Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 16, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 266

Only-Quran-Hadith Quiz  266


                               
Jawab ek se zyada sahih ho to is tarah dijiyega ACD, BCDE etc

Sawal : Ramzan ke aate hi inmein se Jannat ka kaunsa darwaza khol diya jata hai ?

A. Baab Ar Rayyan

B. Baab As Salah

C. Baab As Sadqah

D. Baab Al Hajj

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai

----------
If more than one answer is correct then reply like this ACD, BCDE etc

Quiz : When Ramdan comes which dates of paradise are open , Among below ?


A. Baab Ar Rayyan

B. Baab As Salah

C. Baab As Sadqah

D. Baab Al Hajj

E. None of the above

F. I want to know




Sahi jawab ABCD

Kyunki Ramzan aate hi jannat ke sare darwaze khol diye jate hain
-------------
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Ramzan ki pahli shab aate hi shayateen aur sarkash jinnat ko qaid kar liya jata hai aur dozakh ke darwaze band kar diye jate hain ek darwaza bhi khula nahi rahta, aur Jannat ke darwaze khol diye jate hain ek darwaza bhi band nahi rahta aur pukarne wala pukarta hai , eh khair ke talabgar  aage badh aur eh burayee ke talabgar thahar ja aur Allah subhanahu bahut sare logo ko dozakh se aazad farma dete hain aur aisa har raat hota ha
Sunan Ibn Maja, 1642, Jild 1-Hasan
-------------
Correct answer is ABCD
Because in Ramadan all gates of Paradise are opened.
---------
It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah () said:“When the first night of Ramadan comes, the Satans and mischievous jinns are chained up, and the gates of the Fire are closed, and none of its gates are opened. The gates of Paradise are opened and none of its gates are closed. And a caller cried out: ‘O seeker of good, proceed, O seeker of evil, stop.’ And Allah has necks (people) whom He frees (from the Fire), and that happens every day.”
Sunan Ibn Maja, Book 7, 1642-Hasan


No comments:

Post a Comment