❗ Only-Quran-Hadith Quiz 483❗
Sawal : Inmein se Allah subhanahu ne kaunse
insan ke liye uzar (bahane) ke silsile mein hujjat khatam kar di hai ?
A. Jisko Allah ne
bahut sara ilm ata kiya ho
B. Jiski umar 50
se upar ho
C. Jisko duniya
mein bahut sa maal aur aulad ata kiya ho
D. Jisko Allah ne
duniya mein hukmaran bana diya ho
E. inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
Quiz : For whom Allah will not accept any excuse
?
A. Who have been
given lot of knowledge
A. Whose age has been reached to 50
C. Who have been given lot of wealth and
children
D. Who have became ruler in this world
E. None of the above
F. I want to know
💯✔ Sahi Jawab E✔
Jiski umar 60 se
upar ho
------------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne us
insan ke liye uzar(excuse,bahana) ke silsile mein hujjat tamam kar di hai jiski
maut ko usne rok kar rakha yaha tak ki wo 60 saal ki umar ko pahuch gaya
(yani kisi insan
ki umar 60 ki ho gayee to phir Allah subhanahu ke waha uska koi bahana nahi
chalega kyunki Allah subhanahu ne usko neki karne aur gunah se bachne ke liye
60 saal ata kar diye)
Sahih
Bukhari,Jild 7,6419
------------
✦ Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu The
Prophet (ﷺ) said, Allah will not accept the
excuse of any person whose instant of death is delayed till he is sixty years
of age.(Explanation : Because he already got
60 years to earn good deeds and
to save himself from sins)
Sahih Bukhari,Book 76,428
: 💯✔ Correct answer E✔
Whose age has reached to 60
------------
✦ Narrated Abu
Huraira Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ)
said, Allah will not accept the excuse of any person whose instant of death is
delayed till he is sixty years of age.(Explanation : Because he already got
60 years to earn good deeds and
to save himself from sins)
Sahih Bukhari,Book 76,428
No comments:
Post a Comment