❗
Only-Quran-Hadith Quiz 460❗
Dono sawalo ke jawab is tarah dijiyega CD
/AB
✦ Eh hamare
RABB hum par Sabr ke dahane khol de aur humko (ladayee mein) sabit qadam rakh
aur kuffar ke muqable mein humko madad ata farma.
✦ Sawal 1 : Ye
dua kisne maangi thi ?
A. Sahaba Radi
Allahu anhuma ne
B. Musa Alaihi
Salam ne
C. Saleh Alaihi
Salam ne
D. Ibrahim Alaihi
Salam ne
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
✦ Sawal 2 :
inmein se ye dua kiske khilaf maangi gayee thi ?
A. Talut aur uske lashkar
B. Kuffar e Quraish
C. Firaun aur uske lashkar
D. jalut aur uske
lashkar
E. Qaum e aad
F. Sahi jawab ka
intezar hai
_______________`
✦ Kindlly reply
both quiz together CD / AB
✦ Our Lord!
Pour forth on us patience, and set firm our feet and make us victorious over
the disbelieving people.
✦ Quiz 1 : Who
said this supplication (Dua) ?
A. Sahaba Radi
Allahu anhuma
B. Musa Alaihi
Salam
C. Saleh Alaihi
Salam
D. Ibrahim Alaihi
Salam
E. None of the above
F. I want to know
✦ Quiz 2 :
Against whom this supplication was asked ?
A. Talut and his force
B. Kuffar e Quraish
C. Firaun and his force
D. Jalut and his force
E. Qaum e aad
F. I want to know
✅ Sahi jawab ED
🌹
Ye dua bani isareel ne Jalut aur uske
Lashkar ke khilaf maangi thi.*
-------------
✦ Al Quran :
Bhala tumne bani isareel ki ek jamat ko nahi dekha jisne Musa Alaihi ke baad
apne Nabee se kaha ki hamare liye ek baadshah muqarrar kar do
taaki hum Allah ki raah mein jihad kare.
Surah Baqarah (2), 246
✦ Aur jab wo Log
(Bani israeel) jalut aur uske lashkar ke muqable mein aaye to ( Allah se ) dua
ki
Eh hamare RABB hum par Sabr ke dahane khol
de aur humko (ladayee mein) sabit qadam rakh aur kuffar ke muqable mein humko
madad ata farma
Surah Baqarah (2), 250
_________
✅ Correct
Answer ED 🌹
*This dua was asked by Bani isareel againt
Jajut and his force*
-------------
✦ Al Quran :
Have you not thought about the group of the Children of Israel (Bani israeel)
after (the time of) Musa (Moses)? When they said to a Prophet of theirs,
"Appoint for us a king and we will fight in Allah's Way."
Surah Baqarah (2), 246
✦ And when they advanced to meet Jalut
(Goliath) and his forces, they invoked: "Our Lord! Pour forth on us
patience, and set firm our feet and make us victorious over the disbelieving
people.
Surah Baqarah (2), 250
No comments:
Post a Comment