Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 849❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 849❗ 

*Sawal : Inmein se wo kaunsi surah hai jiska nuzul Namazo ke farz hone se pahle hua tha?*

A. Surah Qayamah
B. Surah Baqarah
C. Surah Jinn
D. Surah Ikhlas
E. Surah Sazda
F. Surah Muddaththir
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗ 

*Quiz : Which surah was sent before the Salah (Prayer) became compulsory ?*

A. Surah Qayamah
B. Surah Baqarah
C. Surah Jinn
D. Surah Ikhlas
E. Surah Sazda
F. Surah Muddaththir
G. None of the above 
H. I want to know 


*Answer F*
------------
Jabir bin Abdullah Radi alahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alalahi wasallam aasman se wahi ke silsila ruk jane ka haal bayan farma rahe they ki main chal raha tha ki maine aasman ki taraf se aawaz suni maine apna sir upar uthaya to wahi farishta nazar aaya jo gaar e hira mein aaya tha , wo aasman aur zameen ke darmiyan kursi par baitha hua tha main uske darr se ghabra gaya aur ghar wapas aa gaya aur  kaha mujhe kapda odha do , mujhe kapda oda do , unhone mujhe kapda oda diya , phir Allah subhanahu ne ye aayat nazil farmayee YA Ayyuhal Muddaththir...se wa Arrujza fahjur , *ye surah namaz farz kiye jaane se pahle nazil huyee thi* , Rujz  ka matlab boot.
Sahih Bukhari, Jild 6, 4925

✅ Answer F 💐
--------------
Narrated Jabir bin Abdullah Radi allahu anhu I heard the Prophet (ﷺ) describing the period of pause of the Divine Inspiration. He said in his talk, While I was walking, I heard voices from the sky. I looked up, and behold ! I saw the same Angel who came to me in the cave of Hira' sitting on a chair between the sky and the earth. I was too much afraid of him (so I returned to my house) and said , 'Fold me up in garments!' They wrapped me up. Then Allah revealed: 'Ya AyyuhAl-Muddaththir (O you wrapped)...and desert the idols, (this surah was sent) before the prayer became compulsory. Rujz means idols
Sahih Bukhari, Book 60, 447

No comments:

Post a Comment