Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 12, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 510❗


  Only-Quran-Hadith Quiz 510

Quiz mein 2 Sawal hain

Sawal 1 : Rasool-Allah ne jab makka se hijrat farmayee aur gaar e saur mein panah li us waqt Aap ko rozana Makka ke kuffaro ki khabre kaun diya karta tha ?

Sawal 2 : Us waqt Rasool-Allah ko khana kaun pahuchaya karta tha ?

A. Aisha bint Abu Bakr Radi Allahu Anha
B. Ali Radi Allahu Anhu
C. Khadija Radi Allahu Anha
D. Abdullah Radi Allahu Anhu
E. Jibril Alaihi Salam
F. Zaid radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Only-Quran-Hadith Quiz

There are Two questions in the quiz

Quiz 1 : When the prophet Sal-Alalahu alaihi wasallam was in the cave of Sor that time who used to provide the news on daily basis to prophet Sal-Alalahu alaihi wasallam ?

Quiz 2 :  Who used to supply the food on daily baisis to prophet in the cave ?

A. Aisha bint Abu Bakr Radi Allahu Anha
B. Ali Radi Allahu Anhu
C. Khadija Radi Allahu Anha
D. Abdullah Radi Allahu Anhu
E. Jibril Alaihi Salam
F. Zaid radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

: Sahi jawab GD
-------------
Jab Rasool-Allah ne Hijrat ka irada kar liya to Aap Abu Bakr Radi Allahu Anhu ke pass aaye aur waha se dono gaar e sor ki taraf chale gaye , Abu bakr Radi Allahu anhu apne bete Abdullah Radi Allahu anhu ko ye hidayat karke aaye they wo sara din makka mein logo se unke mutalliq khabre suney aur raat mein aakar unko wo sab bayan kar de. unke alawa asma bin abu bakr radi allahu anha sham ko unke layaq khana paka kar unke paas le jati thi, teen din Rasool-Allah aur Abu bakr Radi Allahu Anhu us gaar mein rahe , jab Quraish ne aapko nahi paya to pareshan ho gaye aur 100 oont us shaksh ke liye inam muqarra kar diye jo aapko phir unke pass le aaye
Tarikh At Tabri,Jild 2 Page 106

✔💯Answer GD 💯
----------
When the Messenger of God decided upon departure, he went to Abu Bakr b.Abi Quhafah, and the two of them left by a window in the back of Abu Bakr's house and went to a cave in Thawr, a mountain below Mecca, and entered it. Abu Bakr told his son 'Abdallah to listen to what people were saying about them during the day and to bring them the day's news in the evening. He also told his mawld 'Amir b. Fuhayrah to pasture his flocks during the day and to bring them to them in the cave in the evening. Abu Bakr's daughter Asma'brought them enough food for their needs in the evening. The Messenger of God and Abu Bakr spent three days in the cave. When Quraysh realized that he was missing, they offered a hundred she-camels for whoever would bring him back to them.
Tarikh At Tabri, Vol 6 Page 148

No comments:

Post a Comment