❗ Only-Quran-Hadith Quiz 463❗
✦ Dono sawalo
ke jawab is tarah dijiyega CD /AB
✦ Quran mein
kuch logo ka ek qissa bayan kiya gaya hai jinke baag they aur usmein mewe
(fruits) bhi they , ek baar raat ko Allah subnahau ne unke baago ko tahas nahas
kar diya.
✦ Sawal 1 : Inmein se un logo ko Quran mein
kis naam se puakara gaya hai ?
A. Ashab Al Qariyah
B. Ashab Al Ukhdud
C. Ashab Al jannat
D. Ashab Al Sabt
E. Ashab Al Madyan
F. Sahi Jawab ka
intezar hai
✦ Sawal 2 : Us
Qaum ki kya galti thi ?
A. Unhone kaha ki ye baag unke jhoothe
mabudo ne ata kiye hai
B. Unhone mewe todne ki kasam kahyee magar
in sha Allah nahi kaha
C. Unhone kaha ki Ye jo baag hai wo unki
mehanto ki wajah se hai
D. Unhone kaha ki is baag ke mewe unke
mabudo ko nazar karenge
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
_________________
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
✦ There were
some People who had some gardens with fruits , once they were sleeping at
night, Allah subhanahu destroyed their all gardens. ?
✦ Quiz 1 : From
which name Allah has mentioned them in Quran ?
A. Ashab Al Qariyah
B. Ashab Al Ukhdud
C. Ashab Al jannat
D. Ashab Al Sabt
E. Ashab Al Madyan
F. I want to know
✦ Quiz 2 : Why
Allah has destroyed theirgardens ?
A. They said those garden has been given by
false God
B. They wore to pluck the fruit but did not
say Insha' Allah
C. They said thier gardens are because of
their work hard
D. They said they will submit these fruits
to their false God
E. None of the above
F. I want to know
✅ Sahi jawab CB 🌹
-----------
Bismillahirrahmanirrahim
إِنَّا بَلَوْنَاهُمْ كَمَا بَلَوْنَا
أَصْحَابَ الْجَنَّةِ إِذْ أَقْسَمُوا لَيَصْرِمُنَّهَا مُصْبِحِينَ
وَلَا يَسْتَثْنُونَ
فَطَافَ عَلَيْهَا طَائِفٌ مِّن
رَّبِّكَ وَهُمْ نَائِمُونَ
------------
✦ Al Quran :
Humne un logo ki aise aazmaayeesh ki jis tarah Ashab Al jannat (baag walo) ki
ki thi , jab unhone Qasmein kha kar ye kaha ki subah hote hi hum uska
mewa(fruits) tod lenge ,Aur In sha Allah (Agar Allah subanahi ne chaha to) nahi
kaha, So wo abhi so hi rahe rhey ki
tumhare RABB ki taraf se (raato raat) us (baag) par ek aafat aa gayee
to wo aise ho gaya jaise kati huyee kheti
Surah Qalam (52), Aayat 17-20
✦ Sabaq: Is
Quiz se ye sabaq milta hai ki humko kisi bhi future ke kaam ke liye ye nahi
kahna chahiye ki main kar dunga ya kar dungi bulki humko ye kahna chahiye In
sha Allah main kard dunga ka dungi.
--------------
✦ Al Quran :
Verily, We have tried them as We tried the Ashab Al jannat (people of the
garden), when they swore to pluck the fruits of the (garden) in the
morning,Without saying: Insha' Allah (If Allah wills).
Then there passed by on the (garden) a
visitation (fire) from your Lord at night and burnt it while they were asleep.
So the (garden) became black by the
morning, like a pitch dark night (in complete ruins).
Surah Qalam (52), Aayat 17-20
✦ lesson : From this quiz we got a lesson that we should
never say for any future task that I will do it , rather we must say In sha
Allah I will do it.
________________
No comments:
Post a Comment