martaba Tasbeeh ( Subhanallah) aur Tahmeed ( Alhamdulillah) aur Takbeer ( Allahu Akbar) kaha karo 
Sahih Bukhari, Jild 2, 843
------
 غریب لوگ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوئے اور کہا کہ امیر و رئیس لوگ بلند درجات اور ہمیشہ رہنے والی جنت حاصل کر چکے حالانکہ جس طرح ہم نماز پڑھتے ہیں وہ بھی پڑھتے ہیں اور جیسے ہم روزے رکھتے ہیں وہ بھی رکھتے ہیں لیکن مال و دولت کی وجہ سے انہیں ہم پر فوقیت حاصل ہے کہ اس کی وجہ سے وہ حج کرتے ہیں۔ عمرہ کرتے ہیں۔ جہاد کرتے ہیں اور صدقے دیتے ہیں ( اور ہم محتاجی کی وجہ سے ان کاموں کو نہیں کر پاتے ) اس پر آپ نے فرمایا کہ لو میں تمہیں ایک ایسا عمل بتاتا ہوں کہ اگر تم اس کی پابندی کرو گے تو جو لوگ تم سے آگے بڑھ چکے ہیں انہیں تم پالو گے اور تمہارے مرتبہ تک پھر کوئی نہیں پہنچ سکتا اور تم سب سے اچھے ہو جاؤ گے سوا ان کے جو یہی عمل شروع کر دیں ہر نماز کے بعد تینتیس تینتیس مرتبہ تسبیح «سبحان الله»،‏‏‏‏ تحمید «الحمد لله»،‏‏‏‏ تکبیر «الله أكبر» کہا کرو۔
صحیح بخاری جلد ۲-٨٤٣ 
------
✦ ग़रीब लोग नबी सललल्लाहू अलैही वसल्लम की खिदमत में हाज़िर हुए और कहा की अमीर लोग बुलंद दरजात और हमेशा रहने वाली जन्नत हासिल कर चुके हालाँकि जिस तरह हम नमाज़ पढ़ते हैं वो भी पढ़ते हैं और जैसे हम रोज़े रखते हैं वो भी रखते हैं लेकिन माल और दौलत की वजह से उन्हे हम पर फोवक़ियत हासिल है की उसकी वजह से वो हज्ज करते हैं उमराह करते हैं जिहाद करते हैं और सदक़ा देते हैं और हम मोहताजी की वजह से उन कामों को नही कर पाते इस पर आप सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की मैं तुम्हे एक ऐसा अमल बताता हूँ की अगर तुम उसकी पाबंदी करोगे तो जो लोग तुमसे आगे बढ़ चुके हैं तुम उन तक पहुँच जाओगे और तुम्हारे मर्तबे तक फिर कोई नही पहुँच सकता और तुम सबसे अच्छे हो जाओगे सिवा उनके जो यही अमल शुरू कर दे 
हर नमाज़ के बाद 33 मर्तबा तसबीह (सुबहानअल्लाह) और तहमीद (अल्हाम्दुलिल्लाह) और तकबीर (अल्लाहू अकबर) कहा करो 
सही बुखारी, जिल्द 2, 843
------
✦ Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Some poor people came to the Prophet Peace be upon him and said, The wealthy people will get higher grades and will have permanent enjoyment and they pray like us and fast as we do. They have more money by which they perform the hajj, and 'Umra; fight and struggle in Allah's Cause and give in charity. The Prophet Peace be upon him said, Shall I not tell you a thing upon which if you acted you would catch up with those who have surpassed you? Nobody would overtake you and you would be better than the people amongst whom you live except those who would do the same. Say Subhanallah, Alhamdulillah and Allahu Akbar thirty three times each after every (compulsory) prayer
Sahih Bukhari, Book 12, 804

Thursday, August 1, 2019

Mafhum-e-Hadith: Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai



*Bismillahirrahmanirrahim*

✦ *Mafhum-e-Hadith: Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai*
------
✦ RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Arfa se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko aag se aazad karta ho jitna ki arfa ke din aazad karta hai , Allah subhanahu qareeb se qareeb hota hai aur farishto ke samne bando ka haal dekh kar fakhr karta hai aur farmata hai ki ye kis irade se jama huye hain ?
Sahih Muslim, Jild 3, 3288
------
✦ रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया अरफा से बढ़ कर कोई दिन ऐसा नही जिसमें अल्लाह सुबहानहु अपने बन्दों  को आग से आज़ाद करता हो जितना की अरफ़ा के दिन आज़ाद करता है , अल्लाह सुबहानहु क़रीब से क़रीब होता है और फरिश्तो के सामने बन्दों का हाल देख कर फख्र करता है और फरमाता है की ये किस इरादे से जमा हुए हैं ?
सही मुस्लिम, जिल्द 3, 3288
------
 رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کوئی دن نہیں جس میں اللہ تعالیٰ عرفہ کے دن سے بڑھ کر بندوں کو آگ سے آزاد فرماتا ہو،وہ ( اپنے بندوں کے ) قریب ہوتا ہے۔ اور فرشتوں کے سامنے ان لوگوں کی بناء پر فخر کرتا ہے اور پوچھتا ہے:یہ لوگ کیا چاہتے ہیں؟ 
صحیح مسلم جلد ۳ ۳۲۲۷
------
✦ The Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam said: There is no day on which Allah set free more slaves from the Fire than the Day of Arafah. He draws closer and closer, then He boasts about them before the angels and says: What do these people want?
Sahih Muslim, Book 7, 3126

