Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, September 7, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 492 ❗


  Only-Quran-Hadith Quiz 492




 La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir

 Sawal : Is Azkar ko fajar ki namaz ke baad das baar padhne se kya kya sawab milenge?

A. Us din har burayee se mehfooz rahega
B. Uske liye 100 nekiya likh di jayengi
C. Uski 100 burayee mita di jayegi
D. Uske 10 darjat buland kiye jayenge
E. 10 musalman gulam aazad karne ka sawab
F. usko us din shirk ke alawa koi gunah halaq nahi kar  sakega
G. Sahi Jawab ka intezar hai



La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir

Quiz : If anyone recite this azkar after fajr salah what hasnat he will get among below ?

A. He shall be in security all that day from every disliked thing
B. 100 good deeds shall be written for him
C. 100 evil deeds shall be wiped away from him
D. 10 degrees shall be raised up for him
E. Will get hasnat of freeing 10 believing slaves
F. No sin will meet him or destroy him that day, except for associating partners with Allah.
G. I want to know

🌹: ✔💯Sahi Jawab ADF
---------------
Abu Dharr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs fajr ki namaz ke baad do zanu hokar baitha rahe (jis tarah tashahud mein baithta hai) aur phir kisi se baat kiye bagair 10 baar ye padhe
 لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
To uske liye 10 nekiya likh di jayengi ,10 gunah maaf kar diye jayenge,
10 darjat buland kiye jayenge, Aur us din har burayee se mehfooz rahega,
Aur usko shaitan ki pahuch se dur kar diya jayega, aur usko us din shirk ke alawa koi gunah halaq nahi kar sakega
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1399-Hasan


💯✔ Answer ADF
---------------
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said: Whoever says ten times at the end of every Fajr prayer before speaking, while his feet are still folded (means as he sit in the tashhud) ,
 لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu,  lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir

then ten good deeds shall be written for him, ten evil deeds shall be wiped away from him, ten degrees shall be raised up for him, and he shall be in security all that day from every disliked thing, and he shall be in protection from Shaitan,
and no sin will meet him or destroy him that day, except for associating partners with Allah.”
Jamia Tirmizi, Book 45, 3474-Hasan

No comments:

Post a Comment