❗
Only-Quran-Hadith Quiz 473❗
Dono sawalo ka jawab saath mein dijiye
Sawal 1 : Al-Gamama kya hai ?
A. Badal
B. Barkat wala pani
C. Zalzala
D. Uda dene wali
tez aandhi
E. inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
Sawal 2 : Iska
talluq kaunsi quam se tha ?
A. Qaum e Aad
B. Qaum e samud
C. Qaum e loot
D. Bani Israeel
E. inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
___________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Kindly reply both answer together
Quiz 1 : What is Al Gamama ?
A. Clouds
B. Blessed Rain
C. Earthquake
D. Furious wind
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : Al Gamama belongs to which people
?
A. The People of Aad
B. The People of Thamud
C. The People of loot
D. Bani Israeel
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab
AD
---------
وَظَلَّلْنَا عَلَيْكُمُ الْغَمَامَ
وَأَنزَلْنَا عَلَيْكُمُ الْمَنَّ وَالسَّلْوَىٰ
---------
Al Quran : Aur Badal (Al-Gamama) ka tum par
saya kiye rakha aur tumhare liye Mann wa salwa nazil karte rahe
---------
Tafsir : Al-Gamama ek safed rang ka badal
tha jo bani israeel le siro par saaya kiye rahta tha, ye badal aam badal se
zyada thandak wala tha,
Hazrat Mujahid Radi Allahu anhu farmate
hain ki yahi wo badal hai jismein Allah subhanahu Qayamat ke din aayenge aur
Huzaifa radi allahu anhu ka qaul hai ki badar wale din farishte isee mein nazil
huye the.
Tafsir Ibn kathir, Surah Baqarah (2) ,
Aayat 57
__________
Answer AD
---------
وَظَلَّلْنَا عَلَيْكُمُ الْغَمَامَ
وَأَنزَلْنَا عَلَيْكُمُ الْمَنَّ وَالسَّلْوَىٰ
---------
And We shaded you with clouds(Al-Gamama)
and sent down on you Al-Manna and the quail
---------
Tafsir : Al-Gamama is a white clouds that
provided shade for the Children of Israel, protecting them from the sun's heat
during their years of wandering.
Surah Baqarah (2) , Aayat 57
No comments:
Post a Comment