Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 12, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 514❗


Only-Quran-Hadith Quiz 514



Sawal : Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi Wasallam jab koi aisa kaam hote dekhte jo unhe achcha lagta to us waqt kaunsi dua padhte ?

A. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen
B. Ma sha Allah Wa la Quwwata illa billah
C. La hawla Wa La quwwata illa billah
D. Subhan Al-Mallik Al-Quddus
E. Allahumma Kama hassanta khalqi fa hassin khuluqi
F. Inmein se koi nahi
*G. Sahi jawab ka intezar hai*

Quiz : When The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam saw something good what he used to say ?


A. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen
B. Ma sha Allah Wa la Quwwata illa billah
C. La hawla Wa La quwwata illa billah
D. Subhan Al-Mallik Al-Quddus
E. Allahumma kama hassanta khalqi fa hassin khuluqi
F. None of the above
G. I want to know





✔💯 Sahi Jawab F
-----------------
Aisha Radi Allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab kisi pasandeeda cheez ya koi pasandeeda kaam dekhte
to farmate
*اَلْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ*
Al-hamdu Lillahil-lazi Bi Nimatihi tatimmus-salihat
Tamam taarifein Allah subhanahu ke liye hain jiski naimat se achche kaam pure hote hain
----------------
عَنْ عَائِشَةَ  رضی الله عنہا قَالَتْ: كَانَ إِذَا رَأَى مَا يُحِبُّ قَالَ: اَلْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ
----------------
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih
Al Baihiqi 4060-Hasan


: ✔💯 Answer F
-----------
It was narrated that Aishah Radi Allahu Anha said When the Prophet () saw something he liked,
he would say:
*اَلْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ*
Al-Hamdu Lillahil-lazi Bi nimatihi tatimmus-salihat
Praise is to Allah by Whose grace good deeds are completed.
-----------
عَنْ عَائِشَةَ  رضی الله عنہا قَالَتْ: كَانَ إِذَا رَأَى مَا يُحِبُّ قَالَ: اَلْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ
-----------
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih
Al Baihiqi 4060-Hasan

No comments:

Post a Comment