❗
Only-Quran-Hadith Quiz 531❗
Jawab ek se ziyada hain
Sawal : Achche akhlaq wale momeeno ko kaun
kaun se inaamat ki khushkhabri di gayee hai ?
A. Sare din ke rozedar ka darja
B. Sari raat ki tahajjud guzar ka darja
C. Jannat mein ek
ghar ki zamanat
D. Jis darwaze se
chahe jannat mein dakhil ho jaye
E. Wo Kamil momeen ban jata hai
F. Meezan mein
achcha Akhlaq sabse bhari hoga
G. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Quiz : What
rewards a believer can get with his good character or manners ?
A. Will attain the degree of one who prays
during the night
B. will attain the degree of one who fasts
during the day
C. Will get a house in the upper part of
Paradise
D. He become the most perfect believer in
respect of faith
E. He will enter in paradise by any gates
he wish
F. There will be nothing heavier than good
character in the scale (meezan) on Qayamah
G. I want to know
✔💯Sahi Jawab ABC EF✔
-----------------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
farmaya momeen apne achche akhlaq se sare din ke rozedar aur sari raat ke
tahajjud guzar ka darja hasil kar leta hai
Sunan Abu dawud, Jild 3, 1370-sahih
Rasool-Allah Sal-Allahu A;laihi Wasallam ne
farmaya Meezan e aamal mein achche Akhlaq se bhari koi cheez nahi
Sunan Abu dawud, Jild 3, 1371-sahih
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne
farmaya main us shakhs ke liye aala Jannat mein ek ghar ki zamanat deta hu
jiska akhlaq aala (bahut achcha) ho
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1372-Hasan
Rasool-Allah Sallallahu Alalhi wasallam ne
farmaya Imaan ke aitbar se Kamil Momeen wo hain jinke Akhlaq behatreen hain
Sunan Abu Dawud, Vol 3 ,1257-Sahih
✔💯Answer ABC EF✔
--------------
The Prophet ﷺ said: By his good character a believer will
attain the degree of one who prays during the night and fasts during the day.
Sunan Abu dawud,Book 42, 4780-sahih
The Prophet ﷺ
said: There is nothing heavier than good character put in the scale of a
believer on the Day of Resurrection.
Sunan Abu dawud,Book 42, 4781-sahih
The Prophet ﷺ said
I guarantee a house in the upper part of Paradise for a man who made his
character good.
Sunan Abu Dawud Book 41, 4782-Hasan
The Prophet ﷺ said: The most perfect believer in respect of
faith is he who is best of them in manners (character)
Sunan Abu Dawud, Book 40, 4665-Sahih
No comments:
Post a Comment