Only-Quran-Hadith Quiz 280
❗Neeche diye
gaye Qaumo / Logo ko unki taraf bheje gaye Nabiyo se milan kijiye (Match the
following)
jawab is tarah dena 1D 2B 3B 4C 5E 6E
jawab is tarah dena 1D 2B 3B 4C 5E 6E
1. Qaum e Aad
2. Qaum e Samud
3. Qarun
4. Madyan
5. Ashab Al Hijr
6. Haman
---------------
A. Musa Alaihi Salam
B. Shuaib Alaihi Salam
C. Yaqub Alaihi Salam
D. Saleh Alaihi Salam
E. Hud Alaihi Salam
F. Loot Alaihi Salam
G. Dawud Alaihi Salam
H. Sahi jawab ka intezar hai
---------------
Match the below six with the related
Prophet and reply like this 1D 2B 3B 4C 5E 6E
1. Qaum e Aad
2. Qaum e Samud
3. Qarun
4. Madyan
5. Ashab Al Hijr
6. Haman
-------------
A. Musa Alaihi Salam
B. Shuaib Alaihi Salam
C. Yaqub Alaihi Salam
D. Saleh Alaihi Salam
E. Hud Alaihi Salam
F. Loot Alaihi Salam
G. Dawud Alaihi Salam
H. I want to know
Sahi Jawab
------
1.E
2.D
3.A
4.B
5.D
6.A
------
Al Quran :
Qaum e Aad ki taraf unke bhai Hud (alaihi salam) ko bheja
Surah Al-Araf
(7) Verse 65
Al Quran :
Qaum e Samud ki taraf unke bhai Saleh (alaihi salam) ko bheja
Surah Al-Araf
(7) Verse 73
Al Quran :
Madyan ki taraf unke bhai Shuaib (alaihi salam) ko bheja
Surah Al-Araf
(7) Verse 85
Aur Qarun aur
Firaun aur Haman ko halaq kiya, unke paas Musa (alaihi salam) nishaniya lekar
aaye they
Surah
Al-Ankaboot (29) Verse 39
Al Quran : Aur
Wadi e Hijr mein rahne walo ( Ashab Al hijr) ne Paigambaro ko jhuthla diya,
Humne inko
apni nishaniyah di aur wo unse munh pherte rahe ,
Aur wo pahado
ko tarash kar ghar banate they ki aman mein rahenge
To ek sakht
aawaz ne unko aa pakda,
Aur unke
duniyawi hunar unke kuch bhi kaam na aaye
Surah Al-Hijr
(15), Aayat 80-84
Aur Samud ke
saath (kya kiya) jo wadi mein paththar tarashte they (aur ghar banate they)
Surah Al Fajr
(89) Verse 9
Note : Ashab
Al Hijr aur Qaum e samud ye dono ek hi they aur unki taraf Saleh alaihi salam
ko bheja gaya tha
------------------------------
And to 'Ad
(people, We sent) their brother Hud (Alaihi salam)
Surah Al-Araf
(7) Verse 65
And to Thamud
(Samud people, We sent) their brother Salih (Alaihi salam)
Surah Al-Araf
(7) Verse 73
And to (the
people of) Madyan (Midian), (We sent) their brother Shuaib (Alaihi salam).
Surah Al-Araf
(7) Verse 85
And (We
destroyed also) Qarun (Korah), Fir'aun (Pharaoh), and Haman. And indeed Musa
((Alaihi salam)) came to them with clear Ayat (proofs).
Surah
Al-Ankaboot (29) Verse 39
Al Quran : And
verily, the dwellers of Al-Hijr (the rocky tract) denied the Messengers.
And We gave
them Our Signs, but they were averse to them.
And they used
to hew out dwellings from the mountains (feeling themselves) secure.
But awful cry
overtook them in the early morning (of the fourth day of their promised
punishment days).
And all that
they used to earn availed them not.
Surah Al-Hijr,
15, Aayat 80-84
Al Quran :And
(with) Thamud (people), who hewed out rocks in the valley (to make dwellings)?
Surah Al Fajr (89)
Verse 9
Note : Ashab
Al Hijr and Samud are the same and Saleh Alaihi salam was sent to them.
No comments:
Post a Comment