❗
Only-Quran-Hadith Quiz 477❗
Teeno sawalo ke jawab saath mein dijiye
✦ inna lillahi
Wa inna ilahi rajeuun , Allahumma Ajurni fi Musibati Wa Akhlifli Khairam Minha✦
✦ Sawal 1
: Agar koi naimat ya cheez humse dur ho
gayee to wo kaunsi dua hai jisko padhne se Allah us se bahtar naimat ata farma
deta hai ❓
A.
اَللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ
زَوَالِ نِعْمَتِكَ
Allahumma inni Awuzubika min Zawal e
Naimatika
B.
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ
رَاجِعُونَ يَا حَىُّ يَا قَيُّومُ بِرَحْمَتِكَ أَسْتَغِيثُ
inna lillahi Wa
inna ilahi rajeuun
Ya Hayyu Ya
Qayyum, Bi-Raḥmatika Astagith
C.
اللَّهُ اللَّهُ رَبِّي لاَ أُشْرِكُ
بِهِ شَيْئًا
Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa
D.
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ
رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا
inna lillahi Wa
inna ilahi rajeuun ,
Allahumma Ajurni fi Musibati Wa Akhlifli
Khairam Minha
E. Inmein se koi nahi
✦ Sawal 2 : Ek
Ummul momenineen jinka pahla shohar
Ghazwa e uhad mein Shaheed ho gaya aur unone is dua ko padha to unki shadi
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam se huyee , unka naam kya hai ❓
A. Hind bint Abu Umayya Radi Allahu Anha
B. Saffiya Radi Allahu Anha
C. Hafsa bint Umar Radi Allahu Anha
D. Zainab bin jahash Radi Allahu Anha
E. Inmein se koi nahi
✦ Sawal 3 : Un
Ummul Momineen ke pass Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ka rishta lekar
kaun aaya tha ❓
A. Hatib Radi Allahu Anhu
B. Zubair Radi Allahu Anhu
C. Musaib bin Umair Radi Allahu Anhu
D. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
E. Umar Radi Allahu
Anhu
F. Sahi Jawab ka
intezar hai
____________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Kindly reply both answers together
Quiz 1 : There is a dua, If anything loose
and any person read this Allah will exchange with something better.
What is that dua among below ❓
A.
اَللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ
زَوَالِ نِعْمَتِكَ
Allahumma inni Awuzubika min Zawal e
Naimatika
B.
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ
رَاجِعُونَ يَا حَىُّ يَا قَيُّومُ بِرَحْمَتِكَ أَسْتَغِيثُ
inna lillahi Wa
inna ilahi rajeuun
Ya Hayyu Ya Qayyum,
Bi-Raḥmatika Astagith
C.
اللَّهُ اللَّهُ رَبِّي لاَ أُشْرِكُ
بِهِ شَيْئًا
Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa
D.
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ
رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا
inna lillahi Wa
inna ilahi rajeuun ,
Allahumma Ajurni fi Musibati Wa Akhlifli
Khairam Minha
E. Inmein se koi nahi
F. I want to know
Quiz 2 : A one ummul momeenin (mother of
the believers) read this dua on the death of her husband and Allah gave him
prophet Sal-Allahu alaihi wasallam in palce of him , whats is the name of that
ummul momeenin ?
A. Hind bint Abu Umayya Radi Allahu Anha
B. Saffiya Radi Allahu Anha
C. Hafsa bint Umar Radi Allahu Anha
D. Zainab bin jahash Radi Allahu Anha
E. None of the above
F. I want to know
💯 ✔ Sahi jawab - DAA🌹
________________
*Umm Salma
Radi Allahu ka naam Hind bint Abu Umayya radi allahu anha hai*
-------------------------
Umm Salma (Hind bint Abu Umayya) Radi
Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne
farmaya Agar koi musalman jisko koi
museebat pahuche aur wo ye kahe jiska Allah subhanahu ne usko hukm farmaya
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ
رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا
inna lillahi Wa inna ilahi rajeuun ,
Allahumma Ajurni fi Musibati Wa Akhlifli Khairam Minha
Beshak hum Allah ke hain aur Usee ki taraf
laut kar jane wale hain ,
Eh Allah mujhe meri museebat par ajar de
aur mujhe is se behtar naimat ata farma
to Allah subhanahu usko (zaya naimat se) behtar naimat ata farma dega
Umm salma Radi Allahu Anha farmati hain ki
jab (unke shohar) Abu Salma Radi Allahu Anhu ki wafat ho gayee to maine (dil mein) socha ki kaunsa musalman Abu
Salma Radi Allahu Anhu se behtar ho sakta hai wo pahla gharana hai jisne
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ki taraf hijrat ki phir maine ye dua
padhi to Allah subhanahu ne mujhe Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ki
surat mein us naimat ka badal ata farmaya aur *Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
wasallam ne Hatib bin Abu batla Radi Allahu Anhu ko mere paas unke nikah ka
paigam dekar bheja*
Sahih Muslim, Jild 2, 2126
___________
💯✔
Answer DA ✔
-----------
Umm Salama (Hind bint Abu Umayya) reported
Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam
as saying:
If any Muslim who suffers some calamity
says, what Allah has commanded him,
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ
رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا
We belong to Allah and to Him shall we
return; O Allah, reward me for my affliction and give me something better than
it in exchange for it,Allah will give him something better than it in exchange.
When Abu Salama died she said: What Muslim is better than Abu Salama whose
family was the first to emigrate to the Messenger of Allah (ﷺ). I
then said the words, and Allah gave me God's Messenger (ﷺ) in
exchange.
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi
wasallam sent Hatib bin Abu Balta Radi Allahu Anhu to deliver me the message of
marriage with him.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1999
No comments:
Post a Comment