Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 12, 2018

: ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 532❗



: Only-Quran-Hadith Quiz  532


Dono quiz ke jawab saath mein dijiye

Sawal 1 : Ek baar Rasool-Allah apne ek jawza (biwi) ke paas tahsrif le gaye us waqt unhone kuch jewar pahan rakha tha Aap ne pucha ki kya wo uska zakat ada karti hain to unhone kaha Nahi to is par Rasool-Allah ne unhe kya farmaya  ?

A. Pahanne ke zewarat par koi zakat nahi
B. Agar iski zakat ada nahi karni to 6 roze shawwal ke bhi rakho
C. Biwi ki taraf se zakat shohar ada karega
D. Ye aapko jahannam mein je jaane ke liye kaafi hai
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Unhone us waqt kaunsa zewar pahna rakha tha ?

A. Do chandi ke kangan
B. Ek sone ka haar
C. Do chandi ki anguthi
D. Do Sone ki anguthi
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

: Only-Quran-Hadith Quiz

Reply both quiz together

Quiz 1 : Once the prophet Sal-Alalahu alaihi wasalam went to his one of the wife and she was wearing some ornaments , the prophet asked wheather she paid zakat or not , she said no , on that , What Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said ?

A. There is no Zakat on wearing ornaments
B. if you dont want to pay zakat then fast 6 days of shawwal
C. The husband is the responsible to pay zakat on this.
D. This is sufficient for you (to take you) to the Hell fire.
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai


Quiz 2 : What ornaments she was wearing that time ?

A. Two silver bangals
B. A necklace of gold
C. Two silver rings
D. Two gold rings
E. None of the above
F. I want to know


✔💯 Sahi Jawab DC 💐
---------------
 Abdullah bin shaddad Radi allahu anhu se rivayat hai ki hum log Aisha Radi allahu anha se paas gaye wo kahne lagi mere paas Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam aaye Aapne mere haath mein chandi ki anguthiyan dekhi aur farmaya , Aisha ye kya hai ? maine arz kiya ki ye maine isliye banwayee hai ki aapke liye banao singar karu , Aap Sal-Allahu alaihi wasallam ne pucha , kya aap inki zakat ada karti ho maine kaha nahi , ya jo Allah ko manzur tha kaha Aap Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ye aapko jahannam mein je jaane ke liye kaafi hai (agar aap zakat nahi dogi to)
Sunan Abu dawud, Jild 1, 1552-Sahih

✔💯 Answer DC 💐
---------------
 Narrated Abdallah bin Shaddad bin Al Had Radi allahu anhu We entered upon A’ishah, wife of the Prophet (). She said The Apostle of Allaah () entered upon me and saw two silver rings in my hand. He asked What is this, Aishah? I said I have made two ornaments myself for you, Messenger of Allah (). He asked Do you pay zakat on them? I said No or I said Whatever Allah willed. He said this is sufficient for you (to take you) to the Hell fire.
Sunan Abu Dawud, Book 9, 1560-Sahih

No comments:

Post a Comment