Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, September 7, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 500❗


  Only-Quran-Hadith Quiz 500

jawab ek se ziyada hain

Inme se wo kaun hain jin par Allah aur uske farishto aur tamam logo ki lanat hoti hai ?

A. Jisne apne walid ke siwa kisi aur ki taraf apni nisbat ki
B. Jo kafir hain aur kufr ki halat mein mar jaye
C. Jisne Qaum e loot ka amal kiya
D. jisne Sahaba Radi Allahu Anhuma ko gali di
E. jisne kisi momeen ko kafir ke hawale kar diya
F. Jo muslaman hone ke baad kafir ho jaye
G. Jisne Madina mein koi bidat nikali
H. Jo Aurat Qabro ki ziyarat kare
i. Sahi jawab ka intezar hai

Only-Quran-Hadith Quiz

Answers are more than one

Quiz : On whom is the curse of Allah and of the angels and of mankind ?

A. The one who slaughter for other than Allah
B. The disbeliever who die in his belief
C. The who do sin like Porple of loot
D. The who abuse the Companions of Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam
E. The one who handover any believer to the disbeliever
F. The who left islam after his belief
G. The one who innovate in the Madina
H. The women who visit graves
i. I want to know

✔💯Sahi jawab ABDFG
------------
Al Quran : Jo log kaafir hain aur kufr ki haalat mein mar gaye aiso par Allah aur farishto aur tamam logo ki lanat hai
Surah Al-Baqara (2) Verse 161

Al Quran : Allah aise logo ko kyu raah dikhaye jo imaan laane ke baad kafir ho gaye jabki wo gawahi de chuke ki beshak ye Rasool sachche hain aur unke paas roshan nishaniya aayee hain aur Allah zalimo ko raah nahi dikhata , aise logo ki saza ye hai ki un par Allah aur farishto aur tamam logo ki laanat hai
Aal-e-Imraan (3), Verse 87

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya madina Haram hai falah jagah se falah jagah tak, is hadd mein na koi darakht kaata jaye na koi bidat ki jaye aur jisne bhi yahan bidat nikali us par ALLAH taala aur tamam farishton aur insano ki laanat hai
Sahih Bukhari, Jild 3, 1867

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ne farmya  jisne mere sahaba (Radi Allahu Anhuma) ko gali di us par Allah subhanahu aur uske farishto aur tamam logo ki laanat hai
Al Silsila As Sahiha,3585
At Tabrani ,12541-Sahih

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis shaksh ne apne walid ke siwa kisi aur ki taraf apni nisbat ki ya (wo gulam) jisne apne malik ke siwa kisi aur ko malik banaya to us par Allah aur uske farishto aur tamam logo ki laanat hai
Sunan Ibn Majah, Jild 2, 766-Sahih

✔💯Correct Answer ABDFG
-----------
Al Quran : Verily, those who disbelieve, and die while they are disbelievers, it is they on whom is the curse of Allah and of the angels and of mankind,
combined.
Surah Al-Baqara (2) Verse 161

Al Quran : How shall Allah guide a people who disbelieved after their belief and after they bore witness that the Messenger (Muhammad صلى الله عليه وسلم) is true and after clear proofs had come unto them? And Allah guides not the people who are Zalimun (polytheists and wrong-doers). They are those whose recompense is that on them (rests) the Curse of Allah, of the angels, and of all mankind.
Surah Aal-E-Imraan (3), Verse #87

Hadith : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said The curse of Allah, the angels and the whole people is upon whoever abuse my companions.
Al Silsila As Sahiha,3585
At Tabrani ,12541-Sahih

Narrated Anas Radiallahu anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Medina is a sanctuary from that place to that. Its trees should not be cut and no heresy should be innovated nor any sin should be committed in it, and whoever innovates in it an heresy or commits sins (bad deeds), then he will incur the curse of ALLAH, the angels, and all the people."
Sahih Bukhari, Book 30, No. 91

It was narrated from Ibn Abbas that the Messenger of Allah () said:Whoever claims to belong to someone other than his father, or (a slave) who claims that his Wala (master) is for other than his real master, the curse of Allah the angels and all the people will be upon him
Sunan Ibn maja,Book 20, Hadith 2609-Sahih

No comments:

Post a Comment