❗
Only-Quran-Hadith Quiz 491❗
Dono sawalo ke jawab ek se zayada hain
Sawal 1 : jannat mein kaun kaun see cheezo
ki nahrein hain ?
A. Pani
B. Doodh
C. Romman
D. Shahad
E. Sharab
F. Zanzabil
G. Sahi Jawab ka intezar hai
Sawal 2 : Inmein se kaun kaun see nahrein
jannat ki hain ?
H. Saihan
I. Furat
J. Raihan
K. Neel
L. jaihan
M. Sahi Jawab ka intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Both Questions has more than one answers?
Sawal 1 : What kind of things has rivers in
paradise among below?
A. Water
B. Milk
C. Romman
D. Honey
E. Wine
F. Zanzabil
G. I want to know
Sawal 2 : Name the rivers of paradise among
below?
H. Saihan
I. Furat
J. Raihan
K. Neel
L. jaihan
M. I want to know
💯✔Sahi Jawab ✔
ABDE
HIKL
-------------
Al Quran : janat jiska parhezgaro se wada
kiya jata hai uski sifat ye hai ki
usmein pani ki
nahrein hain jismein bu nahi hogi,
Aur doodh ki nahrin hain jiska maza nahi
badlega,
Aur sharab ki nahrein hain jo peene walo ke
liye lazzat hai
Aur saaf shahad ki nahrein hain aur unke
liye har tarah ke mewe hain aur unke RABB ki taraf se magfirat hai
Surah Muhammed(47), Aayat 15
Abu Hurairah Radi Allahu se rivayat hai ki
Rasool Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Saihan, Jaihan, Furat aur
Nile jannat ki nahrein hain
Sahih Muslim, Jild 6, 7161
Answer - ABDE HIKL
--------------
Al Quran : The description of Paradise
which the Muttaqun (the pious) have been promised (is that) in it are
rivers of water the taste and smell of
which are not changed,
rivers of milk of which the taste never
changes,
rivers of wine delicious to those who
drink, and
rivers of clarified honey (clear and pure)
therein for them is every kind of fruit, and forgiveness from their Lord.
Surah Muhammed(47), Aayat 15
Abu Huraira Radi Allahu anhu reported
Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam as saying Saihan, Jaihan,
Euphrates (furat) and Nile are all among the rivers of Paradise.
Sahih Muslim,Book 40, 6807
No comments:
Post a Comment