Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 19, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 283

 Only-Quran-Hadith Quiz 283 


Sawal : Ye Dua kinki ya kiski hai ?

"Eh hamare RAB teri rahmat aur tera ilm sab par hawi hai, jin logo ne tauba ki hai aur tere raste par chalte hain un sabko bakhsh de aur unhe dozakh ki aag se bacha"


A. Janat mein jaane wale logo ki

B. Rooh ko lene aane wale farishto ki

C. Musa alaihi salam ki

D. Shab-e-Qadr mein nazil hone wale farishto ki

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-------------
Quiz : This dua belog to whom ?

"Our Lord, You comprehend all things in mercy and knowledge, so forgive those who repent and follow Your Way, and save them from the torment of the blazing Fire "


A. The one who will go in paradise

B. The angels who come to take soul

C. Musa alaihi salam

D. The angel who desend in shab e qadr

E. None of the above

F. I want to know



Answer is E - Inmein se koi nahi
kyunki ye dua Arsh ko uthanr wale farishte maangte hain
--------
الَّذِينَ يَحْمِلُونَ الْعَرْشَ وَمَنْ حَوْلَهُ يُسَبِّحُونَ بِحَمْدِ رَبِّهِمْ وَيُؤْمِنُونَ بِهِ وَيَسْتَغْفِرُونَ لِلَّذِينَ آمَنُوا 
رَبَّنَا وَسِعْتَ كُلَّ شَيْءٍ رَّحْمَةً وَعِلْمًا
فَاغْفِرْ لِلَّذِينَ تَابُوا وَاتَّبَعُوا سَبِيلَكَ وَقِهِمْ عَذَابَ الْجَحِيمِ
--------------
-Jo (Farishte) Arsh ko uthaye huye hain aur jo uske ird gird hain wo apne RABB ki hamd ke saath tasbeeh karte hain aur us par imaan laate hain aur imaan walo ke liye bakhshish maangte hain ki "Eh hamare RAB teri rahmat aur tera ilm sab par hawi hai, jin logo ne tauba ki hai aur tere raste par chalte hain un sabko bakhsh de aur unhe dozakh ki aag se bacha"
 
Surah Gafir (40) , Verse 7
-------------------
Those (angels) who bear the Throne (of Allah) and those around it glorify the praises of their Lord, and believe in Him, and ask forgiveness for those who believe (in the Oneness of Allah) (saying): "Our Lord! You comprehend all things in mercy and knowledge, so forgive those who repent and follow Your Way, and save them from the torment of the blazing Fire!
Surah Gafir (40) , Verse 7


No comments:

Post a Comment