❗
Only-Quran-Hadith Quiz 494❗
Dono sawalo ke jawab ek se zayada hain
Sawal 1 : inmein se Wo kaunsi neki hai
jiska sawab bahut jaldi milta hai ?
A. Yateem aur bewa ki parwarish karna
B. Logo par raham karna
C. Miskeen ko khana khilana
D. Rishtedaro ke saath achcha suluk karna
E. inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
Sawal 2 : Wo kaunsa gunah hai jiski wajah
se ghar barbad ho jate hain ?
A. Qata talluq
B. Maa baap ki
nafarmani
C. Jhoothi Qasam
D. Soodkhori
E. inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Both Questions
has more than one answers?
Quiz 1 : What is
the good deeds which will be rewarded quickly ?
A. Look after the orphan and widow
B. Having mercy on the people
C. Fasting of Ramazan
D. keep good relations with relatives
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : What is the sins which may
destroys the home ?
A. Cutting relations
B. To be undutiful to the parents
C. False oath
D. consume usuary (riba)
E. None of the above
F. I want to know
[✔💯 Sahi Jawab DC ✔
-------
أَال رسولُ الله ليسَ شئٌ أطِيع الله فِيه أَعجَلَ ثَوابًا مِن
صِلِةِ الرَحِم وليسَ شئٌ أعجلَ عقابًا منَ البَغىِ وقَطِيعةِ الرَحِمِ واليَمِينُ
الفَاجِرةُ تَدعُ الديارَ بلاقع
---------------
Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sila rahmi se ziyada jaldi sawab dilane wala jismein Allah ki itaat ki jaye koi
amal nahi aur sarkashi (zulm) aur qata rahmi se zyada jaldi saza dilane wala
koi amal nahi aur jhoothi Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 155
Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih
At Tabrani, 1996-Sahih
✔💯Answer DC✔
------
أَال رسولُ الله ليسَ شئٌ أطِيع الله فِيه أَعجَلَ ثَوابًا مِن
صِلِةِ الرَحِم وليسَ شئٌ أعجلَ عقابًا منَ البَغىِ وقَطِيعةِ الرَحِمِ واليَمِينُ
الفَاجِرةُ تَدعُ الديارَ بلاقع
---------------
The prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said
there is no such good deed in which the obey of Allah is being followed which
will be rewarded as fast as keeping good relations with the relatives,
And the transgressing and cutting relations
is the sin which may cause to get the punishment of Allah very quickly
and false oath destroys the home.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 155
Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih
At Tabrani, 1996-Sahih
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete