Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 901 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 901 ❗  

Jawab ek se zyada hai

Jannat mein aise kamre milenge jinka bahar ka hissa andar se aur andar ka hissa bahar se nazar aayega. 

Sawal : ye kamre inmein se kisko milenge ?

A. Jo Mazak mein bhi jhooth nahi bolte
B. Jo Khana khilaye
C. Jo Allah ki raah mein jihad karte hain
D. Jo Achchi baat kare
E. Jo raat ko uth kar nama padhte hain
F. Jo Aksar Roze rakhte hain
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗  

Indeed in Paradise there are chambers, whose outside can be seen from their inside, and their inside can be seen from their outside

Quiz : These chamres are for whom ?

A. Those who never tell lie not even in the joke
B. Those who feed people
C. Those who fight in Allah's way
D. Those who speak well
E. Those who Perform salat in night while people sleep
F. Those who fast regularly
G. None of the Above
H. I want to know



BDEF
------
✦  Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jannat mein aise kamre hain jinka bahar ka hissa andar se aur andar ka hissa bahar se nazar aayega. (ye sun kar) ek aarabi ne khade ho kar arz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam wo kiske liye hain ? to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jo achchi baat kare, khana khilaye, Aksar roze rakhe aur Allah ki raza ke liye raat mai us waqt namaz padhe jab log soye ho
Jamia Tirmizi, Jild 1, 2048-Hasan
---------
✦  Ali narrated that the Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: "Indeed in Paradise there are chambers, whose outside can be seen from their inside, and their inside can be seen from their outside." A Bedouin stood and said : 'Who are they for, O Messenger of Allah?" He said: "For those who speak well, feed others, fast regularly, and perform salat [for Allah] during the night while the people sleep."
Jamia Tirmizi,Book 1, 1984-Hasan

No comments:

Post a Comment