Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, September 7, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 295❗


Only-Quran-Hadith Quiz 295

Dono sawalo ke jawab saath mein dijiye

Sawal 1 : Wo sahabi jinki maut se Allah subhanahu ka arsh hil gaya tha wo kinki dawat par islam Qubul kiye they ?

Sawal 2 : Wo kaunse do bade Qabile ke sardar sahabi they jo Musaib bin umair radi allahu anhu ki dawat par islam Qubul kiye they ?

A. Saab bin waqas Radi Allahu anhu
B. Ubai bin Kaab Radi Allahu anhu
C. Muaaz bin jabal Radi Allahu anhu
D. Musaib bin Umair radi Allahu Anhu
E. Zaid bin Harith Radi allahu anhu
F. Saad bin maaz Radi Allahu Anhu
G. Zubair bin Awwam Radi Allahu Anhu
H. Usaid bin Hudair Radi Allahu Anhu
I. Sahi jawab ka intezar hai

🌹: Only-Quran-Hadith Quiz

Reply both quiz together

Quiz 1 : There was a Sahabi whose death shook the throne of Allah, By whom invitation he accepted Islam ?

Quiz 2 : What is the name of that two chief who accpeted Islam on the Invitation of Musaib bin umair radi allahu anhu ?

A. Saab bin waqas Radi Allahu anhu
B. Ubai bin Kaab Radi Allahu anhu
C. Muaaz bin jabal Radi Allahu anhu
D. Musaib bin Umair radi Allahu Anhu
E. Zaid bin Harith Radi allahu anhu
F. Saad bin maaz Radi Allahu Anhu
G. Zubair bin Awwam Radi Allahu Anhu
H. Usaid bin Hudair Radi Allahu Anhu
I. I want to know



 🌹: Sahi jawab DFH
-------------
Rasool-Allah Sal-Alalhu alaihi wasallam ne farmaya Saad bin Muadh radi allahu anhu ki maut par Allah ka arsh bhi hilne laga tha
Sahih Bukhari, Jild 5, 3803
-----------------
RassoolAllah salallahu alihi wasallam ne Musaib bin umar ko safeer ( Ambassador) banakar islam ki dawat dene ke liye Madina bheja jaha unka saath asad bin jarrah Radi Allahu Anhu ne diya

Usayd Bin Hudair Radi Allah Anhu ka Qubul e islam
-----------------
Hazrat Usayd bin Hudayr Radi Allahu Anhu ne apna bhala liya aur un dono ke pass aaya unko aata dekh ker Asad bin Jarrah Radi Allahu Anhu ne Musab Radi Allahu Anhu se kahan dekho ye apni Qaum Ka sardar hai tumare pass aareha hai uske muslman banane ki koshish Puri kerna ,Musab Radi Allahu Anhu ne kaha yeh baithe to Mein us se kalam kerun wo unko khada huye galiyah deta rehe aur us ne kahan tum yaha kyu aaye ho tum hamare kamzor logo ko ahmaq banana chahatey ho,Yaha se chale jao, haan ager tumko khud apne mutaliq koi zarurat layee hai to bayan kero,Musab Radi Allahu Anhu ne kahan aap zara baith jaaye toh kahun ager aap ko meri baat bhali malum ho to Qubul kijiyega aur pasand na aaye to na manega, Usayd Radi Allahu Anhu ne kahan ye maqul baat hai ab unhone apna bhala zameen mai ghaad diya aur un dono ke pass aa baithe,

Musab Radi Allahu Anhu ne Islam ki dawat di aur Quran pardh ker sunaya un dono se marvi hai ke, ab bakhuda hamne kabl iss ke wo kuch kahey uske chehare ki chamak aur tabyat ki narmi Islam ke aasar numaya dekhen phir usne kahan ye toh nihayat umdah baat hai ,acha aap ye batye ke jab koi iss deen Mai dakhil hona chahaye to kya keren? Unhone kahan tum gusul kero apne kapde paak kero,uske bad kalme Shahdat pardho aur phir do rakat namaz,Usayd Radi Allahu Anhu Uthe nahaye kapde paak kiye Kalma Shahdat padha aur phir pardh ker do rakat namaz pardhi.

farig ho ker usne kahan ke mere Sath yaha ek aur Shaks hai ager wo iss deen mai tumare Sath ho jaye to phir iss Qoum walo mai se koi us se pichard nahi sakta aur Mai abhi usko tumare pass bhej deta hu

Saad bin maaz Radi Allahu anhu ka Qubul e Islam
-—---------------
Saad bin maaz Radi Allahu anhu ko aate huye dekh ker Usayd Radi Allahu Anhu ne Musab Radi Allahu Anhu se kaha tha dekho ye tammam logo Ka Jo yaha jama hai sardar hai ager usne tumari iqteda ki to phir koi bhi tumari mukhalifat na kerega Musab Radi Allahu Anhu ne Saad bin Maaz Radi Allahu Anhu se kaha zara tashrif rekhen aur suniye ager gawara ho to Qubul kijiye aur ager nagawar ho to ham koi baat ayinda aise na kerenge Jo Aap ko na pasand ho,