Wednesday, July 24, 2019

Kaba Sharif ka Tawaf karne ki fazilat



*Bismillahirahmanirrahim*

✦ *Kaba Sharif ka Tawaf ki fazilat*
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo Aadmee tawaf ke saat chakkar lagaye aur phir do rakat adaa karen usko ek gardan aazad karne ke barabar sawab milta hain, tawaf mai aadmee ko ek qadam uthane aur rakhne par 10 nekiyan milti hain 10 gunah maaf hote hain aur 10 darjat buland kiye jaate hain
Musnad Ahmed-4339-Sahih
-----
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا جو آدمی طواف کے سات چکر لگائے اور پھر دورکعت ادا کرے اسے ایک گردن آزاد کرنے کے برابر ثواب ملتا ہے۔  طواف میں آدمی کو ایک ایک قدم اٹھانے اور رکھنے پر دس نیکیاں ملتی ہیں، دس گناہ معاف ہوتے ہیں اور دس درجے بلند کئے جاتے ہیں۔ 
مسند احمد - ٤٣٣٩-صحیح 
----
✦ रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो आदमी तवाफ़ के सात चक्कर लगाए और फिर दो रकात अदा करें उसको एक गर्दन आज़ाद करने के बराबर सवाब मिलता हैं, तवाफ में आदमी को एक क़दम उठाने और रखने पर 10 नेकियाँ मिलती हैं 10 गुनाह माफ़ होते हैं और 10 दरजात बुलंद किए जाते हैं
मसनद अहमद-4339-सही
----
✦ The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said Whoever circles the Kabah seven times and prays two cycles will be rewarded as if he has freed a slave. A man does not raise his foot and bring it back down but that ten good deeds will be written for him, ten bad deeds will be erased, and he will be raised by ten degrees.
Musnad Ahmed-4339-Sahih



Monday, July 2, 2018

Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah



Bismilahirrahmanirrahim

✦ *Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah*
--------
✦ Anas radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye aur tamam umre Dhul Qaida ke mahine mein kiye siwaye us Umre ke jo Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Hajj ke saath kiya 

1. Hudaibiya ka Umra bhi Aap ﷺ Dhul Qaida ke mahine mein kiya
2. Phir dusre saal mein Aap  ﷺ ne Dhul Qaida mein
 umra kiya aur
3. Ek umra Jirana se Aap  ﷺ ne kiya tha jaha Gazwe Hunain ki ganimat Aap  ﷺ ne taqseem ki thi ye bhi Dhul Qaida mein kiya tha 
4. Aur ek umra Hajj ke sath kiya ( jo Dhul hajj mein kiya tha)
Saih Bukhari, Jild 5, 4148

✦ Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni sari Zindagi mein sirf ek baar Hajj kiya tha 
Sahih Bukhari 1778
--------
رسول اللہ ﷺ نے چار عمرے کئے اور سوا اس عمرے کے جو آپ ﷺ نے حج کے ساتھ کیا  تمام عمرے ذیقعدہ ( کے مہینے ) میں کئے۔ 
حدیبیہ کا عمرہ بھی آپ ﷺ ذی قعدہ ( کے مہینے ) میں کرنے تشریف لے گئے
پھر دوسرے سال  آپ ﷺ نے ذی قعدہ میں عمرہ کیا
اور ایک عمرہ جعرانہ سے آپ  ﷺ نے کیا تھا  جہاں غزوہ حنین کی غنیمت آپ ﷺ نے تقسیم کی تھی۔ یہ بھی ذی قعدہ میں کیا تھا
اور ایک عمرہ حج کے ساتھ کیا ( جو ذی الحجہ میں کیا تھا ) ۔
صحیح بخاری جلد ٥، ٤١٤٨ 

رسول اللہ ﷺ نے اپنی سری زندگی میں صرف ایک حج کیا تھا 
صحیح بخاری ١٧٧٨ 
-------
✦ अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने चार (4) उमरा किए और तमाम उमरे ज़ुल क़ायदा के महीने में किए सिवाए उस उमरे के जो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने हज्ज के साथ किया 
1. हुदेबिया का उमरा भी आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ज़ुल क़ायदा के महीने में किया 
2. फिर दूसरे साल  में आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने ज़ुल क़ायदा में उमरा किया और
3. एक उमरा जिअराना से आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने किया था जहाँ गजवा ए हुनैन की गनीमत आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने तक़सीम की थी ये भी ज़ुल क़ायदा में किया था 
4. और एक उमरा हज्ज के साथ किया ( जो ज़ुल हज्ज में किया था)
सही बुखारी, जिल्द 5, 4148

रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने अपनी सारी ज़िन्दगी में सिर्फ एक बार हज किया था - सही बुखारी, 1778
-------
✦ Narrated Anas Radi Allahu Anhu RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam  performed four Umras, all in the month of Dhul-Qa'da, except the one which he performed with his Hajj (i.e. in Dhul-Hijja). 
1. He ﷺ performed one Umra from Al-Hudaibiya
in Dhul- Qa'da, 
2. another Umra in the following year in Dhul Qa'da 
3. A third from Al-Jirana where he ﷺ distributed the war booty of Hunain, in Dhul Qa'da, 
4. And the fourth Umra he ﷺ performed was with his Hajj.
Sahih Bukhari, Book 59, 469

