Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 12, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 515 ❗


Only-Quran-Hadith Quiz 515

Jawab ek se zyada hain

Sawal : Inmein se kya kya khana ya peena jayaz nahi hai?

A. Aise murda machli jisko samundar bahar phenk de
B. Aisa janwar jo seeng lagne se mar jaye
C. Phaad kar khane wale darinde
D. Panje se shikar karne wale parinde
E. Gandagi khane wale jaanwaro ka doodh
F. Aisa jaanwar jo chot lagne se mar jaye
G. Aisa jaanwar jisko jaanwaro ne thoda kha liya ho magar mrne se pahle usko zabah kr diya jaye
H. Sahi jawab ka intezar hai

  Only-Quran-Hadith Quiz

Ans are more than one

Quiz : What are forbiddeen to eat or drink among below ?

A. The dead fish which is thrown out by the sea
B. The animal killed by the goring of horns
C. The Animals having fangs
D. The  bird with a talon.
E. Milk of the animal which feeds on filth
F. The animal killed by a violent blow
G. The animal which is partly eaten by waild animal but has been slughter before death
H. I want to know

✔💯Sahi Jawab BCDEF 💯
----------
Al Quran :Tum par mara hua  jaanwar aur suwar ka gosht aur jis cheez par (zabah karte waqt) Allah subhanahu ke siwa kisi aur ka naam liya gaya ho aur jo jaanwar gala ghot kar mar jaye , aur jo chot lag kar mar jaye aur jo seeng lag kar mar jaye ye sab haram hain, aur wo jaanwar jisko darinde phaad khaye magar jisko tum (marne se pahle) zabah kar lo (wo halal hai).
Surah Al-Maida(5), Aayat 3

Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam ne har phaad kar khane wala darinde aur har panje se shikar karne wale parinde ko khane se mana farmaya hai
Sunan Abu dawud, Jild 3, 402

Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam ne gandagi khane wale jaanwar ko khane aur uske doodh peene se mana farmaya hai
Sunan Abu dawud, Jild 3, 385

  Jabir radi allahu anhu ne farmaya ki hum jab ghazwa e khabt mein sharik huye they to hum sab bhukh se bahut betab ho gaye they us waqt samundar ne ek murda machli bahar phenki usko anbar kaha jata hai wo machli humne 15 din tak khayee
Sahih Bukhari, 5493

✔💯 Answer BCDEF
------------
Al Quran : Forbidden to you (for food) are: Al-Maitah (the dead animals - cattle - beast not slaughtered), blood, the flesh of swine, and that on which Allah's Name has not been mentioned while slaughtering,  and that which has been killed by strangling, or by a violent blow, or by a headlong fall, or by the goring of horns - and that which has been (partly) eaten by a wild animal - unless you are able to slaughter it (before its death, is allow to eat)
Al Quran : Surah Al-Maida(5), Aayat 3

The Messenger of Allah() prohibited the eating of every beast of prey with fang, and every bird with a talon.
Sunan Abu dawud, Book 27, 3794-sahih

The Messenger of Allah () prohibited eating the animal which feeds on filth and drinking its milk.
Sunan Abu dawud, Book 27, 3776-sahih

Narrated Jabir Radi Allahu Anhu We went out in a campaign and the army was called The Army of the Khabt  We were struck with severe hunger. Then the sea threw a huge dead fish called Anbar, the like of which had never been seen. We ate of it for half a month
Sahih Bukhari,Book 67, Hadith 401

No comments:

Post a Comment