❗
Only-Quran-Hadith Quiz 489❗
✦ Khali jagah
ko fill kijiye aur jawab is tarah dijiye ..1A 2B 3D.....
✦ Fill in the
blanks
1. Agar koi kisi jungle mein achchi tarah
ruku aur sazda karke namaz padhe to uski ek namaz......... namazo ke barabar ho
jati hai.
2. ............. mein ek namaz dusri
masajido ki Ek lakh namazo se afzal hai
3. Apne ghar mein padhi jane wali nawafil
namaz .............. mein padhi jane wali nawafil namaz se bhi afzal hai
4. Masjid e Nabwi mein ek namaz
Masjid-Al-haram ke siwa baqi masajido ki ............ namazo se afzal hai
5. ........... mein ek namaz (ada karna)
umrah ke barabar hai
A.50
B.500
C.1000
D.Masjid e Nabwi
E.Masjid e Haram
F.Masjid e Aisha
G.Inmein se koi
nahi
H.Sahi Jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
✦ Fill in the blanks and reply like this 1A
2B 3D.....
1. If anybody
prays in a jungle, and performs its bowing and prostrations perfectly, it
becomes equivalent to....... prayers
2. one prayer in the .............is better
than one hundred thousand prayers elsewhere.
3. The prayer in the house is more
excellent than the prayer in .............. except obligatory prayer.
4. One prayer in ............... is better
than one thousand prayers elsewhere, except the Sacred masjid (Masjid Al
haram).
5. One prayer in the ............ is like
Umrah.
A.50
B.500
C.1000
D.Masjid e Nabwi
E.Masjid e Haram
F.Masjid e Aisha
G.None of the above
H.I want to know
🌹: ✦ 1A 2E 3D 4C 5G
----------
✦ Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jamat ki namaz 25 namazo ke barabar hai
aur jab namaz jungel mein padhi jaye aur ruku aur suzud achchi tarah kiya jaye
to iska sawab 50 namazo ke barabar hoga
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 558-Sahih
✦ Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Farz ke alawa (Nawafil namaz) ghar mein
padhna meri is masjid (Masjid Nabwi) mein namaz padhne se bhi afzal hai
Sunan Abu dawud, Jild 1, 1032-Sahih
✦ Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri masjid(Masjid e Nabwi) mein ek namaz
Masjid-Al-haram ke siwa baqi masajido ki hazar namazo se afzal hai Aur Masjid
Al-haram mein ek namaz dusri masajido ki ek lakh namazo se afzal hai
Sunan Ibn Majah- Vol. 1, Book 5, 1406-Sahih
✦ Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Masjid Quba mein ek namaz (ada karna)
umrah ke barabar hai
Sunan ibn Majah, Vol. 1, 1411-Hasan
✦ 1A 2E 3D 4C 5G
----------
✦ The Prophet
Sallallahu Alaihi Wasallam said Prayer
in congregation is equivalent to twenty-five prayers (offered alone). If he
prays in a jungle, and performs its bowing and prostrations perfectly, it
becomes equivalent to fifty prayers (in respect of reward).
Suna Abu Dawud, Book 2, 560-Sahih
✦ The Prophet (ﷺ)
said: The prayer a man offers in his house is more excellent than his prayer in
this mosque of mine(Masjid e Nabwi) except obligatory prayer.
Sunan Abu Dawud, Book 3, 1039-Sahih
✦ The Prophet
Sallallahu Alaihi Wasallam said One prayer in my Masjid (Masjid e nabwi) is
better than one thousand prayers elsewhere, except the Sacred masjid (Masjid Al
haram),and one prayer in the Sacred masjid ( Masjid Al haram) is better than
one hundred thousand prayers elsewhere.”
Sunan Ibn Majah Book 5, 1406-Sahih
✦ The Prophet
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said One prayer in the Quba Masjid is like Umrah.
Sunan ibn Majah, Book 5, 1411-Hasan
No comments:
Post a Comment