✦  Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam performed only one Hajj in his whole life. 
Sahih Bukhari, Book 27, Hadith 6

Saturday, September 2, 2017

Takbir aur talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai




Bismillahirrahmanirrahim
-----------
✦ Takbir aur talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai
-----------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Talbiya kahne wala ba aawaz e buland talbiya kahta hai to usko khushkhabri di jati hai aur takbir kahne wala jab bhi takbir kahta hai to usko bhi khushkhabri di jati hai , logo ne pucha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kya jannat ki (khushkhabri di jati hai) Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ji haan
Al-Silsila-As-Sahiha-1569
Tabrani , 7987-Hasan
-----------
✦ Talbiya : Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka
-----------
✦ Takbir : Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar La ilaha illAllah Allahu Akbar, Allahu Akbar, Wa lillahil hamd
-----------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جب بھی کو تلبیہ کہنے والا بآواز بلند تلبیہ کہتا ہے اسے خوشخبری دی جاتی ہے
اور تكبیر كہنے والا جب بھی تكبیر (اللہ اكبر) کہتا ہے اسے بھی خوشخبری دی جاتی ہے۔ پوچھا گیا: كیا جنت كی (خوشخبری دی جاتی ہے) ؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جی ہاں۔
سلسلہ صحیحہ ١٥٦٩ 
طبرانی ٧٩٨٧ - حسن
----------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब भी कोई तलबिया कहने वाला बा आवाज़ ए बुलंद तलबिया कहता है तो उसको खुशख़बरी दी जाती है और तकबीर कहने वाला जब भी तकबीर कहता है तो उसको भी खुशख़बरी दी जाती है , लोगो ने पूछा या रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम क्या जन्नत की (खुशख़बरी दी जाती है) आप सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जी हाँ 
अल-सिलसिला-अस-साहिहा हदीस # 1569
तबरानि , 7987-हसन

---------------

✦ *Hadith: Good news of paradise for the one who recite takbir or talbiya*
-----------
✦ Narrated by Abu hurairah Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said when anybody recite Talbiya loudly, he will be given glad tidings (good news) and when anybody recite takbir he will also be given glad tidings (good news) , the people asked , Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam , is it (good news) for paradise ? Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said yes.

-----------
✦ Talbiya : Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka
-----------
✦ Takbir : Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar La ilaha illAllah Allahu Akbar, Allahu Akbar, Wa lillahil hamd
-----------
Al-Silsila-As-Sahiha-1569
Tabrani , 7987-Hasan

Saturday, August 5, 2017

Tawaf ke waqt pahle 3 chakkaro mein ramal karna sunnat hai






Bismillahirrahmanirrahim

✦ Tawaf ke waqt pahle 3 chakkaro mein ramal karna sunnat hai 
----------------
✦ Ibn Abbas Radi Allahu anhuma se rivayat hai ki jab Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam (Makka) tashrif laye to mushriko ne kaha ki Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam aaye hain aur unke saath aise log aaye hain jinko yasrib (Madina Munawwara) ke bukhar ne kamzor kar diya hai isliye Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne hukm diya ki tawaf ke pahle teen chakkaro mein ramal kare ( yani tez tez chale jis se quwwat ka izhar ho) aur dono yamani rukno ke darmiyan hasab e mamul (normal) chale , Aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne hukm nahi diya tha ki sab phero mein ramal kare isliye ki usmein aasani ho
Sahih Bukhari, Jild 2, 1602

✦ Ibn Abbas Radi Allahu anhuma se rivayat hai ki Quraish ne kaha ki Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam aur unke saathiyo ko yasrib (Madina) ke bukhar ne kamzor kar diya hai , Jab Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam umrah karne ke liye makka aaye to apne saathiyo se kaha Baitullah ke charo aur 3 martaba daud kar chakkar lagao taaki mushrikeen tumhari quwwat dekh le jab unhone daud kar chakkar lagaye to quraish kahne lage bukhar ne to inhe kamzor nahi kiya hai
Al-Silsila-tus-Sahiha - 1536
----------------
ابن عباس رضی اللہ عنہما سےروایت ہے کی 
جب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم ( مکہ ) تشریف لائے تو مشرکوں نے کہا کہ محمد (صلی اللہ علیہ وسلم) آئے ہیں ، ان کے ساتھ ایسے لوگ آئے ہیں جنہیں یثرب ( مدینہ منورہ ) کے بخار نے کمزور کر دیا ہے ۔ اس لیے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے حکم دیا کہ طواف کے پہلے تین چکروں میں رمل ( تیز چلنا جس سے اظہار قوت ہو ) کریں اور دونوں یمانی رکنوں کے درمیان حسب معمول چلیں اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے یہ حکم نہیں دیا کہ سب پھیروں میں رمل کریں اس لیے کہ ان پر آسانی ہو ۔
صحیح بخاری، جلد ٢حدیث ١٦٠٢ 

