Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, September 7, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 498❗


Only-Quran-Hadith Quiz 498

Jawab se ek se zyada hain

Sawal : Ismein se kis kis ko Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne jannat ka darwaza kaha hai ?

A. Baab As Siyam
B. Baab As-Salat
C. Walid
D. Baab Al-Umrah
E. La Haula wa la Quwwata illa billah
F. Baab Al-Jihad
G. Ar-Raiyan
H. Baab As-Sadqa
i. Sahi Jawab ka intezar hai

🌹: Only-Quran-Hadith Quiz

Answers are more than one

Quiz : What are gates of Paradise according Hadith ?

A. Baab As Siyam
B. Baab As-Salat
C. The Father
D. Baab Al-Umrah
E. La Haula wa la Quwwata illa billah
F. Baab Al-Jihad
G. Ar-Raiyan
H. Baab As-Sadqa
i. I want to know

✔💯Sahi jawab - ABC E FGH
--------
Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki jisne Allah ke raaste mein kisi cheez ka ek joda kharch kiya ( jaise ki do kapde, do jutey etc) to usko Jannat ke (ek se zyada) darwazo se bulaya jayega ki eh Allah ke bande idhar se aa ye darwaza behtar hai.Jo shakhsh namazi hoga usko Baab As-salat se bulaya jayega , jo mujahid hoga usko Baab Al-Jihad se bulaya jayega jo shakhs sadqa dene wala hoga Baab
As-sadqa se bulaya jayega aur jo shakhs rozedar hoga usko Baab As-siyam aur Baab Ar-Rayyan se bulaya jayega.
Hazrat Abu Bakr Radi Allahu Anhu ne arz kiya YA Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam jisko in sabhi darwazo se bulaya jayega usko to koi khauff aur gam nahi hoga , Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Haa aur mujhe ummeed hai ki tum bhi unhi mein se honge Eh Abu Bakr.
Sahih Bukhari, Jild 5, 3666

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jannat mein ek darwaza hai jisey Ar-Raiyan kahtey hainQayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge
Sahih Bukhari, Vol 3, 1896

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne faramaya Walid (father) jannat ka darmiyana (beech ka) darwaza hai , isliye teri marzi usey zaya kar ya mehfooz rakh.
Jamia Tirmidhi, Jild 1, 1959-Hasan

  Qais bin Saad bin Ubadah Radi allahu anhu se rivayat hai ki mere walid sahab ne mujhe Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat ke liye chorh aaye they ek din Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam mere kareeb se guzre aur mujhe apne dahine paanw se chu kar farmaya, kya main tumhe jannat ke darwazo mein se ek darwaze ke baare mein na batauu ? maine arz ki ji haan , Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya La hawla Wa la Quwwata illa billah
Al Silsila As Sahiha , 2785
Jamia Tirmizi, Jild 1 , 1505-Hasan

💯✔ Correct Answrer is ABC E FGH
------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu I heard Allah's Messenger () saying, "Anybody who spends a pair of something in Allah's Cause will be called from the (more than one) gates of Paradise, "O Allah's slave! (enter from here) This is good.' He who is amongst those who pray will be called from the Baab As-Salat (gate of the prayer) and he who is from the people of Jihad will be called from the Baab Al Jihad (gate of Jihad), and he who is from those' who give in charity (i.e. Zakat) will be called from the Baab As Sadqa (gate of charity), and he who is amongst those who observe fast will be called from the Baab As-Siyam (gate of fasting), Baab Ar Raiyaan (the gate of Raiyan.)" Abu Bakr Radi Allahu Anhu said, "He who is called from all those gates will need nothing," He added, "Will anyone be called from all those gates, O Allah's Messenger ()?" He said, "Yes, and I hope you will be among those, O Abu Bakr."
Sahih Bukhari, Book 57, 18

The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There is a gate in Paradise called Ar-Raiyan, and those who observe fasts will enter through it on the Day of Resurrection
Sahih Bukhari, Book 31, Number 120

The Messenger of Allah Peace be upon him saying: The father is the middle gate to Paradise. So if you wish, then neglect that door, or protect it.
Jami At-Tirmidhi,Book 1, 1900-Hasan

Qais bin Saad bin Ubadah Radi Allahu anhu narrated that his father offered him to the Prophet () to serve him. He said: “So the Prophet () passed by me, and I had just performed Salat, so he poked me with his foot and said: ‘Should I not direct you to a gate from the gates of Paradise?’ I said: ‘Of course. He () said: La awla wa la Quwwata illa billah (There is no might or power except with Allah)
Al Silsila As Sahiha , 2785
Jamia Tirmizi, Book 46, 3581-Hasan

No comments:

Post a Comment