Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 841❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 841❗

*Sawal : Inmein se kin par RasoolAllah sallallahu alaihi wasallam ne laanat ki hai ?*

*Jawab ek se zyada hai*

A. Wo Mard jo aurton ka chaal chalan ikhtiyar kare
B. Jo apne waldein par laanat bheje
C. Wo Biwi jiska shohar us se raat bhar khafa rahe
D. Wo Biwi jo shaohar ki ejazat ke bagair ghar se bahar jaye
E. Wo insan jo kisi jaanwar ke chehre par maare
F. Jo deen mein naye kaama nikale
G. Wo Aurat jo mard ka chaal chalan ikhtiyar kare
H. Sahi Jawab ka intezar hai


*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

*Quiz : RasoolAllah sallallahu alaihi wasallam cursed to whom among below?*

*Answers are more than one*

A. Those men who are in the similitude of women 
B. The one who curse his parents
C. The women with whom her husband annoyed a whole night
D. The women who go out of home without the permisison of her husband
E. The one who hit on the face of any animals
F. The one who innovate new things in religion
G. Those women who are in the similitude of men
H. I want to know



Answer AEG
------
Jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam  ke paas se ek gadha guzra jiske chehre par nishanat banaye gaye they to RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kya tumhe ye khabar nahi mili ki jis shakhs ne jaanwar ke chehre par nishanat banaye ya uske chehre par maara maine us par laanat ki hai , phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne is kaam se mana farmaya
Al-Silsila-tus-Sahiha - 818

Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne un Mardon par laanat bheji jo aurton ka chaal chalan ikhtiyar karey, aur un Aurton par laanat bheji jo Mardon ka chaal chalan ikhtiyar karey.
Sahih Bukhari, Jild 7, 5885


Answer AEG
--------
Narrated Ibn  Abbas Radi Allahu Anhuma : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam  cursed those men who are in the similitude (assume the manners) of women and those women who are in the similitude (assume the manners) of men. 
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 773

Jabir Radi Allahu Anhu  reported  An ass with a brand on the face happened to pass before the Prophet (ﷺ). Thereupon he said, Did it not reach you that I cursed him who branded the animals on their faces or struck them on their faces. So he prohibited it.
Al-Silsila-tus-Sahiha - 818

No comments:

Post a Comment