❗ Only-Quran-Hadith Quiz 468❗
Teeno sawalo ke jawab saath mein is tarah dijiye ACD / BDF
Ek Quam aisee thi jinko unke gunaho ki wajah se ek dusre ko Qatl karne ki saza di gayee ?
Sawa1 1 : Wo kaunsi Quam thi ?
A. Bani israeel
B. Qaum e Aad
C. Qaum e Samood
D. Qaum e loot
E. inmein se koi nahi
Sawal 2 : Unhone kaunsa gunah kiya tha
A. Naap tol mein kami
B. Takabbur
C. Allah ki oontni ko qatl kiya tha
D. Shirk
E. inmein se koi nahi
Sawal 3 : Aur us qaum ke kitne log us gunah ki wajah se qatl kiye gaye ?
A. 50
B. 70
C. 700
D. 5000
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
_________________
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Kindly reply all three questions together like this ABE/CDF
There was some people to whom Allah ordered to kill themselves for the sin which they did ?
Quiz 1 : Wo kaunsi Quam thi ?
A. Bani israeel
B. Qaum e Aad
C. Qaum e Samood
D. Qaum e loot
E. None of the above
Quiz 2 : What sin they have committed ?
A. Used to give Less in measure and weight
B. Arrogation (Takabbur)
C. They killed the she camel of Allah
D. Shirk
E. None of the above
Quiz 3 : How many people were being killed because of that sin ?
A. 50
B. 70
C. 700
D. 5000
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab ADE 🌹
---------
وَإِذْ قَالَ مُوسَىٰ لِقَوْمِهِ يَا قَوْمِ إِنَّكُمْ ظَلَمْتُمْ أَنفُسَكُم بِاتِّخَاذِكُمُ الْعِجْلَ فَتُوبُوا إِلَىٰ بَارِئِكُمْ فَاقْتُلُوا أَنفُسَكُمْ ذَٰلِكُمْ خَيْرٌ لَّكُمْ عِندَ بَارِئِكُمْ فَتَابَ عَلَيْكُمْ ۚ إِنَّهُ هُوَ التَّوَّابُ الرَّحِيمُ
--------------
Aur jab Musa Alaihi Salam ne apni qaum ke logon se kaha ki bhaeeyo tumne bachde ko (maabud) thahrane mein zulm kiya hai , to apne RABB ke samne tauab sakro, aur apne aapko Qatl karo (Yani jinhone shirk nahi kiya wo shirk karne walo ko qatl karenge) tumhare khaliq ke nazdeek yahi behtar hai, (Qatl karne ke baad) phir usne tumhara Qusur maaf kar diya, wo beshak sabse zyada maaf karne wala aur raham karne wala hai
Surah Al Baqarah (2), 54
Tafsir : Allah subhahau ne Musa Alahai salam ki qaum ko hukm diya ki wo ek dusre ko qatl kare (Yani jinhone shirk nahi kiya wo shirk karne walo ko qatl karenge) aur jin jin logo ne bachrda puja tha innhen baitha diya aur dusre log khade ho gaye , aur Qatl karna shuru kiya, kudrati taur per andhera chaaya hua tha, jab wo hata to unhne rok diya gaya to shumar kerne per malum hua ke 70,000 Aadmi Qatl ho chuke hai ,aur sari Qaum ki tauba Qubul huyee, Ye ek Sakht farman tha jis
se un logo ne pura kiya yaha tak ke Rehmat E Ilahi ne innhen bakhh diya ,Aur Hazrat Musa Alahaisalam ne farma diya ke ab bas kero, Maqtul ko shaheed ka ajer diya gaya , aur Qatil ki aur baqi tamam logo ki tauba Qubul farmaye aur
innhen jihad ka sawab diya
*Tafseer Ibn kathir, Surah Al Baqarah (2),Aayat 54,*
______________
Correct Answer ADE
------------

And (remember) when Musa (Moses) said to his people: "O my people! Verily, you have wronged yourselves by worshiping the calf. So turn in repentance to your Creator and kill yourselves (the innocent kill the wrongdoers among you), that will be better for you with your Creator." Then He accepted your repentance. Truly, He is the One Who accepts repentance, the Most Merciful.
Surah Al baqarah (2), 54
Explanation : Allah ordered Musa to command his people to kill each other. He ordered those who worshiped the calf to sit down and those who did not worship the calf to stand holding knives in their hands. When they started killing them, a great darkness suddenly overcame them. After the darkness lifted, they had killed seventy thousand of them. Those who were killed among them were forgiven, and those who remained alive were also forgiven.'
*Tafseer Ibn kathir, Surah Al Baqarah (2),Verse 54*

No comments:
Post a Comment