Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, September 7, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 496 ❗


  Only-Quran-Hadith Quiz 496

Dusre sawal mein jawab ek se ziyada hain

Sawal 1 : Wo kya cheez hai jisko Allah subhanahu ne insan ko dene se pahle kisi aur makhluq ko diya to unhone isko lene se inkar kar diya

A. Ita'at
B. Namaz
C. Sabr
D. Kalma
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo kaun kaun see makhluq thi jisko Allah subhanahu ne us cheez ko pesh kiya aur unhone lene se ikar kar diya ?

G. Arsh
H. Pahad
I. Aasman
J. Zameen
K. Samundar
L. Sahi jawab ka intezar hai

Only-Quran-Hadith Quiz

The second quesion has more than one answers

Quiz 1 : There is a thing , Before giving to the man,  Allah subhanahu offered to another creation but they deny to take its rsponsibility , what is that ?

A. Obedience
B. Prayers
C. Patience
D. Kalma
E. None of the above
F. I want to know

Quiz 2 : What were that creations to whom Allah subhanahu offered that things before giving to the man ?

G. Throne (Arsh)
H. Mountains
I. Heavens
J. Earth
K. Seas
L. I want to know

: ✔💯 Sahi Jawab A HIJ
----------
Al Quran : Humne Amanat ko aasmano aur zameen par pesh kiya to unhone isko uthane se inkar kiya aur us se darr gaye aur insan se isko utha liya Beshak wo jahil aur zalim tha
Surah Ahzab (33), Verse  72

Ibn Abbas Radi Allahu Anhu ka bayan hai ki amanat se murad yaha ita'at hai, isko hazrat Adam Alaihi Salam par pesh karne se pahle zameen aur aasman aur pahado par pesh kiya gaya lekin wo nahi utha sake aur apni majburi ka izhar kar diya. Phir Allah Subhanahu ne isko Hazrat Adam Alaihi Salam par pesh kiya ki ye sab to inkar kar rahe hain tum kaho, Adam Alaihi Salam ne kaha ki ismein baat kya hai ? Allah subhanahu ne farmaya ki agar itaat karoge to sawab paoge
aur nafarmani karoge to saza paoge , to Adam Alaihi salam ne kaha ki main tayyar hu
Tafsir ibn Kathir, Surah Ahzab (33), Verse  72
Tafsir At Tabri , 20 / 338

: 💯✔ Answer A HIJ
--------------
Al Quran : Truly, We did offer Al-Amanah (obedience) to the heavens and the earth, and the mountains, but they declined to bear it and were afraid of it (i.e. afraid of Allah's Torment). But man bore it. Verily, he was unjust (to himself) and ignorant (of its results).
Surah Ahzab (33), Verse  72

Explanation : Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said, "Al-Amanah means obedience. This was offered to them before it was offered to Adam Alaihi Salam, and they could not bear it. Then Allah said to Adam: I have offered the obedience to the heavens and the earth and the mountains, and they could not bear it. Will you take it on' He said, O Lord, what does it involve' He said, If you be obedient (will do good) , you will be rewarded, and if you do evil, you will be punished. So Adam took the Amanah (obedience) and bore it, and this is what is referred to in the Ayah
Tafsir ibn Kathir, Surah Ahzab (33), Verse  72
Tafsir At Tabri , 20/338

No comments:

Post a Comment