❗
Only-Quran-Hadith Quiz 480❗
✦ Dono sawalo
ke jawab saath mein dijiye
✦ Agar usne
apne bequsur hone ki dalil saaf saaf pesh nahi ki to main usko zabah kar dunga ✦
✦ Quran ke
hisab se is tarah ke alfaz kisne kahe ?
A. Musa Alaihi
Salam ne
B. Ibrahim Alaihi
Salam ne
C. Firaun ne
D. Namrud ne
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
✦ Sawal 2 : Kis
Qusur ke liye wo alfaz kahe gaye ?
A. Unki Mojudgi mein bachde ki ibadat shru
kar di gayee thi
B. Unhone Buto ko tod diya tha
C. Unhone Bani israel ke ek shakhs ka qatl
kar diya tha
D. Unhone mushriko ke buto ko pujne se
inkar kar diya tha
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
✦ Kindly reply
both quiz together
✦ If he will
not bring the clear reason I will sloghter him
Quiz 1 : Accoding Quran who said the below
statement ?
A. Musa Alaihi
Salam
B. Ibrahim Alaihi
Salam
C. Firaun
D. Namrud
E. none of the above
F. I want to know
Quiz 2 : For which reason above statement
was said ?
A. In his Presence people staryed
worhsipping calf
B. He broke the idols
C. He killed the one of the person of bani
israeel
D. He denied to worship the idols
E. none of the above
F. I want to know
💯✔✦ Sahi Jawab EE🌹
-----
✦ Wo alfaz
sulaiman Alaihi Salam ne Hudhud ke liye kahe they kyunki wo bina bataye gayab
ho gaya tha.
---------------
Bismillahirirahmanirrahim
وَتَفَقَّدَ الطَّيْرَ فَقَالَ مَا
لِيَ لَا أَرَى الْهُدْهُدَ أَمْ كَانَ مِنَ الْغَائِبِينَ
لَأُعَذِّبَنَّهُ عَذَابًا شَدِيدًا
أَوْ لَأَذْبَحَنَّهُ أَوْ لَيَأْتِيَنِّي بِسُلْطَانٍ مُّبِينٍ
---------------
✦ Al Quran :
Unhone ( Sulaiman Alaihi Salam ne) Jaanwaro ka jayza liya to kahne lage ki kya
sabab hai ki hudhud nazar nahi aata , Main usko sakht saza dunga ya zabah kar
dalunga ya mere samne (apni bequsuri ki) dalil saaf saaf pesh kare
Al Quran , Surah An Naml(27), Aayat 20-21
---------------
✦ Al Quran : He
(Sulaiman Alaihi Salam) inspected the birds, and said: "What is the matter
that I see not the hoopoe? Or is he among the absentees? I will surely punish him with a severe torment, or slaughter him,
unless he brings me a clear reason."
Al Quran , Surah An Naml(27), Verse 20-21
_________
✦ Correct
Answer EE✔✔
---------------
✦ Sulaiman
Alaihi Salam said those words for the bird hoopoe (Hudhud) because he was
disapper without inform him.
---------------
Bismillahirirahmanirrahim
وَتَفَقَّدَ الطَّيْرَ فَقَالَ مَا
لِيَ لَا أَرَى الْهُدْهُدَ أَمْ كَانَ مِنَ الْغَائِبِينَ
لَأُعَذِّبَنَّهُ عَذَابًا شَدِيدًا
أَوْ لَأَذْبَحَنَّهُ أَوْ لَيَأْتِيَنِّي بِسُلْطَانٍ مُّبِينٍ
---------------
✦ Al Quran : He
(Sulaiman Alaihi Salam) inspected the birds, and said: "What is the matter
that I see not the hoopoe? Or is he among the absentees? I will surely punish him with a severe torment, or slaughter him,
unless he brings me a clear reason."
Al Quran, Surah An Naml(27), Verse 20-21
No comments:
Post a Comment