عبداللہ بن عباس رضی اللہ عنہما سے مروی ہے كہ قریش نے كہا: محمد صلی اللہ علیہ وسلم اور اس كے ساتھیوں كو یثرب كے بخارنے كمزور كر دیا ہے، جب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم عمرہ كرنے کےلئے مكہ آئے تو آپ نے اپنے ساتھیوں سے كہا:بیت اللہ کے گرد تین مرتبہ دوڑکرچکرلگاؤتاكہ مشركین تمہاری قوت دیكھ لیں، جب انہوں نےدوڑکرچکرلگائےتوقریش کہنے لگے: بخار نے تو انہیں کمزور ہی نہیں کیا
السلسلہ صحیحہ ١٥٣٦ 
----------------


\✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की जब रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम (मक्का) तशरीफ़ लाए तो मुशरिकों ने कहा की मुहम्मद सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम आए हैं और उनके साथ ऐसे लोग आए हैं जिनको यसरब (मदीना मुनव्वारा) के बुखार ने कमज़ोर कर दिया है इसलिए रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने हुक्म दिया की तवाफ़ के पहले तीन चक्करों में रमल करे ( यानी तेज़ तेज़ चले जिस से क़ुव्वत का इज़हार हो) और दोनो यमानी रुकनों के दरमियाँ हसब ए मामूल (normal) चले , और आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने हुक्म नही दिया था की सब फेरों में रमल करे इसलिए की उसमें आसानी हो
सही बुखारी, जिल्द 2, 1602

✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की क़ुरैश ने कहा की मुहम्मद सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम और उनके साथियो को यसरब (मदीना मुनव्वारा) के बुखार ने कमज़ोर कर दिया है , जब रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम उमराह करने के लिए मक्का आए तो अपने साथियो से कहा बैतुल्लाह के चारो और 3 मर्तबा दौड़ कर चक्कर लगाओ ताकि मुशरिक तुम्हारी क़ुव्वत देख ले जब उन्होने दौड़ कर चक्कर लगाए तो क़ुरैश कहने लगे बुखार ने तो इन्हे कमज़ोर नही किया है
अल-सिलसिला-अस-साहिहा - 1536
----------------------
✦ Doing ramal in first three rounds of Tawaf of the Kaba is sunnah
------------
✦ Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma 
When Allah's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam and his companions came to Mecca, the pagans circulated the news that a group of people were coming to them and they had been weakened by the Fever of Yathrib (Medina). So the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam ordered his companions to do Ramal (walking faster) in the first three rounds of Tawaf of the Ka'ba and to walk between the two corners (The Black Stone and Yemenite corner). The Prophet did not order them to do Ramal in all the rounds of Tawaf out of pity for them. 
Sahih bukhari, Book 26, Hadith 672

✦ Narrated by Abdullah ibn Abbas that the pagans (mushrikin) of quraish said that the Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam and his campanion had been weakened by the Fever of Yathrib (Medina), when the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam came for umrah in makka he ordered his companions to do Ramal (walking faster or running) in the first three rounds of Tawaf of the Ka'ba so that pagans can see your power , when he did so the pagan start saying that fever has not been weakened them
Al-Silsila-tus-Sahiha - 1536

Mafhum-e-Hadith : Allah subhanahu ke mehman



Bismillahirrahmanirrahim

✦ Mafhum-e-Hadith : Allah subhanahu ke mehman 
----------
✦ Ibn Umar Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya Allah ki raah mein jihad karne wala , Hajj karne wala aur umrah karne wala Allah subhanahu ke mehman hain Allah subhanhu ne unko bulaya to wo hazir huye aur unhone Allah subhanahu se maanga to usne inko ata kiya gaya
Sunan Ibn maja, Jild 2, 1050-Hasan

Salman Farsi Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya jis shakhs ne Wuzu kiya aur masjid mein aaya wo Allah subhanahu se mulaqat karne aa raha hai aur mezbaan ka haq hai ki wo mehman ki takreem kare
As Sila As Sahiha, 2418-Sahih  
----------
رسول الله  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ کی راہ میں جہاد کرنے والا، حج کرنے والا اور عمرہ کرنے والا اللہ تعالیٰ کا مہمان ہے، اللہ تعالیٰ نے ان کو بلایا تو انہوں نے حاضری دی، اور انہوں نے اللہ تعالیٰ سے مانگا تو اس نے انہیں عطا کیا ۔
سنن ابن ماجہ جِلد٢ ١٠٥٠- حسن 

سلمان سے مروی ہے كہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص نے وضو كیا اور مسجد میں آیا وہ اللہ سے ملاقات كرنے آرہا ہے، اورمیزبان كا حق ہے كہ مہمان كی تكریم كرے
السلسلہ صحیحہ  ٢٤١٨ -صحیح 
----------
✦ इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह ﷺ ने फरमाया अल्लाह की राह में जिहाद करने वाला , हज करने वाला और उमराह करने वाला अल्लाह सुबहानहु के मेहमान हैं अल्लाह सुबहानहु ने उनको बुलाया तो वो हाज़िर हुए और उन्होने अल्लाह सुबहानहु  से माँगा तो उसने इनको अता किया गया 
सुनन इब्न माजा, जिल्द 2, 1050-हसन 

✦ सलमान फ़ारसी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह ﷺ ने फरमाया जिस शख्स ने वज़ु किया और मस्जिद में आया वो अल्लाह सुबहानहु से मुलाक़ात करने आ रहा है और मेज़बान का हक़ है की वो मेहमान की तकरीम करे
सिलसिला  साहिहा, 2418-सही



