Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, January 14, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 237

 Only-Quran-Hadith Quiz 237



Dono sawalo ke jawab saath mein dijiyega is tarah , 1A 2B

Sahih Hadth ke hisab se Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se ye sawal kisne pucha tha
هَلْ رَأَيْتَ رَبَّكَ
Sawal 1- Kya Aapne aapke RAB ko dekha hai ?

A. Aisha Radi alahu anha
B. Ibn Abbas Radi Allahu anhuma
C. Abu Zarr Radi Allahu anhu
D. Abu Huraiah Radi allau anhu
E. inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
----------

Sawal 2 -Aur iske jawab mein Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne kya farmaya

A. Haan maine apne RAB ko dekha hai
B. Nahi maine apne RAB ko nahi dekha
C. Maine sirf RAB se Qalam kiya hai
D. Maine Noor dekha
E. inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai


 --------------------------------------

Please Reply of both question like this 1B,2C etc

Quiz 1: According Sahih Hadith who asked to prophet Sal-Allahu alaihi wasallam ?
هَلْ رَأَيْتَ رَبَّكَ
Have you seen your Lord ?

A. Aisha Radi alahu anha
B. Ibn Abbas Radi Allahu anhuma
C. Abu Zarr Radi Allahu anhu
D. Abu Huraiah Radi allau anhu
E. None of the above
F. I want to know
------------

Quiz 2- And in reply what  Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said ?

A. No , I did not see my lord
B. Yes I saw my lord
C. I just talked to my lord
D. I saw NOOR (Light)
E. None of the above
F. I want to know



Bismilahirrahmanirrahim

Correct Answer:
C. Abu Zarr Radi Allahu anhu
D. I saw NOOR (Light)
-----------
عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ شَقِيقٍ، قَالَ قُلْتُ لأَبِي ذَرٍّ
لَوْ رَأَيْتُ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم لَسَأَلْتُهُ فَقَالَ عَنْ أَىِّ شَىْءٍ كُنْتَ تَسْأَلُهُ
قَالَ كُنْتُ أَسْأَلُهُ هَلْ رَأَيْتَ رَبَّكَ قَالَ أَبُو ذَرٍّ قَدْ سَأَلْتُ فَقَالَ ‏ "‏ رَأَيْتُ نُورًا "
-----------
Abdulah bin shaqiq Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki maine Abu Zarr Radi Allahu Anhu se kaha ki agar main Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ko dekhta to aapse kuch puchta , Abu Zar Radi Allahu Anhu ne kaha ki tum kya puchte , unhone kaha main puchta ki kya aapne apne RAB ko dekha hai ? Abu Zarr Radi Allahu Anhu ne kaha ki maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam se ye sawal puch liya hai , aur Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya tha ki maine NOOR dekha 
Sahih Muslim, Jild 1, 444  
-----------
Abdullah b. Shaqiq reported I said to Abu Dharr Radi Allahu Anhu : Had I seen the Messenger of Allah, I would have asked him. He (Abu Dharr) said: What is that thing that you wanted to inquire of him? He said: I wanted to ask him whether he had seen his Lord. Abu Dharr said: I, in fact, inquired of him, and he replied: I saw NOOR (Light.)

Sahih Muslim, Book 1, 342

No comments:

Post a Comment