Saad Radi Allahu Anhu ne kahan ye achchivbaat hai unhone bhi apna bhala gaada aur pass baith gaye Musab Radi Allahu Anhu ne Islam pesh kiya aur Quran Majid sunaya ,ye dono kehte hai bakhuda is se pahle ki wo khud uske mutaliq kuch kehen hamne uske Chehare ki Chamak aur taazgi se Islam ke aasar ko dekh liya , phir khud unhone kahan jab koi iss deen mai dakhil hota hai to wo kya tariqa ikhtiyar kerta hai unhone kahan gusul kero,apne dono kapdo ko paak kero ,Kalma Shahdat Zuban se kahon aur do rakat namaz pardho,Saad Radi Allahu Anhu Uthay Nahaye, unhone apne dono kapde paak kiye ,Kalma Shahdat pardha aur do rakat namaz pardhi phir apna bhala liya aur apni Qaom ki baithak ki tarf palat haye
Tarikh At Tabri, Jild 2,93-94
---

🌹 Ans DFH
------------
 Narrated Jabir radi allahu anhu: I heard the Prophet Sal-Alalhu alaihi wasallam saying, "The Throne (of Allah) shook at the death of Sa`d bin Mu`adh." Through another group of narrators, Jabir added, "I heard the Prophet Sal-Alalhu alaihi wasallam : saying, 'The Throne of the Beneficent shook because of the death of Sa`d bin Mu`adh Radi Allahu Anhu."
Sahih Bukhari, Book 58, Hadith 147
-------------------
 The Usayd bin Hudayr Radi Allahu Anhu Embaraced the islam
-------------------
Usayd bin Hudayr took his javelin and went up to them. When As'ad b. Zurarah saw him he said to Musab bin umair Radi Allahu Anhu , "This is the chief of his
clan who has come to you, so be true to God in dealing with him." Mus'ab answered, "If he sits down I will speak to him." Usayd stood by them with a grim
expression on his face andsaid,  "Why have you come to us to make fools of our weaker members? Depart from us, if you set any value on your lives." Mus'ab
said to him, "Why do you not sit down and listen? If you like anything which we say, you can accept it, and if not, then what you dislike will have been
removed from you." Usayd replied, "You have spoken fairly," planted his javelin in the ground and sat down with them. Musab bin umar radi allahu anhu spoke
to him of Islam and recited the Qur'an to him.

It is reported that the two (Mus'ab and As'ad) said of this, "By God,we recognized Islam in (Usayd's) face, in its radiance and easiness,
before he spoke." Then (Usayd) said, "How fair and beautiful is this. What do you do when you wish to enter this religion?" The two (As'ad and Mus'ab)
replied, "Wash, purify yourself, pronounce the shahadah of Truth and then pray two rak'ahs. Usayd rose up, washed himself, purified himself, pronounced
the shahadah of truth, and then rose and performed two rak'ahs.
Tarikh tabri eng -Jild 6 Page 128


 The Saad bin Maaz Radi Allahu Anhu Embaraced the islam
-------------------
After the Usayd bin Hudayr accepted the islam , Saad bin maaz radi allahu anhu rose in anger and in haste, being alarmed by what Usayd had told him about
the Banu Harithah. He took the javelin from Usayd's hand, saying, "By God, I think that you are useless," and went up to As'ad and Musaib Radi Allahu
anhuma. When he saw that they were at ease,he realized that Usayd had only wanted him to listen to them. He  stood by them with a grim expression on his
face, and then said to As'ad b. Zurarah, "Abu Umamah, if we were not related, you would not seek to do this to me, coming to us in our dwellings with a
message which we do not want."

As'ad had said to Mus'ab, "By God, Musab, there has come to you the acknowledged chief of his clan, no two of whom will oppose you if he follows you."
Accordingly, Mus'ab said to Sad, "Will you not sit and listen? If you are pleased with anything or desire it, you can accept it, and if you do not like it
we shall take away from you that which you dislike." Sad replied, "You have spoken justly," stuck the javelin into the ground and sat down. Then Mus'ab
expounded Islam to him and recited the Qur'an to him. The two (Mus'ab and As'ad) said of this, "We recognized Islam in (Sa'd's) face, in its radiance
and easiness, before he spoke of it." Then Sad said, "What do you do when you accept Islam and enter into this religion?" They said
to him, "Wash, purify yourself, pronounce the shahddah of truth and pray two rak'ahs."

He rose up, washed himself, purified himself, pronounced the shahddah of truth and prayed two rak'ahs. Then he took his javelin and headed for his people's
assembly accompanied by Usayd b. Hudayr. When his people saw him coming, they said to one another, "We swear, by God, that Sad is coming back to you
with a different face from that with which he left you."
Tarikh At tabriJild 6 Page 129

No comments:

Post a Comment