Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 856❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 856❗

Sawal : Wo kaunsa amal hai jiski wajah se  muslaman ko bakhsh diya jata aur uski buraeeyo ko nekiyo mein badal diya jata hai ?

A. Rishtedaro ke saath achcha suluq 
B. Kisi Musalman Qaidi ko aazad karna 
C. Allah ka zikr
D. Sard rato mein wuzu karke namaz padhna
E. Allah ki raah mein ek raat pahra dena
F. Kisi musla,man ka Qarz ada kar dena
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawba ka intezar hai
-----------
Quiz : What is that deed , if a person do he will be forgiven and his sins will be changed into good deeds ?

A. Keeping good relations with relatives
B. Set free to a muslim prisoner
C. The Remembrance of Allah
D. Performing ablution in cold night to pray
E. One night Patrolling in Allah's way
F. Paying debt of any muslim
G. None of the above
H. I want to know

Answer C
-----------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jo log bhi Allah Subhanahu Ka Zikr Karne baithte hai, ek manadi Karne wala innehin Asman se awaz deta hai khade ho jao tumehin baksh diya gaya hai aur tumari burayee ko neikiyon mein tabdil Kar diya gaya hai
Al-Silsila-As-Sahiha,2934
-----------
Narrated by Anas Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said the one who gather to Remembrance of Allah , A angel said from the heaven that get up you are forgiven and your sins has bene changed into good deeds
Al-Silsila-As-Sahiha, 2934

No comments:

Post a Comment