Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 823❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 823❗ 

Ek Qaum aisee thi jisko Allah subhanahu ne azab nazil karke maut de di aur phir se unko zinda kar diya ?

Sawal : Unko kis gunah ki wajah se maut ki saza di gayee thi

A. Allah ke saath Laat aur Uzza ko sharik banate 
B. Unhone Allah ki oontni ko Qatl kar diya tha
C. Unhone Nooh Alaihi Salam ki kishti mein aane se inkar kar diya tha
D. Wo bole Allah ko samne dekh kar hi imaan laynege
E. Mard Mard ke saath khwahishat puri karte
F. Wo bole ki mulk mein humse badkar taqatwar koi nahi
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
------------
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ 

There were some people to whom Allah send punishment and they got die and after that Allah subhanahu give him life again ,

For which sin they got death punishment

A. He used to worship Laat and Uzza with Allah
B. He killed the she-camel of Allah
C. They refused to come inside the Ark of Nooh Alaihi salam
D. They said we shall never believe in you until we see Allah
E. The man used to fulfill their pleasure with the man
F. They said nobody is more poewrful than us in this city
G. None of the above
H. Waiting for the right answer

Bismillahirrahmannirahim
--------
Answer D
------
وَإِذْ قُلْتُمْ يَا مُوسَىٰ لَن نُّؤْمِنَ لَكَ حَتَّىٰ نَرَى اللَّهَ جَهْرَةً فَأَخَذَتْكُمُ الصَّاعِقَةُ وَأَنتُمْ تَنظُرُونَ     
ثُمَّ بَعَثْنَاكُم مِّن بَعْدِ مَوْتِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ
------
Al Quran : Aur jab tumne kaha ki eh Musa (Alaihi salam) jab tak hum Allah ko samne na dekh lenge tum par imaan nahi laynege to tumko bijli ne aa ghera tum dekh rahe they phir maut aa jane ke baad tumko phir se zinda kar diya taaki ehsan mano
Surah Al Baqara, Verse 55-56
------
Al Quran: And (remember) when you said: "O Musa (Alaihi salam)! We shall never believe in you until we see Allah plainly." But you were seized with a thunder-bolt (lightning) while you were looking.Then We raised you up after your death, so that you might be grateful.
Surah Al Baqara, Verse 55-56

No comments:

Post a Comment