❗ Only-Quran-Hadith Quiz 505❗
Pahle sawal mein jawab ek se ziyada hain
Sawal 1 : Inmein
se wo kya hai jiski wajah se insan mein nifaq aa jata hai ?
A. Wada Khilafi
B. Amanat mein
khayanat
C. Namaz ka chorh dena
D. Jhooth bolna
E. Jihad na karna aur na uska jazba lana
F. Sahi Jawab ka
intezar hai
Sawal 2 : Wo
kaunsa amal hai jisko karne se ek musalman nifaq se bari ho jata hai ?
A. 40 din
Tahajjud ki namaz ada karna
B. 40 din 5 Waqt
ki namaz takbir Aula se padhna
C. 40 din Allah
ki raah mein jihad karna
D. Hamesha sach bolna
E. 40 Raat musalmano ki sarhad ke liye
pahra dena
F. Sahi Jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Sawal 1 : What is
those sin among below , By which a believer get hypocrisy ?
A. Betrayal
B. Lie
C. Leaving the prayer(Salah)
D. Breaking the promise
E. Neither goes for jihad nor feeling to go
F. I want to know
Sawal 2 : What is that deed by which A
muslim release from hypocrisy ?
G. Praying Tahajjud prayer for 40 days
H. Praying 5 time prayers with first takbir
for 40 days
I. Fighting in the cause of Allah for 40
days
J. Always speack the truth
K. Keeping watch for 40 night for muslim
borders
L. I want to know
: ✔💯Sahi Jawab ABDE /B✔
-------------------
Abdullah bin Amr Radiallahu anhuma se
rivayat hai ki Rasool-AllahuSal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya 4 aadatein
jis kisi mein ho to wo khaalis (pura) munafiq hai aur jis kisi mein in chaaron
mein se ek aadat ho to wo (bhi) nifaq hi
hai jab tak usey na chor de :jab usey amen banaya jaye to (amanat mein)
khayanat kare
Aur baat karte waqt jhoot bole Aur jab Ahad
(Wada) kare to usey pura na kare aur jab Ladey to to galiyon par uatar aaye
Sahih Bukhari, Iman ka Bayan, No. 33
✦ Abu Hurairah
Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne
farmaya jo is haal mein mar gaya ki na usney jihad kiya aur na hi uskey Dil
mein ( dushmano ke khilaf) jazba-e-Jihad paida hua to wo ek tarah ke Nifaq se
mara ( Yani ek tarah se munafiq ki tarah mara )
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 730 -Sahih
✦ Umar bin
khattab aur Anas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Jis Shaksh ne Allah
subhanahu ke liye 40 din jamaat se namaz padhi aur takbir e Aula ke saath
shamil hua uske liye do bara'at (aazadi) likh di jayegi, Aag se Aazadi aur
nifaq se aazadi.
Al-Silsila-tus-Sahiha,747-Hasan
✔💯Answer -ABDE/B✔
--------------------------
✦ Narrated
Abdullah bin 'Amr Radiallahu anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Whoever has the following four
(characteristics) will be a pure hypocrite (Munafiq) and whoever has one of the
following four characteristics will have one characteristic of hypocrisy unless
and until he gives it up.
1. Whenever he is entrusted, he betrays.
2. Whenever he speaks, he tells a lie.
3. When he makes a promise he breaks it
4. Whenever he quarrels, he behaves in a
very imprudent, evil and insulting manner."
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 2, No. 33:
✦ Abu Hurairah
Radi Allahu Anhu reported the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam as saying “He
who dies without having fought or having felt fighting (means neither went for jihad nor felt to
going for it) will die guilty of a kind
of hypocrisy.”
Sunan Abu Dawud, Book 14, 2496 -Sahih
✦ Anas bin
Malik and Umar bin khattab Radi Allahu anhuma narrated that Allah's Messenger ﷺ
said: Whoever performs Salat for Allah for forty days in congregation, catching
the first Takbir, two release are written for him: release from the Fire, and
release from hypocrisy.
Al-Silsila-tus-Sahiha ,747-Hasan
No comments:
Post a Comment