Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 12, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 523❗


Only-Quran-Hadith Quiz 523

Quiz mein do sawal hain

Sawal 1 : Ek baar ek sahabi ne apne khwab mein dekha ki ek murg ne unko 2 baar chonch maari hai , us khwab ki tabir unhone kya ki ?

A. Unke do bete shaheed kar diye jayenge
B. Unki maut ka waqt qareeb aa gaya hai
C. jung mein unki aankho ko nikal liya jayega
D. Jung mein unke baazu ko kaat diya jayega
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo sahabi kaun they ?

A. Umar Radi Allahu Anhu
B. Talha Radi Allahu Anhu
C. Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
D. Hamza Radi Allahu Anhu
E. Jafar Radi Allahu Anhu
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka intezar hai

Only-Quran-Hadith Quiz

There are two questions in quiz

Quiz 1 : Once a Sahabi saw in his dream that a rooster pecked him twice , by this dream what interpretation he took ?

A. His two sons will be killed
B. His death is near
C. His two eyes will be removed in the battle
D. His two arms will be cut in the battle
F. None of the above
G. I want to know


Quiz 2 : Who was that sahabi ?

A. Umar Radi Allahu Anhu
B. Talha Radi Allahu Anhu
C. Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
D. Hamza Radi Allahu Anhu
E. Jafar Radi Allahu Anhu
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka intezar hai

✔💯Sahi Jawab BA 🌹
----------
Ibn ABu Talha se rivayat hai ki ek baar Umar Radi Allahu Anhu juma ke din mimbar par khutba dene ke liye tashrif laaye , aur Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi Wasallam  aur Abu Bakr Radi Allahu anhu ka zikr kiya phir farmaya ki maine ek khwab dekha hai ki mujhe ek murge ne do baar thoong (chonch) maari hai jiski taabir mujhe ye mehsus hoti hai ki mera maut ka waqt kareeb aa gaya hai , kuch log ye kah rahe hain ki main apna khalifa muqarra kar du , itni baat to tay hai ki Allah subhanahu apne deen ko zaya nahi karega aur na hi us khilafat ko jiske saath Allah subhanahu ne Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi Wasallam ko maboos farmaya hai
Masnad Ahmed, Jild 1, 186 -Sahih
----------
Narrated by Ibn Abi Talha that Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu delivered a kitutbah one Friday, and he mentioned the Prophet Sal-Allahu alaihi Wasallam  and Abu Bakr Radi Allahu anhu , He said: I dreamt that a rooster pecked me twice, and I can only interpret it as meaning that my death is near, and there are people who are telling me I should appoint some-one to be my successor, but Allah will not cause His religion and the caliphate, with which He sent His Prophet to be lost.
Masnad Ahmed,Vol 1,186 -Sahih
------------
عَنْ مَعْدَانَ بْنِ أَبِي طَلْحَةَ أَنَّ عُمَرَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ خَطَبَ يَوْمَ جُمُعَةٍ فَذَكَرَ نَبِيَّ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَذَكَرَ أَبَا بَكْرٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ وَقَالَ
إِنِّي قَدْ رَأَيْتُ كَأَنَّ دِيكًا قَدْ نَقَرَنِي نَقْرَتَيْنِ وَلَا أُرَاهُ إِلَّا لِحُضُورِ أَجَلِي وَإِنَّ أَقْوَامًا يَأْمُرُونِي أَنْ أَسْتَخْلِفَ وَإِنَّ اللَّهَ لَمْ يَكُنْ لِيُضِيعَ دِينَهُ وَلَا خِلَافَتَهُ وَالَّذِي بَعَثَ بِهِ نَبِيَّهُ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ

Answer  BA 
----------
Narrated by Ibn Abi Talha that Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu delivered a kitutbah one Friday, and he mentioned the Prophet Sal-Allahu alaihi Wasallam  and Abu Bakr Radi Allahu anhu , He said: I dreamt that a rooster pecked me twice, and I can only interpret it as meaning that my death is near, and there are people who are telling me I should appoint some-one to be my successor, but Allah will not cause His religion and the caliphate, with which He sent His Prophet to be lost.
Masnad Ahmed,Vol 1,186 -Sahih
------------
عَنْ مَعْدَانَ بْنِ أَبِي طَلْحَةَ أَنَّ عُمَرَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ خَطَبَ يَوْمَ جُمُعَةٍ فَذَكَرَ نَبِيَّ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَذَكَرَ أَبَا بَكْرٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ وَقَالَ إِنِّي قَدْ رَأَيْتُ كَأَنَّ دِيكًا قَدْ نَقَرَنِي نَقْرَتَيْنِ وَلَا أُرَاهُ إِلَّا لِحُضُورِ أَجَلِي وَإِنَّ أَقْوَامًا يَأْمُرُونِي أَنْ أَسْتَخْلِفَ وَإِنَّ اللَّهَ لَمْ يَكُنْ لِيُضِيعَ دِينَهُ وَلَا خِلَافَتَهُ وَالَّذِي بَعَثَ بِهِ نَبِيَّهُ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ

No comments:

Post a Comment