❗
Only-Quran-Hadith Quiz 471❗
Neeche diye gaye aamal ko unke sawab se
milan kijiye aur is tarah jawab dijiye A2,B3,C4......
A. Jo isha ki
namaz jamat se padhe
B. Jo musalman Aapas mein musafa kare
C. jo din raat mein 12 rakat sunnat ada
kare
D. Jo Subah Sham namaz ke liye masjid jaye
E. Jo Asar se
pahle 4 raakat padhe
F. Jo namaz mein khade hokar 10 rakat padhe
1. Allah us par raham farmata hai
2. Unki magfirat ho jati hai
3. Wo gafilon mein nahi likha jayega
4. Puri raat namaz padhne ka sawab
5. Allah jannat
mein uski mehman nawazi ka saman karega
6. jannat mein ek
ghar milega
7. Aadhi raat
namaz padhne ka sawab
________________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Match the below deeds with their hasnah and
reply liks this A1, B2, C3.....
A. Who Pray Isha in congregation,
B. Who Meet to a muslims and shaking hands
with him
C. Who prays in a day and a night 12 rakah
D. Who goes to the mosque morning and
afternoon for prayer
E. Who prays four (rakah) before Al-Asr
F. Who prays and recites regularly ten
verses
1. Allah have mercy upon a person
2. Their sins forgive
3. He will not be recorded among the
negligent
4. As if he prayed the whole night
5. Allah will prepare for him an honorable
place in Paradise with good hospitality
6. A house will be built in Paradise
7. As if he prayed up to midnight
✅ Sahi Jawab🌹
A7
B2
C6
D5
E1
F3
----------------------------
✦ Rasool-Allah
sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jisne Isha ki namaz jamaat se ada ki to
wo aisa hai jaise ki aadhi raat tak namaz padhta raha aur jisne subah ki namaz
jamaat se ada ki to wo aisa hai jaisa ki usne sari raat namaz padhi
Sahih Muslim, Vol 2,1491
✦ Rasool-Allah
sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jab do musalman milte hain aur musafa
karte hain to unke juda hone se pahle hi unki maghfirat kar di jati hai
Sunan Abu Dawud, Vol 3,1769-Sahih
✦ Rasool-Allah
sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jisne Raat din mein 12 rakat (sunnat)
namaz ada ki uske liye jannat mein ek ghar banaya jayega
Sahih Muslim, Vol 1, 1694
✦ Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo
shakhs masjid mein subah sham baar baar (Namaz padhne ke liye) hazir hoga,
Allah subhanahu Jannat mein uski mehmani ka saman karega
Sahih Bukhari, Jild 1,662
✦ Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanhu us bande par raham farmaye
jo asar se pahle chaar rakaat (sunnat) padhe
Jamia Tirmizi, Jild 2,411-Hasan
✦ Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh Namaz mein khade hokar 10
aaytein padhega wo gafilon mein nahi likha jayega
Sunan Abu Dawud, vol 1, 1385-Sahih
_____________
✅ Answer🌹
A7
B2
C6
D5
E1
F3
-------------
✦ The Prophet
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said He who
observed the Isha prayer in congregation, it was as if he prayed up to
midnight, and he who prayed the morning prayer in congregation, it was as if he
prayed the whole night.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1379
✦ The Prophet
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Two Muslims who meet and shake hands , their
sins forgiven before they separate.
Sunan Abu Dawud, Book 42, 5193-Sahih
✦ The Prophet
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said A house will be built in Paradise, for anyone
who prays in a day and a night twelve rakahs (voluntary)
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1579
✦ The Prophet (ﷺ)
said, Who goes to the mosque (every) morning and in the afternoon (for the
congregational prayer) , Allah will prepare for him an honorable place in
Paradise with good hospitality
Sahih Bukhari, Book 11, Hadith 631
✦ The Prophet
Sallallahu Alaihi wasallam said: May Allah have mercy upon a person who prays
four (rakah) before Al-Asr.
Jamia Tirmizi, Book 2, Hadith 430-Hasan
✦ The Prophet
sallallahu alaihi wasallam said If anyone prays and recites regularly ten
verses, he will not be recorded among the negligent
Sunan Abu Dawud, Book 6, 1393-Sahih
No comments:
Post a Comment