❗Only Quran Hadith Quiz 475❗
❗Jawab ek se
ziyada hain
Sawal : Inmein se Allah ke nazdeek kaunsa
momeen sabse afzal hai ❓
A. Jo zyada SubhanAllah kahta ho
B. Jo Musalman ko apni zuban aur haath se
mehfooz rakhe
C. Jiks dil masjid mein laga rahe
D. Jo ziyada Allahu Akbar kahta ho
E. Jiski Umar
islam mein ziyada ho
F. Jo ziyada
Astigfar padhta rahe
G. Jo ziyada La
ilaha ilallah kahta ho
H. Jo zyada
Alhamdulillah kahta ho
I. Sahi Jawab ka
intezar hai
___________
❗Only Quran
Hadith Quiz❗
❗Answers are
more than one
Quiz : Who is the Best Believers among
below ❓
A. Who recite more tasbeeh (SubhanAllah)
B. The one who keep safe muslims with his
hands and tongue
C. Whose heart attache with Masjid
D. Who recite more takbir (Allahu Akbar)
E. Whose life is longer in islam
F. Who ask more forgiveness
G. Who recite more tehleel (la ilaha
ilALlah)
H. Wuo recite more tamheed (Alhamdulillah)
I. I want to know
💯 ✔ Sahi Jawab : ADEG
------------
قَالَ رَسُولُ اَللَّهِ صلى الله
عليه وسلم
مِنْ ذَلِكَ لَيْسَ أَحَدٌ أَفْضَلَ
عِنْدَ اللهِ مِنْ مُؤْمِنٍ يُعَمَّرُ فِي الْإِسْلَامِ لِتَسْبِيحِهِ
وَتَكْبِيرِهِ وَتَهْلِيلِهِ
------------
Abdullah bin shaddad Radi Allahu anhu se
rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us momeen se
afzal koi shakhs nahi jiski umar islam mein zyada ho aur wo Allah Subhanahu ki
tasbeeh (SubhanAllah), takbeer (Allahu Akbar) aur tehleel (La ilaha ilAllah)
kahta rahe
Masnad e Ahmed 1347-Hasan
Al-Silsila-tus-Sahiha-2926
_____________
Correct Answer:ADEG✔
________________________
✦ Narrated by
Abdullah bin shaddad Radi Allahu Anhu The prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam
said the Best believer among the slaves of Allah is the one whose life is
longer and who keep reciting a great deal of tasbeeh (SubhanAllah), Takbeer(
Allahu AKbar) and tehleel
(La ilaha ilAllah)
Masnad e Ahmed 1347-Hasan
Al-Silsila-tus-Sahiha-2926
No comments:
Post a Comment