❗
Only-Quran-Hadith Quiz 517❗
Jawab ek se ziaya hain
Sawal : Inmein se wo kaun khushnaseeb hain
jinko Jannat mein Rasool-Allah
Sal-Alalahu ka saath naseeb hoga ?
A. Allah ki raah mein subah sham jihad
karne wala
B. Do Betiyo ki unke balig hone tak
parwarish karne wala
C. Bure rishtedar ke saath bhi Sila rahmi
karne wala
D. Do Bahno ki unki wafat hone tak
parwarish karne wala
E. Yateem ki khabargiri karne wala
F. Do Betiyo ki Unki wafat tak parwarish
karne wala
G. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Answers are more
than one
Quiz : Who will
be be in the Paradise , together with the Prophet Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ?
A. The one whi fight Allah's cause morning
and evening
B. The one who look after two daughters
untill their age of maturity
C. The one who deal good with the bad
relatives
D. The one who look after two sisters
untill their death
E. One who looks after the orphan
F. The one who look after two daughters
untill their death
G. I want to know
✔💯Sahi jawab BDEF✔
-----------------
Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasol-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis ne apni teen betiyo ki ya
teen bahno ki , ya do betiyo ki ya do
bahno ki unki wafat tak parwarish ki (ek rivayat mein hai ki wo badi ho jaye
aur dusri rivayat mein hai ki wo balig ho jaye tab tak) ya unki parwarish karte
huye uske khud ki wafat ho gayee to wo aur main Jannat mein in do ungliyo ki
tarah honge phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne shahadat wali aur darmiyan
ki ungli ke saath ishara farmaya
Al Silsila As sahiha , 1989
Masnad AHmed 30 /147-Sahih
Artabi text
عَنْ أَنَسٍ قَالَ: قَالَ رَسُولُ
اللهِ ﷺ: مَنْ عَالَ ابْنَتَيْنِ أَوْ ثَلَاثَ بَنَاتٍ أَوْ أُخْتَيْنِ أَوْ ثَلَاثَ أَخَوَاتٍ حَتَّى يَمُتْنَ (وَفِي رِوَايَة: يبنَ وَفِي أُخْرَى: يَبْلُغَنَّ) أَوْ يَمُوتَ عَنْهُنَّ كُنْتُ أَنَا وَهُوَ
كَهَاتَيْنِ وَأَشَارَ بِأُصْبُعَيْهِ السَّبَّابَةِ وَالْوُسْطَى.
-----------------
Abu Hurairah radi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Yateem ki khabargiri
karne wala (yani yateem ka kafeel) chahe uska azeez ho ya gair ho, jannat mein
is tarah saath honge jaise ye do ungliyan aur Malik ne ishaara kiya kalmey ki
ungli aur beech ki ungli se
Sahih Muslim, 7469
✔💯Answer BDEF✔
-----------
Anas Radi Allahu Anhu narrated that The
Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Whoever has three daughters, or three
sisters, or two daughters, or two sisters and look after them until their death
( and according another Narration until they reach the age of maturity or
become baligh ) or he himself die while taking care of them then I and he shall
be in Paradise like these two. And he indicaed with his fingers, meaning his
index and his middle finger
Al Silsila As sahiha , 1989
Masnad AHmed 30 /147-Sahih
Artabi text
عَنْ أَنَسٍ قَالَ: قَالَ رَسُولُ
اللهِ ﷺ: مَنْ عَالَ ابْنَتَيْنِ أَوْ ثَلَاثَ بَنَاتٍ أَوْ أُخْتَيْنِ أَوْ ثَلَاثَ أَخَوَاتٍ حَتَّى يَمُتْنَ (وَفِي رِوَايَة: يبنَ وَفِي أُخْرَى: يَبْلُغَنَّ) أَوْ يَمُوتَ عَنْهُنَّ كُنْتُ أَنَا وَهُوَ كَهَاتَيْنِ وَأَشَارَ بِأُصْبُعَيْهِ
السَّبَّابَةِ وَالْوُسْطَى.
-----------------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported that
Allah's Messenger may peace be upon him said: One who looks after the orphan
whether he is his relative or not, I and he would be together in Paradise like
this, and Malik (explained it) with the gesture by drawing his index finger and
middle finger close together Sahih
Muslim, Book 042, Number 7108
No comments:
Post a Comment