✦ The Guest of Allah
----------
✦ It was narrated from Ibn Umar Radi Allahu Anhu that the Prophet (ﷺ) said “The one who fights in the cause of Allah, and the pilgrim performing Hajj and Umrah are a delegation to Allah (Guest of Allah). He invited them, so they responded to Him, and they ask Him and He gives to them.”
Sunan Ibn maja, Book 25, 2893-Hasan

✦ Salman Al-Farsi reported: The Prophet, peace and blessings be upon him, said, “Whoever performs ablution well in his home and thereafter comes to the mosque, then he is the guest of Allah and it is a duty upon the host to honor his guest.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2418

Sunday, September 13, 2015

Jo Log Gareebi ki wajah se Hajj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal







Bismillahirriahmanirrahim

✦ Jo Log Gareebi ki wajah se Hajj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal 
------------

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu ne farmaya gareeb log Nabee Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huye aur kaha ki Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne wali jannat hasil kar chuke halanki jis tarah hum namaz parhte hain wo bhi parhte hain aur jaise hum roze rakhte hain wo bhi rakhte hain lekin maal wa Daulat ki wajah se unhe hum par fowqiyat hasil hai ki uski wajah se wo HAJJ karte hain Umrah karte hain Jihad karte hain aur sadqa dete hain aur hum Mohtaji ki wajah se un kaamo ko nahi kar paate 

✦ is par Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki main tumhe ek aisa amal batata hun ki agar tum uski pabandi karoge to jo log tumse aage bad chuke hain tum un tak pahunch jaoge aur tuhare martabe tak phir koi nahi pahunch sakta aur tum sabse achche ho jaoge siwa unke jo yahi amal shuru kar de 

✦ Har namaz ke baad 33 martaba Tasbeeh ( Subhanallah) aur Tamheed ( Alhamdulillah) aur Takbeer ( Allahu Akbar) kaha karo phir hum main Ikhtilaf ho gaya kisi ne kaha ki hum tasbeeh 33 martaba , tamheed 33 martaba aur takbeer 34 martaba kahe . 

✦ Maine is par Aap Sallallaho Alaihe wasallam se dobara malum kiya to Aap Sallallaho Alaihe wasallam ne farmaya Subhanallah aur Alhamdulillah aur Allahu akbar kaho taki har ek unmein se 33 martaba ho jaye . 
Sahih Bukhari, Vol 2, #843
-----------------


✦ जो लोग ग़रीबी की वजह से हज  नही कर पाए उनके लिए सवाब कमाने का एक आसान अमल 
-----------------
✦ अबू हुरैरा  रदी अल्लाहू अन्हु ने फरमाया ग़रीब लोग नबी सललाल्लाहू अलैही वसल्लम  की खिदमत में हाज़िर हुए और कहा की अमीर और रईस लोग बुलंद दरजात और हमेशा रहने वाली जन्नत हासिल कर चुके हालाँकि जिस तरह हम नमाज़ पढ़ते हैं वो भी पढ़ते हैं और जैसे हम रोज़ा रखते हैं वो भी रखते हैं लेकिन माल और दौलत की वजह से उन्हे हम पर फोवक़ियत हासिल है ( यानि उनके पास माल ज्यादा है ) जिसकी वजह से वो हज करते हैं, उमराह करते हैं जिहाद करते हैं और सदक़ा देते हैं और हम मोहताजी की वजह से उन कामों को नही कर पाते 

✦ इस पर आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया की मैं तुम्हे एक ऐसा अमल बताता हूँ की अगर तुम उसकी पाबंदी करोगे तो जो लोग तुमसे आगे बढ़ चुके हैं तुम उन तक पहुँच जाओगे और तुम्हारे मर्तबे तक फिर कोई नही पहुँच सकता और तुम सबसे अच्छे हो जाओगे सिवा उनके जो यही अमल शुरू कर दे 

✦ हर नमाज़ के बाद 33 मर्तबा तसबीह ( सुबहानअल्लाह) और तम्हीद  ( अल्हाम्दुलिल्लाह) और तकबीर ( अल्लाहू अकबर) कहा करो फिर हम मैं इकतिलाफ हो गया किसी ने कहा की हम तसबीह 33 मर्तबा , तम्हीद   33 मर्तबा और तकबीर 34 मर्तबा कहे . 

✦ मैने इस पर आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम से दोबारा मालूम किया तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया सुबहानअल्लाह और अल्हाम्दुलिल्लाह और अल्लाहू अकबर कहो ताकि हर एक उनमें से 33 मर्तबा हो जाए . 
सही बुखारी, जिल्द 2, #843
------------


حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے نادار لوگ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوئے اور کہا کہ امیر و رئیس لوگ بلند درجات اور ہمیشہ رہنے والی جنت حاصل کر چکے حالانکہ جس طرح ہم نماز پڑھتے ہیں وہ بھی پڑھتے ہیں اور جیسے ہم روزے رکھتے ہیں وہ بھی رکھتے ہیں لیکن مال و دولت کی وجہ سے انہیں ہم پر فوقیت حاصل ہے کہ اس کی وجہ سے وہ حج کرتے ہیں۔ عمرہ کرتے ہیں۔ جہاد کرتے ہیں اور صدقے دیتے ہیں ( اور ہم محتاجی کی وجہ سے ان کاموں کو نہیں کر پاتے ) 

