❗
Only-Quran-Hadith Quiz 461❗
✦ Ek sahabi ne
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se kaba sharif ke kareeb ek jagah par
namaz padhne ki tamanna zahir ki aur Allah subhanhu ne unki baat ke haq mein
Quran ki aayat nazil farma di ?
✦ Sawal 1 : Wo
jagah kaunsi hai ?
A. Hateem
B. Muqam e Ibrahim
C. Rukn e Yamani
D. Safa Marwa
E. Hajr e Aswad
F. Sahi jawab ka
intezarr hai
✦ Sawal 2 : Wo
Sahabi kaun they ?
A. Abu Bakr radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Bilal radi Allahu Anhu
D. Abdullah bin masood Radi Allahu anhu
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
✦ Sawal 3 : Quran ki wo aayat kaunsi surah
ki thi ?
A. Surah
Aal-e-imrn
B. Surah Baqarah
C. Surah Ibrahim
D. Surah Nisa
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
✦ Once a Sahabi
(companion ) wished to prophet Sal-Allahu alaihi wasallam to took the Muqam e
Ibrahim as praying place and on this wish Allah Subhanahu reveled the verse of
Quran in favor of that.
✦ Quiz 1 : What
is that place where the sahabi wished to pray ?
A. Hateem
B. Muqam e Ibrahim
C. Rukn e Yamani
D. Safa Marwa
E. Hajr e Aswad
F. Sahi jawwab ka
intezarr hai
✦ Quiz 2 : What
is the name of that sahabi who wished ?
A. Abu Bakr radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Bilal radi Allahu Anhu
D. Abdullah bin masood Radi Allahu anhu
E. None of the above
F. I want to know
✦ Quiz 3 : What
is the name of that surah the verse belong to
regarding that?
A. Surah
Aal-e-imrn
B. Surah Baqarah
C. Surah Ibrahim
D. Surah Nisa
E. None of the above
F. I want to know
✅ Sahi jawab
BBB🌹
----------
Hazart Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai
ki Maine Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se kaha tha ki agar hum Muqam
e Ibrahim ko namaz padhne ki jagah bana sakte to achcha hota is par Allah
Subhanahu ne ye aayat nazil farmayee
وَاتَّخِذُوا مِن مَّقَامِ
إِبْرَاهِيمَ مُصَلًّى
Aur tum Muqam e ibrahim ko namaz padhne ki
jagah bana lo (Surah Baqarah2:125)
Sahih Bukhari, Jild 1, 402 (part)
*Sabaq
: is hadith se humko hazrat Umar Radi Allahu Anhu ki shan aur unke martabe
ka pata chalta hai, jinka mashwara Allah Subhanahu ko itna pasand aaya ki unke
haq mein Quran nazil farma diya-SubhanAllah.*
----------------------
Narrated Umar Radi Allahu Anhu I said,
"O Allah's Messenger (ﷺ), I wish we took the
station of Ibrahim (Muqam e Ibrahim) as our praying place (for some of our
prayers). So came the Divine Inspiration:
وَاتَّخِذُوا مِن مَّقَامِ
إِبْرَاهِيمَ مُصَلًّى
And take you (people) the station of
Abraham as a place of prayer (two rak`at of Tawaf of Ka`ba). (Surah Baqara
2:125)
Sahi Bukhari, Book 8, 395 (part)
*Lesson : This hadith show us the dignity
of Umar Radi Allahu Anhu , that he was such a great person that Allah Subhanahu
Send Quranic verses in favor of his Advice. SubhanAllah*
__________
✅ Answer: BBB🌹
----------------------
Narrated Umar Radi Allahu Anhu I said,
"O Allah's Messenger (ﷺ), I wish we took the
station of Ibrahim (Muqam e Ibrahim) as our praying place (for some of our
prayers). So came the Divine Inspiration:
وَاتَّخِذُوا مِن مَّقَامِ إِبْرَاهِيمَ
مُصَلًّى
And take you (people) the station of
Abraham as a place of prayer (two rak`at of Tawaf of Ka`ba). (Surah Baqara
2:125)
Sahi Bukhari, Book 8, 395 (part)
*Lesson : This hadith show us the dignity
of Umar Radi Allahu Anhu , that he was such a great person that Allah Subhanahu
Send Quranic verses in favor of his Advice. SubhanAllah*..
No comments:
Post a Comment