Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 12, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 525❗


 Only-Quran-Hadith Quiz 525

*Quiz mein 3 sawal hain*

Sawal 1 : Makka ke Mushrik jis Uzza naam ke boot ki ibadat karte they wo haqeeqat mein kya tha ?

A. Ek Jinn
B. Ek Aurat
C. Ek Paththar
D. Ek Darakht
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Uzza ko kisne khatam kiya tha ?

A. Abu bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Saad bin maaz Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Inmein se koi nhai
F. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 3 : Uzza ka zikr Quran ki kaunsi surah mein hai ?

A. Surah Baqarah
B. Surah Qasas
C. Surah Najam
D. Surah Fath
E. Quran ki kisi surah mein iska zikr nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai

Only-Quran-Hadith Quiz

*Reply all 3 questions together*

Quiz 1 : The pagans (mushrikeen) of makka used to worship a idol named Al-Uzza , in reality what was that ?

A. A Jinn
B. A Woman
C. A Stone
D. A Tree
E. None of the above
F. I want to know

Quiz 2 : Who destroyed Uzza ?

A. Abu bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Saad bin maaz Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. None of the above
F. I want to know


Quiz 3 : In which Surah the Uzzza is mentioned in Quran ?

A. Surah Baqarah
B. Surah Qasas
C. Surah Fath
D. Surah Najam
E. Uzza is not mentioned in Quran
F. I want to know



✔💯Sahi Jawab BEC

----------
*أَفَرَأَيْتُمُ اللَّاتَ وَالْعُزَّىٰ*         
Al Quran : Kya tum logo ne Al-Laat aur Al-Uzza ko bhi dekha hai ?
Surah Najam (53) Aayat 19

Seerat Ibn ishaq se rivayat hai Quraish aur banu Kinana Uzaa ke pujari they Jo nakhla mai tha, Uska nighaban aur mutawali Qabile Banu Sheaban tha Jo Qabile Salim ki shaakh tha aur Banu Hashim ke sath unka Bhai Chara tha, Us boot ko todne ke liye Rasool-Allah Sal-Allaahu Alaihi Wasallam ne Fatah Makkah ke bad Hazrat Khalid bin Waleed Radi Allahu Anhu ko bheja tha jinhone usko tukde tukde ker diya aur kehte jaate they

Eh Uzaa Mein tera munkir hu 'Teri Paaki bayan kerne wala nahi hu,
Mera Imaan hai teri Izzat ko Allah ne khaak Mai Mila diya ,

Ye Babul ke teen darakhto per tha, Jo darakht kaat dale aur Qubba dhaha diya aur wapas aaker Huzur Sallallahu Alahai Wasallam ko ittela di , Aap Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye tumne kuch nahi kiya lot ker dubara jao, Hazrat Khalid bin Waleed Radi Allahu Anhu ke dubara tashrif le jaane per waha ke muhafiz aur khadimo ne bade bade makr aur fareb kiye aur khub Gul macha macha ker Ya Uzza Uzza ke nare lagaye.

Hazrat Khalid bin Waleed Radi Allahu Anhu ne Jo dekha to malum hua ek bina kapde ki aurat hai jiske bal bikhre huye hain aur apne sir per mitti dal rehi hai Aap ne Talwar ke ek hi war main uska kaam tammam kiya aur Wapas aaker Huzur Sallallahu Alahai Wasallam ko khaber di tab Aap Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaya Uzaa yehi thi
*Tafsir Ibn Kathir, Surah Najam (53) Aayat 19*



✔💯 Answer BED
--------
*أَفَرَأَيْتُمُ اللَّاتَ وَالْعُزَّىٰ*         
Have you then considered Al-Lat, and Al-Uzza (two idols of the pagan Arabs)
Surah Najam (53) Aayat 19

Explanation:
An-Nasa'i recorded that Abu At-Tufayl said, "When the Messenger of Allah Sal-Allaahu Alaihi Wasallam conquered Makkah, he sent Khalid bin Al-Walid  Radi
allahu anhu to the area of Nakhlah where the idol of Al-Uzza was erected on three trees of a forest. Khalid cut the three trees and approached the house
built around it and destroyed it. When he went back to the Prophet and informed him of the story, the Prophet Sal-Allaahu Alaihi Wasallam said to him,
«ارْجِعْ فَإِنَّكَ لَمْ تَصْنَعْ شَيْئًا»
(Go back and finish your mission, for you have not finished it.)
Khalid went back and when the custodians who were also its servants of Al-Uzza saw him, they started invoking by calling Al-Uzza! When Khalid approached it,
he found a naked woman whose hair was untidy and who was throwing sand on her head. Khalid Radi Allahu anhu killed her with the sword and went back to the
Messenger of Allah Go back and finish your mission, for you have not finished it , who said to him,
«تِلْكَ الْعُزَّى» (That was Al-Uzza!)
*Tafsir Ibn Kathir, Surah Najam (53) Aayat 19*


No comments:

Post a Comment