اس پر آپ نے فرمایا کہ لو میں تمہیں ایک ایسا عمل بتاتا ہوں کہ اگر تم اس کی پابندی کرو گے تو جو لوگ تم سے آگے بڑھ چکے ہیں انہیں تم پالو گے اور تمہارے مرتبہ تک پھر کوئی نہیں پہنچ سکتا اور تم سب سے اچھے ہو جاؤ گے سوا ان کے جو یہی عمل شروع کر دیں 

ہر نماز کے بعد تینتیس تینتیس مرتبہ تسبیح «سبحان الله»،‏‏‏‏ تحمید «الحمد لله»،‏‏‏‏ تکبیر «الله أكبر» کہا کرو۔ پھر ہم میں اختلاف ہو گیا کسی نے کہا کہ ہم تسبیح «سبحان الله» تینتیس مرتبہ، تحمید «الحمد لله» تینتیس مرتبہ اور تکبیر «الله أكبر» چونتیس مرتبہ کہیں گے۔

 میں نے اس پر آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے دوبارہ معلوم کیا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ «سبحان الله»،‏‏‏‏ «الحمد لله» اور «الله أكبر» کہو تاآنکہ ہر ایک ان میں سے تینتیس مرتبہ ہو جائے۔ 

صحیح بخاری جلد ۲ ۸۴۳

___________________

✦ Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Some poor people came to the Prophet Peace be upon him and said, The wealthy people will get higher grades and will have permanent enjoyment and they pray like us and fast as we do. They have more money by which they perform the hajj, and 'Umra; fight and struggle in Allah's Cause and give in charity.

✦ The Prophet Peace be upon him said, Shall I not tell you a thing upon which if you acted you would catch up with those who have surpassed you?

✦ Nobody would overtake you and you would be better than the people amongst whom you live except those who would do the same.

✦ Say Subhanallah, Alhamdulillah and Allahu Akbar thirty three times each after every (compulsory) prayer. We differed and some of us said that we should say, Subhanallah thirty times and Alhamdulillah thirty times and Allahu Akbar thirty four times.

✦ I went to the Prophet Peace be upon him who said, Say, Subhanallah and Alhamdulillah and Allahu Akbar all together for 33 times.

Sahih Bukhari, Book 12, Hadith 804

Al Quran : Jo usmein ( Makka mein) dakhil ho jata hai wo aman wala ho jaata hai




Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Jo usmein ( Makka mein) dakhil ho jata hai wo aman wala ho jaata hai

-----------------------
✦ AL Quran : Beshak logon ke waste jo sabse pahla ghar muqarrar huwa wo yahi hai jo makka mein barkat wala hai aur sare jahan ke logon ke liye rahnuma hai Ismein Zahir nishaniyah hain , Muqam-e-Ibrahim hai, aur jo usmein dakhil ho jaye wo aman wala ho jaata hai aur logon par is ghar ka HAJJ karna Allah ka haq hai jo shaksh us tak pahunchne ki taqat rakhta ho, aur jo inkaar kare to phir Allah jahan walon se be parwah hai 
Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96-97
---------------------------
✦ अल क़ुरान : बेशक लोगों के वास्ते जो सबसे पहला घर मुक़र्रर हुआ वो यही है जो मक्का में बरकत वाला है और सारे जहाँ के लोगों के लिए रहनुमा है इसमें ज़ाहिर निशानियां हैं , मुक़ाम-ए-इब्राहिम है, और जो उसमें दाखिल हो जाए वो अमन वाला हो जाता है और लोगों पर इस घर का हज करना अल्लाह का हक़ है जो शख्स उस तक पहुँचने की ताक़त रखता हो, और जो इनकार करे तो फिर अल्लाह जहाँ वालों से बेपरवाह है 
सुरह आल-ए-इमरान(3), आयत : 96-97
-----------------------

بیشک سب سے پہلا گھر جو لوگوں ( کی عبادت ) کے لئے بنایا گیا وہی ہے جو مکہّ میں ہے ، برکت والا ہے اور سارے جہان والوں کے لئے ( مرکزِ ) ہدایت ہے  اس میں کھلی نشانیاں ہیں ( ان میں سے ایک ) ابراہیم ( علیہ السلام ) کی جائے قیام ہے ، اور جو اس میں داخل ہوگیا امان پا گیا ، اور اللہ کے لئے لوگوں پر اس گھر کا حج فرض ہے جو بھی اس تک پہنچنے کی استطاعت رکھتا ہو ، اور جو ( اس کا ) منکر ہو تو بیشک اللہ سب جہانوں سے بے نیاز ہے 

سورة آل عمران (۳) آیت ۹۶-۹۷
___________________

✦ Al Quran : Verily, the first House (of worship) appointed for mankind was that at Bakkah (Makkah), full of blessing, and a guidance for Al-'Alamin (mankind and jinn). In it are manifest signs (for example), the Maqam (place) of Ibrahim (Abraham); whosoever enters it, he attains security. And Hajj (pilgrimage to Makkah) to the House (Ka'bah ) is a duty that mankind owes to Allah, those who can afford the expenses (for one's conveyance, provision and residence); and whoever disbelieves [i.e. denies Hajj (pilgrimage to Makkah), then he is a disbeliever of Allah], then Allah stands not in need of any of the 'Alamin (mankind, jinn and all that exists) . 

