❗ Only-Quran-Hadith Quiz 479❗
✦ Sawal : Agar
koi shaksh kisi ladayee wale ilaqe mein nigrani kare aur usko ye malum bhi na
ho ki wo wapas apne ghar ja sakega ya nahi, to uske liye Rasool-Allah
Sal-Allahu alaihi Wasallam ne kya farmaya hai ?
A. uska wo waqt 70 saal ki ibadat se behtar
hai
B. uska wo waqt lailatul qadr se bhi behtar
hai
C. uska wo amal 3 mahine ke roze rakhne se
behtar hai
D. Wo aisa hai jaise farishto ke saath
Allah ki hamd bayan kar raha ho
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
✦ Quiz : If
somebody Keeping watch in the land of
fear (battle areas) and morever is not sure that wheathr he will be return to
his family or not.
for this kind of person what Prophet
Sal-Allahu alaihi Wasallam said ?
A. His time is better than 70 years worship
B. His time is better than the night of
destiny(Lailatul Qadr)
C. His deeds will be beter than keeping
fast of 3 months
D. He is like glorifying Allah with angels
E. none of the above
F. I want to know
: 💯✔ Sahi Jawab B ✔
---------
عَنِ ابْنِ عُمَرَ رَضِيَ اللَّهُ
عَنْهُمَا ، أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ
أَلا أُنَبِّئُكُمْ بِلَيْلَةٍ
أَفْضَلَ مِنْ لَيْلَةِ الْقَدْرِ ؟ حَارِسٌ حَرَسَ فِي أَرْضِ خَوْفٍ ، لَعَلَّهُ
أَنْ لا يَرْجِعَ إِلَى أَهْلِهِ
----------------
Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasool-ALlah Sal-Allahu alaihi Wasallam ne farmaya kya main tumhe Lailat Al
Qadr se afzal raat na batauu ? phir farmaya Khauff ke ilaqe mein (ladayee wali
jagah mein) pahra dene wala (jisko ye malum bhi na ho ki) shayad wo apne ghar
walo ki taraf wapas laut kar ja sakega ya nahi
Al-Silsila-tus-Sahiha, Hadees # 2055
Al-Mustadrak Sahihain, 2358-Sahih
-----------
Narrated by ibn umar radi allahu anhuma The
Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Should I not tell you the night which
is better than the night of destiny (Lailatul Qadr) , then He Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said Keeping watch in the land of fear (battle areas) , and morever he
is not sure that wheather he will be returned
to his family or not.
Al-Silsila-tus-Sahiha, Hadees # 2055
Al-Mustadrak Sahihain, 2358-Sahih
________
💯✔
Correct Answer:B ✔
---------
عَنِ ابْنِ عُمَرَ رَضِيَ اللَّهُ
عَنْهُمَا ، أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ
أَلا أُنَبِّئُكُمْ بِلَيْلَةٍ
أَفْضَلَ مِنْ لَيْلَةِ الْقَدْرِ ؟ حَارِسٌ حَرَسَ فِي أَرْضِ خَوْفٍ ، لَعَلَّهُ
أَنْ لا يَرْجِعَ إِلَى أَهْلِهِ
----------------
Narrated by ibn umar radi allahu anhuma The
Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Should I not tell you the night which
is better than the night of destiny (Lailatul Qadr) , then He Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said Keeping watch in the land of fear (battle areas) , and morever he
is not sure that wheather he will be returned
to his family or not.
Al-Silsila-tus-Sahiha, Hadees # 2055
Al-Mustadrak Sahihain, 2358-Sahih
No comments:
Post a Comment