Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 779 ❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 779 ❗ 

Sawal  : Ek baar ek qaum ne apne Nabee ko Kuwe mein daal diya tha jiske baad un par Allah subhanahu ka azab nazil hua , inmein se wo kaun they?

A. Ashab Ar-Rass
B. Ashab Al-Aykah
C. Qaum e Loot
D. Qaum e Tubba
E. Ashab Al Qariyah
F. Ashab Al Ukhdud
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

Quiz : Once a Prophet was sent towards some people but they deny him and threw him in a well, who were they  ?

A. Ashab Ar-Rass
B. Ashab Al-Aykah
C. Qaum e Loot
D. Qaum e Tubba
E. Ashab Al Qariyah
F. Ashab Al Ukhdud
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab  A
-------------
وَعَادًا وَثَمُودَ وَأَصْحَابَ الرَّسِّ وَقُرُونًا بَيْنَ ذَ‌ٰلِكَ كَثِيرًا  
-------------
Al Quran : Aur Aad aur thamud aur Ashab Ar-Rass (kuwe walon) aur unke darmiyan aur bahut se jamaton ko bhi halaq kar dala  

Tafseer : Ibn Jurayj  ibn Abbas Radi Allahu Ahuma se rivayat karte hain ki Ashab Ar-Rass Qaum-e-Samud ki ek basti thi, Ikrima radi allahu anhu farmate hain ki inki taraf jo Nabee aaye they unko  un logo ne  ek kuwe mein daal diya tha isliye inko Ashab Ar-Rass kaha jata hai
Tafseer Ibn Kathir , Surah Furqan (25) Aayat 32
-------------
Al Quran : And (also) Ad and Thamud, and the Dwellers of Ar-Rass, and many generations in between. (We have destroyed)
Al-Furqaan, Chapter #25, Verse #38

Tafseer : As for the Dwellers of Ar-Rass, Ibn Jurayj narrated from Ibn `Abbas about the Dwellers of Ar-Rass that they were the people of one of the villages of Thamud. narrated from Ikrimah Radi allahu anhu that Ar-Rass was a well where they threw (buried)  their Prophet.
Tafseer Ibn Kathir , Surah Furqan (25) Aayat 32


No comments:

Post a Comment