Al Quran, Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96-97

Mafhum-e-Hadith: Main khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa




Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Main khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa

--------------------
Abis bin Rabia Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Hazrat Umar Radi Allahu Anhu Hajar-e-Aswad ke pass aaye aur use Bosa diya aur farmaya ki main khub janta hu tu ek paththar hai , na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa, Agar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko tujhe Bosa dete huye ( chumte huye) na dekhta to main tujhe kabhi bosa na deta
Sahih Bukhari, Vol2, 1597
--------------------
अबीस बिन राबिया रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की हज़रत उमर रदी अल्लाहू अन्हु हज़र-ए-असवद के पास आए और उसे बोसा दिया (चूमा) और फरमाया की मैं खूब जनता हू तू एक पत्थर है , ना किसी को नुकसान पहुँचा सकता है ना ऩफा, अगर रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम को तुझे बोसा देते हुए ( चूमते हुए) ना देखता तो मैं तुझे कभी बोसा ना देता
सही बुखारी, जिल्द 2, 1597
------------------

عمر رضی اللہ عنہ حجر اسود کے پاس آئے اور اسے بوسہ دیا اور فرمایا ”میں خوب جانتا ہوں کہ تو صرف ایک پتھر ہے، نہ کسی کو نقصان پہنچا سکتا ہے نہ نفع۔ اگر رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو تجھے بوسہ دیتے ہوئے میں نہ دیکھتا تو میں بھی کبھی تجھے بوسہ نہ دیتا۔“ 

صحیح​  بخاری جلد۲ ۱۵۹۷
_______________

Narrated Abis bin Rabia Radi Allahu Anhu : Umar Radi Allahu Anhu came near the Black Stone (Hajr-e-Aswad) and kissed it and said No doubt, I know that you are a stone and can neither benefit anyone nor harm anyone. Had I not seen Allah's Apostle Peace be upon him kissing you I would not have kissed you. 
Sahih Bukhari, Book 26, 667

Hadith: Qayamat ke din Labbaik kahta hua utheyga (SubhanAllah)



Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Qayamat ke din Labbaik kahta hua utheyga (SubhanAllah)

------------------------
ibn Abbas radi allahu anhuma se rivayat hai ki ek shaksh maidan Arafat mein tha ki apni sawari se gir parha aur mar gaya (ya sawari ne unhe kuchal diya ) Nabee sallallahu alaihi wasallam ne farmaya pani aur beri ke patton se use ghusal do aur Do kapdo mein unhe kafan do aur farmaya ki inhe khushbu na lagao aur na inka sir chupao kyunki ye Qayamat ke din Labbaik kahta hua utheyga.
Sahih Bukhari, Vol 2, 1265
----------------------
इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की एक शख्स मैदान अराफ़ात में था की अपनी सवारी से गिर पड़ा और मारा गया (या सवारी ने उन्हे कुचल दिया ) नबी सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया पानी और बेरी के पत्तों से उसे गुसल दो और दो कपड़ो में उन्हे कफ़न दो और फरमाया की इन्हे खुश्बू ना लगाओ और ना इनका सिर छुपाओ क्यूंकी ये क़यामत के दिन लब्बैक कहता हुआ उठेगा.
सही बुखारी, जिल्द 2, 1265
---------------------
ایک شخص میدان عرفہ میں ( احرام باندھے ہوئے ) کھڑا ہوا تھا کہ اپنی سواری سے گر پڑا اور سواری نے انہیں کچل دیا۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ان کے لیے فرمایا کہ پانی اور بیری کے پتوں سے غسل دے کر دو کپڑوں میں انہیں کفن دو اور یہ بھی ہدایت فرمائی کہ انہیں خوشبو نہ لگاؤ اور نہ ان کا سر چھپاؤ۔ کیونکہ یہ قیامت کے دن لبیک کہتا ہوا اٹھے گا۔ 

صحیح بخاری جلد ۲ ۱۲۶۵
__________________


Narrated Ibn Abbas Radi allahu anhu While a man was riding (his Mount) in Arafat, he fell down from it (his Mount) and and died). The Prophet sallallahu alaihi wasallam said, "Wash him with water and Sidr and shroud him in two pieces of cloth, and neither perfume him, nor cover his head, for he will be resurrected on the Day of Resurrection saying, 'Labbaik,' (i.e. like a pilgrim).
Sahih Bukhari, Book 23, # 355

Tuesday, June 9, 2015

Mafhum-e-Hadith: Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai



Bismillahirrahmanirrahim 


Mafhum-e-Hadith: Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai


Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya baar baar Hajj aur Umrah kiya karo kyunki  baar baar Hajj aur umraah karna Gareebi ( Muflisi) aur Gunaahon ko aisey khatam kar deta hai jaisey bhatti lohey ke mail ko khatam kar deti hai

Sunan Ibn Majah, Vol 2 , # 1044 - Sahih


----------------------------------------------------------------
उमर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया बार बार हज और उमरा किया करो क्यूंकि बार बार हज और उमरा करना गरीबी और गुनाहों को ऐसे खत्म कर देता  है जैसे भट्टी लोहे के मैल को खत्म कर देती है
सुनन इब्न माजा , जिल्द 2,  हदीस : 1044
----------------------------------------------------------------

