Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 5, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 472❗


Only-Quran-Hadith Quiz 472

Ek baar ek budhi khatun  Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasllam se kaha ki main ab bahut budhi ho gayee hu , mujhe koi aisa amal bata dijiye jo main baith kar kar saku ?

Sawal 1 : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne usko kaunsa amal bataya ?

A. 100-100 baar SubhanAllah, ALhamdulillah,Allahu Akbar Aur La ilaha ilAllah kahna
B. 10-10 baar SubhanAllah, ALhamdulillah,Allahu Akbar Aur La ilaha ilAllah kahna
C. 33-33 baar SubhanAllah, ALhamdulillah,Allahu Akbar Aur La ilaha ilAllah kahna
D. 20-20 baar SubhanAllah, ALhamdulillah,Allahu Akbar Aur La ilaha ilAllah kahna
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2: Usmein se wo kaunsa amal hai jiska sawab itna hai jitna ismaeel Alaihi Salam ki aulad mein se 100 gulam aazad karna?

A. 33 Baar SubhanAllah
B. 100 baar SubhanAllah
C. 10 baar SubhanAllah
D. 33 baar Alhamdulillah
E. 33 baar La ilaha ilAllah
F. Sahi jawab ka intezar hai
__________
Only-Quran-Hadith Quiz

Once a old lady came to Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  and said that I am old so let me know some easy deed which I can do while sitting.

Quiz 1 : What deed Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam told her ?

A. Saying 100-100 times SubhanAllah, Alhamdulillah,Allahu Akbar and La ilaha ilAllah
B. Saying 10-10 times SubhanAllah, Alhamdulillah,Allahu Akbar and La ilaha ilAllah
C. Saying 33-33 times SubhanAllah, Alhamdulillah,Allahu Akbar and La ilaha ilAllah
D. Saying 20-20 times SubhanAllah, Alhamdulillah,Allahu Akbar and La ilaha ilAllah
E. None of the above
F. I want to know


Quiz 2 : Among those whats is that deed which is equal to freeing a 100 slave among the sons of Ismail Alihi salam ?

A. 33 times SubhanAllah
B. 100 times SubhanAllah
C. 10 times SubhanAllah
D. 33 times Alhamdulillah
E. 33 times La ilaha ilAllah
F. I want to know

Bismillahirrahmanirrahim

Kamzor aur Buzurg logo ke liye aasan aur bahut faydemand amal 
----------------                     
Umme Hani Radi Allah Anha se riyavat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasllam mere pass se guzre to maine kaha Ya Rasool-ALlah Sal-Allahu Alahi Wasllam main budhi aur kamzor ho chuki hu, mujhe koi amal bataeeye Jo main baithe baithe kar saku, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasllam ne farmaya 100 bar Subhanallah kaho ye tumhare liye Ismail Alaihi Salam ki aulad se 100 gardenein (Gulam) Aazad karne ke barabar hai,Aur 100 bar Alhamdullilah kaho ye tumhare liye 100 zean aur lagam pehne huye(tayyar shuda) ghode ke barabr hoga Jo tum Allah Subhanahu ke raste mai do,Aur 100 bar Allah hu Akbar kaho ye tumhare liye Nakel dali maqbul Oontniyo ke barabr hoga, Aur 100 bar La ilaha ilAllah kahao Ibn khalf ne kaha: mere khayal mai Aap Sallahahu Alahai Wasllam ne farmaya ye asman aur Zameen ko bhar dega ,us din kisi
Shaqs ka ammal itna buland nahi hoga siwaye us shaqs ke Jo us tarah kare                     
At Tabrani , 298 , Hasan
Al-Silsilat As-Sahiha-2855
----------------
A very easy and beneficial deeds for the  older and weaker people
------------------
Narrated by Umm Hani bint Abu-Talib that she said: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam passed by me, so I said: I got older and weaker, or as she said, so command me of an act which I shall perform while sitting. He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Make Tasbih (SubhanAlah) 100 times, for it is tantamount to freeing a 100 slave among the sons of Ismail, And make Tahmid (Alhamdulillah) 100 times, for it is worth a 100 saddled and bridled horses upon which you carry (equipments and people) in the cause of Allah, And make Takbir (Allahu Akbar) 100 times, for its equivalent to a 100 adorned accepted camels (given in charity for the sake of Allah), And make Tahlil )La ilha ilAllah) 100 times. Ibn Khalaf (the one who narrates on the authority of `Asim) I think he said: It fills in between the heaven and earth, and no one can do better than that except one who does the same as you do))
At Tabrani , 298 , Hasan
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2855

No comments:

Post a Comment