❗ Only-Quran-Hadith Quiz 470❗
Jawab ek se zyada hain
*Sawal : Agar koi shaksh roz tahajjud
padhta ho aur kisi din agar wo so jaye aur na padh sake to usko kya sawab
milega ?*
A. Us namaz ka pura ajar milega
B. Us namaz ka aadha ajar milega
C. Uski neend uske liye sadqe ban jati hai
D. Jab tak sota rahega ibadat guzaro mein
likha jayega
E. Us raat wo gafilo mein se nahi likha jayega
F. Sahi jawab ka intezar hai
____________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Answers are more than one
*Quiz : If any body pray tahajjud regularly
and some day if he get sleep and coudnt pray then what hasnat(good deeds) he
will get ?*
A. Will get the full reward of his prayer
B. Will get half reward of his prayer
C. His sleep will be counted as charity
D. He will be recorded as pious worshipper
untill wake up
E. He will not be recorded among the
negligent on that night
F. I want to know
Bismillahirrahmanirrahim
✦ Uski neend
bhi uske liye sadqa ban jati hai
-------------
✦ Aisha Radi
Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne
farmaya
Jo bhi shaksh Raat ko (tahajjud) namaz
padha karta ho aur kisi raat neend ki
wajah se wo na padh sake to Allah subhanahu uske liye us namaz ka ajar likh
deta hai aur uski neend uske liye sadqa ban jati hai
Sunan Nasaii, Jild 1, 1787-Sahih
-----------
✦ His sleep is
a charity given to him
------------
✦ Narrated by
Aishah Radi Allahu Anha that the Messenger of Allah (ﷺ)
said: if any man who habitually prays at night, then sleep overwhelms him,
Allah Subhanahu will record for him the reward of his prayer, and his sleep is
a charity given to him.
Sunan Nasaii, Book 20, Hadith 1785-Sahih
No comments:
Post a Comment