❗ Only-Quran-Hadith Quiz 509❗
Jawab ek se ziyada hain
Sawal : Inmein se wo kaunsi baatein hain jo
mushriko (Shrik karne walo) ke mutalliq kahi gayee hai?
A. Unse Zuban se bhi jihad karna chahiye
B. Mushrik dozakh ke sabse nichle hisse
mein honge
C. Unse salam
karne mein pahal nahi karni chahiye
D. Agar wo tumse panah maange to unko panah
deni chahiye
E. Un ke liye bakhshish ki dua nahi karni
chahiye
F. Unko Allah ka kalam nahi sunana chahiye
G. Wo Allah ki Masajidein aabad nahi kar
sakte
H. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Answers are more
than one
Quiz : What are
the correct statements regarding polytheists (mushrik) ?
A. Use your tongues also in striving
against the polytheists
B. Polytheists will be in the lowest depth
of hell
C. Dont salute them first
D. if anyone of the polytheists seeks your
protection, then grant him
E. Dont Ask Allah's Forgiveness for the
Mushrikun
F. Dont let polytheists listen the the Quran
G. Polytheists can not maintain the Masajid
of Allah.
H. I want to know
✔💯Sahi Jawab ACDEG🌷
----------
✦ Al Quran : Agar koi mushrik tumse panah
maange to usko panah de do yaha tak ki Allah ka kalam sun le phir usko aman ki
jagah wapas pahucha do isliye ki ye bekhabar log hain
Surah tauba (9) Aayat 6
✦ Al Quran : Mushriko ka ye kaam nahi ki wo
Allah ki masajidein aabad kare jabki wo apne aap par kufr ki gawahi de rahe ho
un logo ke sab aamal bekar hain aur wo hamesha dozakh mein rahenge
Surah tauba (9) , 17
Al Quran : Nabi (Sal-Allahu Alaihi
wasallam) aur Musalmano ke liye ye baat munasib nahi ki mushriko ke liye
bakhshish ki dua kare chahe wo unke rishtedar hi kyu na ho jabki un par zahir
ho jaye ki wo dozakhi hain
Surah At-Tauba (9), Aayat 113
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne
farmaya Mushrikon se jihad karo apne MAAL se aur apni JAAN se aur apni ZUBAN se
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 732 - Sahih
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne
farmaya jab tum mushriko se milo to unko salam karne mein pahal na karoaur agar
kisi raste mein unse mulaqat ho jaye to unko tang raaste ki taraf majbur kar do
Al SilSila As Sahiha, 251-Sahih
✔💯Answer ACDEG🌷
-----------
✦ Al Quran : If anyone of the Mushrikun
(polytheists) seeks your protection, then grant him protection so that he may
hear the Word of Allah (the Qur'an), and then escort him to where he can be
secure, that is because they are men who know not.
Surah tauba (9) Aayat 6
✦ Al Quran : It is not (proper) for the Prophet
and those who believe to ask Allah's Forgiveness for the polytheists, even
though they be of kin, after it has become clear to them that they are the
dwellers of the Fire (because they
died in a state of disbelief).
Surah At-Tauba (9), Aayat 113
✦ Al Quran : It is not for the Mushrikun
(polytheists), to maintain the Masajid of Allah (to pray ,to look after their
cleanliness), while they witness against their ownselves of disbelief. their
all work will be in vain and in Fire shall they abide.
Surah At-tauba (9) , Aayat 17
✦ The Prophet ﷺ
said Use your property, persons (self)
and your tongues in striving against the polytheists (Mushrik).
Sunan Abu Dawud, Book 14, 2498 Sahih
✦ The Prophet ﷺ said
Do not salute polytheists first, and when you meet them on the road, force them
to go to the narrowest part of it.
Al SilSila As
Sahiha, 251-Sahih
No comments:
Post a Comment