❗
Only-Quran-Hadith Quiz 502❗
Dono sawalo ke jawab saath mein dijiye
Ek masjid aisee hai jiske liye ek Nabee ne
dua farmayee thi ki jo bhi yaha namaz padhne ki niyyat se aaye to Ya Allah tu
usko aise maaf farma de jaise ki wo Apni paidayeesh ke waqt tha (yani sare gunaho se paak)
Sawal 1 : Wo kaunse Nabee they jinhone ye
dua maangi thi ?
A. Adam Alaihi
salam
B. Musa Alaihi
salam
C. Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi salam
D. Ibrahim Alaihi
salam
E. Eesa Alaihi
Salam
F. inmein se koi
nahi
G. Sahi jawab ka
intezar hai
Sawal 2 : Wo kaunsi Masjid thi jiske liye
ye dua ki gayee ?
A. Masjid Al Haram
B. Masjid An Nabwi
C. Masjid Al Quba
D. Masjid Al Aqsa
E. Masjid Al
Aisha
F. inmein se koi
nahi
G. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Reply both quiz
together
There is a Masjid
for which A Prophet asked dua (supplication) that whoever will come here just
to pray , he will be free of sin as he just born ?
Quiz 1 : Who asked this supplication ?
A. Adam Alaihi
salam
B. Musa Alaihi
salam
C. Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi salam
D. Ibrahim Alaihi
salam
E. Eesa Alaihi
Salam
F. None of the above
G. I want to know
Quiz 2 : What is the name of that masjid,
for which that supplication was asked ?
A. Masjid Al haram
B. Masjid An Nabwi
C. Masjid Al Quba
D. Masjid Al Aqsa
E. Masjid Al Aisha
F. None of the above
G. I want to know
: ✔💯Sahi jawab FD💯
-----------
Abdullah bin umar radi allahu anhu se
rivayat hai ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya hazrat
Sulaiman bin dawud Alaihi Salam ne bait Al Muqaddas (Masjid Al Aqsa) ko jis
waqt tameer farmaya to Allah subhanahu se teen dua maangi ek to ye ki Allah
subhanahu unko apne jaisee hukumat ata farma de aur wo ata ki gayee (yani pani
hawa aur jaanwaro ko unke zer e farman kar diya gaya), dusri ye ki unki jaisee
hukumat phir kisi aur ko na di jaye aur ye dua bhi qubul kar di
gayee, teesra ye ki jab unhone masjid
taamer kar li to Allah subhanahu se dua ki ke jo shaksh is masjid mein sirf
namaz ki niyat se aaye to Allah subhanahu usko gunah se is tarah maaf farma de
jis tarah wo us din tha jab uski maa ne usko paida kiya tha (yani gunaho se
paak saaf)
Sunan Nasaii, Jild 1,696-Sahih
---------
Arabic text
عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه
وسلم أَنَّ سُلَيْمَانَ بْنَ دَاوُدَ
صلى الله عليه وسلم لَمَّا بَنَى بَيْتَ الْمَقْدِسِ سَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ
خِلاَلاً ثَلاَثَةً
سَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ حُكْمًا
يُصَادِفُ حُكْمَهُ فَأُوتِيَهُ وَسَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ مُلْكًا لاَ
يَنْبَغِي لأَحَدٍ مِنْ بَعْدِهِ فَأُوتِيَهُ
وَسَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ حِينَ
فَرَغَ مِنْ بِنَاءِ الْمَسْجِدِ أَنْ لاَ يَأْتِيَهُ أَحَدٌ لاَ يَنْهَزُهُ
إِلاَّ الصَّلاَةُ فِيهِ أَنْ يُخْرِجَهُ مِنْ خَطِيئَتِهِ كَيَوْمِ وَلَدَتْهُ
أُمُّهُ
✔💯Answer FD✔
-----------
It was narrated from 'Abdullah bin 'Amr
that the Messenger of Allah (ﷺ) said:"When Sulaiman
bin Dawud finished building Bait Al-Maqdis (Masjid Al Aqsa) , he asked Allah
for three things: Judgement that was in harmony with His judgement, and he was
given that. And he asked Allah for a dominion that no one after him would have,
and he was given that. And when he finished building the Masjid he asked Allah,
the Mighty and Sublime, that no one should come to it, intending only to pray
there, but he would emerge free of sin as the day his mother bore him."
Sunan Nasaii,Book 8, Hadith 694-Sahih
---------
Arabic text
عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه
وسلم أَنَّ سُلَيْمَانَ بْنَ دَاوُدَ
صلى الله عليه وسلم لَمَّا بَنَى بَيْتَ الْمَقْدِسِ سَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ
خِلاَلاً ثَلاَثَةً
سَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ حُكْمًا
يُصَادِفُ حُكْمَهُ فَأُوتِيَهُ وَسَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ مُلْكًا لاَ
يَنْبَغِي لأَحَدٍ مِنْ بَعْدِهِ فَأُوتِيَهُ
وَسَأَلَ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ حِينَ
فَرَغَ مِنْ بِنَاءِ الْمَسْجِدِ أَنْ لاَ يَأْتِيَهُ أَحَدٌ لاَ يَنْهَزُهُ
إِلاَّ الصَّلاَةُ فِيهِ أَنْ يُخْرِجَهُ مِنْ خَطِيئَتِهِ كَيَوْمِ وَلَدَتْهُ
أُمُّهُ
No comments:
Post a Comment