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: حج اور عمرہ کو یکے بعد دیگرے ادا کرو، اس لیے کہ انہیں باربار کرنا فقر اور گناہوں کو ایسے ہی دور کر دیتا ہے جیسے بھٹی لوہے کے میل کو ۔ 

سنن ابن ماجہ جلد ۲ ۱۰۴۴ صحیح
______________


Narrated by Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu  that the prophet peace be upon him said Perform Hajj and Umrah  one after the another for performing  them one after  the other removes poverty  and sin as the bellows removes impurity from iron

Sunan Ibn Majah, Book 25 , # 2887- Sahih

Wednesday, October 29, 2014

* Jo Log Gareebi ki wajah se Haj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal *


Bismillahirrahmanirrahim




* Jo Log Gareebi ki wajah se Haj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal *
--------------------------------------------------------

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu ne farmaya nadar (gareeb) log Nabee Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huye aur kaha ki Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne wali jannat hasil kar chuke halanki jis tarah hum namaz parhte hain wo bhi parhte hain aur jaise hum roze rakhte hain wo bhi rakhte hain lekin maal wa Daulat ki wajah se unhe hum par fowqiyat hasil hai ki uski wajah se wo HAJJ karte hain Umrah karte hain Jihad karte hain aur sadqa dete hain aur hum Mohtaji ki wajah se un kaamo ko nahi kar paate is par Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki main tumhe ek aisa amal batata hun ki agar tum uski pabandi karoge to jo log tumse aage bad chuke hain tum un tak pahunch jaoge aur tuhare martabe tak phir koi nahi pahunch sakta aur tum sabse achche ho jaoge siwa unke jo yahi amal shuru kar de 
Har namaz ke baad 33 martaba Tasbeeh ( Subhanallah) aur Tamheed ( Alhamdulillah) aur Takbeer ( Allahu Akbar) kaha karo phir hum main Ikhtilaf ho gaya kisi ne kaha ki hum tasbeeh 33 martaba , tamheed 33 martaba aur takbeer 34 martaba kahe . Maine is par Aap Sallallaho Alaihe wasallam se dobara malum kiya to Aap Sallallaho Alaihe wasallam ne farmaya Subhanallah aur Alhamdulillah aur Allahu akbar kaho taki har ek unmein se 33 martaba ho jaye . 
Sahih Bukhari, Vol 2, #843

------------------------------------------------------------

حضرت ابوھریرہ رضی اللہ عنہ نےفرمایا  نادار لوگ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوئے اور کہا کہ امیر و رئیس لوگ بلند درجات اور ہمیشہ رہنے والی جنت حاصل کر چکے حالانکہ جس طرح ہم نماز پڑھتے ہیں وہ بھی پڑھتے ہیں اور جیسے ہم روزے رکھتے ہیں وہ بھی رکھتے ہیں لیکن مال و دولت کی وجہ سے انہیں ہم پر فوقیت حاصل ہے کہ اس کی وجہ سے وہ حج کرتے ہیں۔ عمرہ کرتے ہیں۔ جہاد کرتے ہیں اور صدقے دیتے ہیں ( اور ہم محتاجی کی وجہ سے ان کاموں کو نہیں کر پاتے ) اس پر آپ نے فرمایا کہ لو میں تمہیں ایک ایسا عمل بتاتا ہوں کہ اگر تم اس کی پابندی کرو گے تو جو لوگ تم سے آگے بڑھ چکے ہیں انہیں تم پالو گے اور تمہارے مرتبہ تک پھر کوئی نہیں پہنچ سکتا اور تم سب سے اچھے ہو جاؤ گے سوا ان کے جو یہی عمل شروع کر دیں ہر نماز کے بعد تینتیس تینتیس مرتبہ تسبیح «سبحان الله»،‏‏‏‏ تحمید «الحمد لله»،‏‏‏‏ تکبیر «الله أكبر» کہا کرو۔ پھر ہم میں اختلاف ہو گیا کسی نے کہا کہ ہم تسبیح «سبحان الله» تینتیس مرتبہ، تحمید «الحمد لله» تینتیس مرتبہ اور تکبیر «الله أكبر» چونتیس مرتبہ کہیں گے۔ میں نے اس پر آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے دوبارہ معلوم کیا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ «سبحان الله»،‏‏‏‏ «الحمد لله» اور «الله أكبر» کہو تاآنکہ ہر ایک ان میں سے تینتیس مرتبہ ہو جائے۔


صحیح بخاری جلد ۲  ۷۴۳

----------------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Some poor people came to the Prophet Peace be upon him and said, The wealthy people will get higher grades and will have permanent enjoyment and they pray like us and fast as we do. They have more money by which they perform the hajj, and 'Umra; fight and struggle in Allah's Cause and give in charity. The Prophet Peace be upon him said, Shall I not tell you a thing upon which if you acted you would catch up with those who have surpassed you? Nobody would overtake you and you would be better than the people amongst whom you live except those who would do the same. Say Subhanallah, Alhamdulillah and Allahu Akbar thirty three times each after every (compulsory) prayer. We differed and some of us said that we should say, Subhanallah thirty times and Alhamdulillah thirty times and Allahu Akbar thirty four times. I went to the Prophet Peace be upon him who said, Say, Subhanallah and Alhamdulillah and Allahu Akbar all together for 33 times. 
Sahih Bukhari, Book 12, Hadith 804